Zyda Trades se Avoid kia kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zyda Trades se Avoid kia kren
    Dear members hum jab bhi zyda trades lagate Hain Tu Hamari aik trades profit mein jaey Tu dosri confirm loss mein chli jati he Tu daily base pe aik hi trade lagani chahye aur jab wo profit mein close ho jaey tab dosri trade lagani chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

    اصل پيغام ارسال کردہ از: 888 پيغام ديکھيے
    Dear members hum jab bhi zyda trades lagate Hain Tu Hamari aik trades profit mein jaey Tu dosri confirm loss mein chli jati he Tu daily base pe aik hi trade lagani chahye aur jab wo profit mein close ho jaey tab dosri trade lagani chahye
    I am agree with you are bilkul sahi kah rahe hain hamen ek waqt mein ek hi trade open Karni chahie na ke apne jazbaat mein aakar jyada trade utpann Karen iske mein bahut nuksan ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

      Over trading karna forex me hamare leye kisi lalach se kam nahi aur is se hum apne account se hath dho tak beth jate hn. Over trading se forex me hamara apna account ksis khas kabil nahi rehta aur is se hamen bohut hi ziada nuqsan uthna par jata hai. Forex trading me over trading se bachne k leye hamen apne account ka leverage bohut ziada kam rakhna chaheye, takeh hum apne account se sahi manon me asal faida hasil kar len aur kam leverage k waja se hum over-trading jase bemari se mehfoz reh saken. Big loss se Bachne ke liye acha Decesion Lena boht zaruri he. Mehnat se kaam karna aur apne dil ko mutmayen karke hi asal me forex me success hasil ho sakti hai.. Forex trading me knowledge ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Forex business mein kamyabi ke liye hardworking jaruri hai.
      • #4 Collapse

        Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

        Dear members forex tradings may haumay hamesha apni observations ko strong kartay hoye trading karni chaiye aur trading say pehlay market ki movement ko observe karna chahiye jab haumay market ki movement aur trends ko watch krna aur analysis karna ata hay tou haumay trading mai koi masla nahi hai magar bazz dafa bohat achay aur expert traders bhi mistakes kar jatay hay aur over trading kartay hay aur ake hi wakat may ake say ziada trades open ker laytay hay jiss ki wajah say unko muskan hota hai over trading ki waja say appka account wash ho jata hai aur phir appko dobara say investment karni parti hay ya phir bonus ka wait karna parta hai iss liye haumay hamesha over trading say avoid karna chahiye warna haumay trading mai nuksan uthana parta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

          hamen hamesha ek baat yad rakhna chahie ki ham log jyada trade se bilkulna lagaen Agar ham log jyada trade lagayenge To hamen nuksan ho sakta hai hamen soch samajh Kar acchi planning your aur acchi thinking aur positive mind ke sath trade ko open karna chahie otherwise ham log life mein fail ho sakte hain hamesha mehnat se kam Karen mehnat se karne wala kam hamesha life mein isiliye kamyabi deta hai ham log hamesha aise hi kami aap hote rahenge jab tak Ham mehnat karte rahenge mehnat karte raho mehnat karne wala easily kamyabi hasil kar leta hai kamyab insan wahi hota hai jo proper planning ke sath kam karta hai
          • #6 Collapse

            Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

            Forex mein humain nuqsaan humari apni ghaltioun ki wajah sae hi hota hai agar hum soch ker kaam kerain tou aisa nahin ho ga haumay trading mai koi masla nahi hai magar bazz dafa bohat achay aur expert traders bhi mistakes kar jatay hay aur over trading kartay hay aur ake hi wakat may ake say ziada trades open ker laytay hay jiss ki wajah say unko muskan hota hai over trading ki waja say appka account wash ho jata hai aur phir appko dobara say investment karni parti hai iss lye aap ko chahyea kay kabhi bhi aik sae zayada trade open na kerain
            • #7 Collapse

              Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

              اصل پيغام ارسال کردہ از: 888 پيغام ديکھيے
              Dear members hum jab bhi zyda trades lagate Hain Tu Hamari aik trades profit mein jaey Tu dosri confirm loss mein chli jati he Tu daily base pe aik hi trade lagani chahye aur jab wo profit mein close ho jaey tab dosri trade lagani chahye
              Ziada trade aap ke lalach ko zahir karte hay or aap ka nukasan ho jata hay
              Thank you for your attention
              • #8 Collapse

                Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

                Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein Hamen avar trading Nahin karne chahie Jab Ham ismein Van Se Jyada trade open kar dete Hain To Ham isase Kafi nuksan Karte Hain isliye aapko chahie Soch Samajh Kar trading Karen aur jab aapko koi acchi trade Mile use open Karen Forex Ek behtarin online business hai ismein Ham kamyabi tab Hasil kar sakte hain Jab Ham is Mein Achcha kam Karenge Soch samajhkar Karenge aur Naina se Karenge Forex Mein Hamesha Hamen mehnat se kam Karte Rahana chahie jisse Ham kamyabi Hasil kar sakte hain Forex Ek behtarin online business hai ismein ham iska knowledge Hasil Karke a apni monthly behtarin evening ko possible kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

                  jee han dear ap ne achi baat ki hai hmen chahiey k hum jab bhi forex main trading karen to humko chaihiey k aik se ooper kabhi bhi trade ko open na karen or jab tak woh profit main na aa jay apko usko close na kar den apko kabhi bhi uss se zayad tradinng nai karni chaiey isi trah ap apny acount ko achi trah se manage kar saken gy agr ap ne aik see oprr tading ki to ap ka acount kahatray mian pad skata hai or ap kabhi kabhi asiy apan acount wsh karwa latiy hain ye aik bohat he ziyaada risky kaam ban jata hai jab ap ziyaada trade ko open karty hain or ap ka acount ka balance kam hota hai to ap boaht he ziyaada khatra mol laity hian
                  • #10 Collapse

                    Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

                    jee han dear ap ne achi baat ki hai hmen chahiey k hum jab bhi forex main trading karen to humko chaihiey k aik se ooper kabhi bhi trade ko open na karen or jab tak woh profit main na aa jay apko usko close na kar den apko kabhi bhi uss se zayad tradinng nai karni chaiey isi trah ap apny acount ko achi trah se manage kar saken gy agr ap ne aik see oprr tading ki to ap ka acount kahatray mian pad skata hai or ap kabhi kabhi asiy apan acount wsh karwa latiy hain ye aik bohat he ziyaada risky kaam ban jata hai jab ap ziyaada trade ko open karty hain or ap ka acount ka balance kam hota hai to ap boaht he ziyaada khatra mol laity hian hum ko asiy har giz nai karnaa chaiey hmen apny account ki sfty karni chahiey tbhi humiss mian acha prfit gain kar sakty hian or issmian boaht he lamby arsay tak inn reh skaty hian
                    • #11 Collapse

                      Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

                      hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy threads ke limit ko pora karna chahey agar hum threads ke limit ko cross kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka koi balm nahe hota loss hum limit ko cross karny ke waja sy karty hai hamy is main aik limit main raht howy kam karna chahey ta ky hum is mainacha bonus hasil kar saky or apne needs ko pora kar saky
                      • #12 Collapse

                        Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

                        Main aapki baat se Ittefaq Karta Hun Ki Hamen bahut jyada overtrading Se Bachana chahie aur Thodi Thodi trade Karke Ek accha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham bahut jyada trading Karenge aur kisi Ek trade mein bhi aapko nuksan ho jata hai to aap Sara profit Jaya ho jata hai isliye Hamesha apni target set Karen profit ka daily ka aur usko Hasil karne ke liye mehnat Karen aur jab aapko vah target Hasil Ho Jaaye to Uske bad trading ki bajay apni learning ko improve karne ke liye koshish kar
                        • #13 Collapse

                          Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

                          Acha aap Kahana chah Rahe Hain Ki Jyada trade say about Karen bilkul sahi kah rahe hain Agar aapke pass Achcha balance hai aapka account sport kar sakta hai To fir aap acche Jyada trade len ha lot size Jarur check kar liya Karen aur aur trade Patra trade Pa trade Na Laga Diya Karen analyses Karke acchi Tarah trade Lagaya Tha
                          • #14 Collapse

                            Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

                            kus trader forum main 4 sy zeyada threads bana rahy hain hamy in ky threads ka replay nahe karna chahey kue ky 4 sy zeyada threads banany waky trader ky threads deleate ho rahy hai or in par jo posts replay ho rahe ho wo be deleate ho rahe hain hamy is main new information waly threads ka replay karna chahey hum is main aik din main aik account main 4 threads he kar sakty hain yai online karobar hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zyda Trades se Avoid kia kren

                              Aap nay theek kaha forex main aap ko zayida trada nahi lgna chaiy aap ko atna hi trada lagay jitna Aap ko experience or account balance ho aap uss say acha profit hasal Kar la agar aap zayida trada lagay gay tu aap ko noksaan ho ga iss Lia aap ko zayida trada nhai lagay aap ko soch samaj Kar trade lagay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X