- Forex:
- Brooker:
- Currency Pair
- Pip
- Exchange Rate:
- Forex:Kuch wajuhat ki bina par zare-mubadla ko aik currency sy dusri currency may badlna Forex kehlata hy. Forex may 2 mukhtalif currencies ko apas may exchange kia jata hy or is k exchange krny waly ko Forex Exchanger bolty hain.
- Brooker: Wo Agent jo Khareedny waly or Bechny waly k darmian len dane ko yakeeni bnata hy wo Brooker hoga hy. Jis may wo apna commission leta hy.
- Currency Pair: Ye 2 currency ka apas may muwazna krta hy jesy USD/EUR, is may aik currency base currency hoti hy or dusri foreign.
- Pip: Pip ka matlab Percentage in point, yani k pip aik choti si qeemat hy jo Exchange Rate k upr ya nechy jany say bnta hy, aik Pip mah 1 Price hoti hy jo k aik Line say zahir krta hy.
- Exchange Rate: Exchange rate ka mtlb ye hay k aik currency Ko denay par dusri currency kitni milegi, lekin is ka taiyun nhi kia ja skta, Q k international market or National Market ki keemat mukhtalif hothoti hy. isi trha hr exchanger ka mukhtalif rate hota hy.
Aj k liye itna Hi, 5 or Terms k liye Rozana Visit karen. ya is page ko bookmark karlen... Shukria
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим