Need and Greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    gii ha bhai app ne thrakk kahha he mee ap ki batt se agree karrta ho keo ke humm smjte he ke insta forux me peer rakhte sath hi passe anna start ho jatte hee parr aissa bilkul nae he humme bht ahtiat ka sath trading karni parti he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      i think if we will get the knowledge like the greed then it will be the good for us ,and we will get the success in the forex otherwise if we will try to get the earning with the greed then it will give us the loss nothing the gain that why get the skills like the greed and earn like the need
       
      • #108 Collapse

        Friends apni income ko increases karna sub ki khahish hoti hy but iskey liye humey lalach nai karni chahiye balkey zada se zada mehnat kar key apni income ko increases karna chahiye lalach se humey siwaey nuqsan key or kuch nai milta.
        • #109 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
          In this forex trading forum, most of us are here due to our finaccial needs, we want to learn a new work and earn a useful profit and this can become our fulltime career. However while going to trade in forex you should control your emotions and greed and just invest only that is needed.
          Forex trading main agar hum lalah kary gay to hum profit ki bjaye loss kar lay gay kyun keh lalach main hum useless trades open kar lelty hay jo profit ki bijaye loss karty hay humay aisi trading say bachana chahiey.
          • #110 Collapse

            bhai forex me shamil har koi hona chahta hai lekin forex kisi kisi person ki needs poori karti hai or jo log iss business me thora profit kama kar greed karne lagty hain yeh business un ko bohat loss de sakta hai .
            • #111 Collapse

              jee han main ap se agree kerta hon ke hum apni zaroort ko poora kerne ke lye is skam main ate hain liken apni llalch ki wajse apni earning ko zaya ker dte hain iss lye ap ko apni lallach ko control kerna ho ga then hi ap kamyab ho sakte ho
              • #112 Collapse

                bhai sabh log forex join karty han kay un ko forex trading main acha profit hasil ho liken agar un kay pass knowledge hoga or wo forex main trading kary ga to mehnat say kam kary ga to us ko pese bhi mily ga agar wo mehnat say kam na kary ga to us ko pesa kabahi bhi nahi mily ga han agar wo dil laga kay kma karey us ko acha profit mily ga..
                • #113 Collapse

                  forex treadeing ko hamin aik zaroorat ky tahat lena chahiey kun kih is ham apni zaroriat poori klar rahy hoty hain is liy hamin forex treadeing ko lalach ky toor par nahin lina chahiey or achay treader ban kar earn karin
                  • #114 Collapse

                    ap ko yeh mind rakhna chahiye k yeh business ap k liay need hai na k greed, is liau forex business main jitna ho sakay greed se bacho aur jald se jald ameer bannany k khawb na daikhain warna loss ho sakta hai... :)
                    • #115 Collapse

                      Han yaar sahi baat hai hume agar forex me kaamyaab trader banna hai tyo hume apne emotions aur greed ko control karna ho ga hume relax ho kar trading karni ho gi
                         
                      • #116 Collapse

                        I am agree with you in the topic. I think we need to trade here for our needs. But if we feel greed we will must face loss and all of our invest will waste. so we have to control greed in forex.
                        • #117 Collapse

                          i know k bht se log yaha kaam apni financial needs ko pura karny k lye karae hain lekin unko greed se kaam nahe lena chaiye q k aise insan k hath kuch nahe ata balky unko mehnat karni chaiye or apni mehnat pe pura bharosa rakna chaiye
                          • #118 Collapse

                            Bhai g humein forex trading mein greed nahi karni chahye kyun greed se humein koi faida nahi hai
                            • #119 Collapse

                              Han forex main logon ki ziada tadad ka hona logon ki financial conditions ki waja se bhi hai dunya main kon chahta hai k us k paise zaya hon ya loss ho sab sirf profit chahte hai lekin agar phir bhi koi loss k bawajood trading kraha hai to matlab uski zaroriat to hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                jo halat is waqt hain paica majbori bn chuka hai,or kam krna bhut zrorir ho gi aahi.yeh bhut acha zariah hai,forex kafi logon ko faida dy rhi hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X