Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai
    Forex market main ham sirf theoretical learning ker ky successful trading nehi ker sakty hamain forex market main agar successful trading kerni hai tou hamain technical mind ko use kerna hoga kyun ky market ki movement bahot zyada technical hoti hai jis ky liay technical analysis bhi bahot zaruri hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

    G han Forex market ko samjny key ley aur market me achi trading karny key ley traders ko technical mind use karny ki be zarorat hoti hay, fundamental analysis key base par Forex market se profit win karna bahot asaan hay magar es se be asaan tareeqa ye hay key technical mind ko use kar key Forex market ki movement ko understand kia jaye aur strategies be ham technical mind kar key hi kamyab ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

      Agar acchi trading karne ke liye Agar technical analysis Karke aap Jab Bhi acche se Hamesha third Lagate Hain To aapko vahan per Achcha Sa bol diya Jata Hai se mehnat Karen koshish karen acche Waqt Hamen Laga acchi lagne se kam kar lene ke liye to hamesha hoga
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

        Yes dear es knowledge ky sath sath samh dari or aqal sy kaam lena bhi bhoot zarori hai tradin ko istqmal karty hoa hum apny experience ky sath sath apny mind ka bhi istamaal karna zarori hai es ky ilawa josh ki bjaye hosh sy kaam lena hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

          forex market q ke bahut he zayada complicated hae jis ke waja se is main bahut mehnat lagte hae is main apko bahut he zayada apna mind ko use karna hota hae jitna zayada ap is main ace tarah se apna mind use karte hain ap is main ho jate hain kamyab q ke is main apko mehnat karne hote hae is waja se agar trading main kamyab hona hae to apko is main acha technical knowledge apke pas hona caiye take ap us ke madad se ache tarah se trading kar saken jitna zayada ap is main mehnat karte hain ap is main se he to success hasil kar he jate hain agar to ap is main mehnat karte hain to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kiya karen is main mehnat ke karen take kuch na kuch to hum hasil kar he saken
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

            g han dera friend bilkul agr ap ko forex trading mai kmayb or ak achy trader ban na hai tu ap ko technical mind ko use kar na chahae ku kay technical mind ap kay or khas ture pr forex trading mai kmayb ho nay kay lea bohat zarori hai ku kay agr ap kay pass acha or technical mind set ho ga tu ap har trade mai apna acha profit hasil kary gay or is say ap ko loss bhi km say km ho ta hai or ap nay mind ko forex trading kay duran fresh rahk na chahae
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

              ji ha brother ap ne theek kaha hay forex trade forum kay lei techinical mind rakhana parta hay ku kay same work se
              ahtyat karni parti hy markete ki movement ko dekh kar trade kani parti hay loss ka har tareeqay se ehtyat karna
              parta hy or bhi boht si techinical points hen jin ko zehan nasheen karna parta hay agr ye sab baten or rules ko dekh
              kar kam nahe karen gy to ham ko boht sy nuqsanat hony ka khadsha hota hy to hamen chaheiy ek good trader ki
              taraha hard working karty rahen or slow slow apna kaam continued rakhen or ziyada profit kay bajaiy thory munafay
              pe hi kam karty rahy
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                Forex market main ham sirf theoretical learning ker ky successful trading nehi ker sakty hamain forex market main agar successful trading kerni hai tou hamain technical mind ko use kerna hoga kyun ky market ki movement bahot zyada technical hoti hai jis ky liay technical analysis bhi bahot zaruri hoty hain
                G ham dear forex main kamyab trade krny k liay ap ko technical mind rakhna jaruri hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

                  gee apki bat darust hay forrx mein kaam krnay k leye insan ko technical minded hona chahye q k forex aik aiai field hay jis mein utaar charhaao hotay rehtay hain market mein to onki movement ko samjhny k leye mathematical mind and technical mind agar hongay to ziada benefite hasil kiya ja sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

                    Assalamu Alaikum dear friend aapane bilkul sahi Kaha Main Forex forum mein training ke liye technical mind ki jarurat hai Kyunki Jitna jadam technical mind se posting Karenge Apna Jyada Mein fayda Hoga aur ham perfect lagakar acchi earning Hasil kar sakte hain isliye chahie Jyada Se Jyada Manata hardworking Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

                      dear friend forex business mein bahut jyada mehnat karna padhati hai aur forex ki market bahut jyada moment karti hai isliye hamen technical mind ka use krna chaheye oar hmen technical analysis bhe karne chahie tabhi jakar ham market ki movement ko samajh payenge aur acche kamyabi hasil kar payenge Kyunki jab insan market ko samajh leta hai to vah trading bhi successful karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

                        G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut himat kay sath mahnat karna party hy as lia hamen foresh ho kar forex men trading karny chahey kun kay agar hum as men mahnat kay sath kam nahin karen gy tu hum as men achy kamayby hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men bahut lagan kay sath apna kam jary rakhna chahey tabhy hum as men achy kamyaby hasil kar sakty hain forex men koi bhe kam jaldi men nahin karna chahey kun kay agar hum kisy bhe kam men koi bhe jaldi karty hain tu hum as men nakam ho jaty hain as lia hamen forex men bahut dehan kay sath kam karna chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

                          hamy is main active ho kar kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is main negative soch ky sat kam kary gy to hamy is ka result be negative he hasil ho ga hamy is main positive soch ky sat kam karna chahey ta ky hum is main acha result hasil kar saky hamy knowledge or experience hasil kar ky is mai kam karna chahye hum is man gar bath kar kam karty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

                            Congrats Business mein Hamesha technical mind add kar ke Yahin per kamyabi lene ke liye good koshish Karenge to aapke liye good koshish Hai Hamesha kamyabi ho gai hai isliye jawab chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ky liay technical mind use kerna perta hai

                              trading market ke movement ko dakth kar knowledge or experience sy ke jate hai hamy pahly demo account main trading ke practice kar lyne chahey ta ky hamare jo be mistake ho wo is main he ho or hamy bad main real account main trading karne chahey hamy apny experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahey or is main trading karne chahey hum gar bath kar live trading karty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X