Need and Greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1351 Collapse

    janab hamen need ki zrort hay greed ki agar ham greed k sath koi kam karengy to ham kabi ksi business men kameyab nhi ho sakengy is lye hamen forex par kam karty huwe apni need ki pora karna chaheye aur forex k business k lye bahut mehnat kar k knowledge hasel karna chaheye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1352 Collapse

      market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main demo main practice kar k hi hum run karein gay
      • #1353 Collapse

        Lalich forex trading k andar aksar pachhtawy ka bais banti hae aur loss ka bais b banti hae to lalich men ni parna ch2balky iss sy behtr hae k insan km naffy py trade ko close kr dy ya apna targit b monasib fasly py rakhy aur agr account balance kam hoto lalich men aa k ziada barri lots b open ni krni chaey q k iss sy agr markeet mikhalif chall pari to aea hua profit b loss ho jaey ga to meri advice hae k forex trading men lalich kabhi b na karren aur kam nafft py shukkar ada karren.
        • #1354 Collapse

          G dear bilkul ap ny thik kaha k needs hi hmn forex mn ly kar ai ha,hm forex trafing kar k aik achi earning kr k apni zarooriat poori karna chahty pr hm trading mn a kar zyada lalchi ho jaty hn r rato rat mn ameer ban,na chahty r bari bari lot lagaty hn jo k hamary lye nuqsan deh sabit hota ha.bari lot mn loss ki surat mn apna account wash karwa bethty hn.
          • #1355 Collapse

            Dear forex trading aik aesa business ha k jis sy ap achi earning kar sakty ho r apni need ko poora kar sakty ho.is sy ap ap achi earning kar k need k ilawa apna future b set kar sakty ho.pr zyada lalach b buri bala ha jis sy bachna chahyein.
            • #1356 Collapse

              Dear you are right i agree with you .
              Ham apni fanacialy problem ki waja se hi koi new work search kerte hain aur isko learn kerte hain k ye hamare liye kitna profit able hoga, kia iss work se hamari roz marra ki zaruriaat piri ho saken gi.
              Forex trading men jab ham aa gy hain to hamen apni needs k motabiq planning krni chahiye agar hamari needs ko forex pura kr rha hai to hamen lalach men ni parna chahiye.
              As a example agar ham monthly koi apna profit target set krte hain aur wo hamen achieve ho jata hai to hamen emotions men aa ker ziada ki lalach ni krni chahiye agar ham aisa keren ge to ham apna gain kia hua profit bhi loss keren ge aur apna capital ko bhi loss keren ge, isliye hamen planning k sath trading krni chahiye agar hamen forex se apna target achive kr rhe hain to hamare liye wohi kafi hai hamen ziada ki lalach ni krni chahiye.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #1357 Collapse

                G han bilkul lalch buri balla ha is liy hame har kam soch samj k karna chahye zaida lalchi ni hona chahye. zarort k mutabik chalna chaye ta k koi loss na ho kiu l greed b ak buht bara loss ha jis waja se buht se trader profit hasil karne ki bejay loss me chale jate hai. is liy zarort k mutabik he chalna chahye greed ni hona chaye ho sakta jo ap ko zaida profit ka kah re ho wo fake b to ho sakta.
                • #1358 Collapse

                  Forex trading mein aap is Waqt accha kaam kar sakte hain Jab aap Jyada risk nahi Lenge aur nahi Zyada lunch Karenge Insaan loss us Waqt Karta Hai Jab Woh Zyada laalach karta hai isliye Hamesha koshish Karenge laalach Na Kare aur apne analysis ko use Karke Forex trading Mein kaam kare tab Insaan zada successful kar sakta hai
                  • #1359 Collapse

                    agar hum forex trading main lalach karen gay to humari trading theak nahi ho sakti hay humay chahiey keh esmain money managemne tkarty huway tradinga chi ho sakti hay humay chahiey keh esmain ziada say ziada time daina chahiey tab he hum esmain safe trading kar sakty hay
                    • #1360 Collapse

                      greedy ho kar kam karty hain to market main kam karny main kafi risky ho sakta hay low risk main trade karty hain to kafi log greedyness say trade karty hain to kafi sai nai hota hay magr is main low risk main ye hota hay kay market main loss low hota hay is main demo ko use karna best hota hay ta kay market main kam karn kafi sai ho saky
                      • #1361 Collapse

                        i think bro hamin is forum sa bhut kuch sekhna ko milta hai is forum mein sabhe log kuch na kuch new talk share karta hain to jo new trader hain unha in sabhe bato ka pata chlta hai wo phir is sa sekh kar acha trader ban skta hain.
                        • #1362 Collapse

                          jee haan bhai jaan ap ny bilkul sahe baat ke ha main ap ke is baat sy 100% agree karta hu kaafi log forex ko need k liyay use karty hain lakin is main sb sy important baat ye k is business main greed nae chalta hmain greed aur emotions sy zaida sy zaida dur rehna chahiyay
                          • #1363 Collapse

                            agar hum forex trading main lalach kareng ay to es chakar main humari trading loss ki taraf jati haya ur humay chahiey keh esmain sabar say kam karen kyun keh esmain sabar say kam karnay main he faida htoa hay aur esmain lalach ki waja say hum market main earning nahi loss he hota hay ye aik bohat acha business hay
                            • #1364 Collapse

                              ni bahi mary hisab say ham ko lalach ma bilkul b nai ana cahyea jo marzi hu jay ham ko apny halt dakh kay as kay mutabik passy kamany cahyea ager ham sab asa kary gy to ham ko loss huny kay bhut say zeadha chanse hi as laya mary kheal say ham ko greed nai karna cahyea
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1365 Collapse

                                aga rhum greed karen gay to humari trading loss ki taraf chali jati hay aur humay chahiey keh forex trading main sabar say kam karen kyun keh sabar say kam karnay main he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay chahiey keh esmain theak say mehnat karen tab he safe trading kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X