Dear friends! British pound ne US dollar ke muqablay mein neechey ka rukh ikhtiyar kar liya, jisse iska rate 0.17% gir kar 1.2911 ho gaya. Ye girawat is wajah se dekhi gayi kyunki bazar ke log President Trump ke naye tariffs ke elan ka intezar kar...
Technical nazariay se dekha jaye toh, USD/JPY ke bears ke liye sabse bada trigger overnight breakdown tha, jo multi-week-old ascending trend channel ke lower end ke neeche hua. Yeh breakdown ek bearish sentiment ko mazid barhawa deta hai, lekin...
EUR/JPY Ka Technical Tajziya Is haftay, Thursday ke din EUR/JPY ne H4 time frame per downward moving averages ko cross kiya. Lekin, price ne neeche aur girne ke bajaye 161 price level per double bottom banaya. Trading market band hone se pehle,...
GBP/USD is iss waqt cautious bullish momentum ke sath trade kar raha hai, jo 1.2907 ke critical support level ke upar hai. Yeh level kai dafa test ho chuka hai magar ab tak decisively break nahi hua, jo yeh dikhata hai ke buyers ki interest majood...
T E C H N I C A L _ A N A L Y S I S U S D / C H F Main yeh dekh raha hoon ke USD/CHF ka price waqt ke sath kaise badal raha hai aur iska market behavior par kya asar ho raha hai. USD/CHF is waqt 0.8837 par trade kar raha hai. Trend upward hai aur...