Need and Greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    Listen brother according to my knowledge trader ko Need just Learning and practice karne ki honi chahiye, and greed bhi also learning and experience ke hawale se honi chahiye, agar greed ap just munafa high earn karne me karo ge to woh better thing nahi he forex business me wahi kamyab trader he jo planing ke sath trade karta he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      Base on me at all times that you are in this business it is very good for you to be very focus and for you to not to engage greed in your trading from one level to the other
      • #1158 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza786
        Jee han bro her banda yehi ssoooch kr forex trading mein qadam rkhta hai k osko paisa mil jae achy se acha tabhi wo itni mehnat krta hai
        han bhai ye tu hai peso k loye he log mehant krty hai iss ma.ye hai k kuch log ma na dkeha hai iss ma koi mehant nhi krty bass aa kr tuky bazi krty hain wo kamyab nhi hkty
        • #1159 Collapse

          in dono mai bht fark hahi, lalach ko trader ko chahya hai k apni life se blkul nikal day r phr kaam kray, mai ye smjhht ihun k hr tradr ko chahya hai k apni life mai set rhy or kisi kism ki bewakoofi na kry lalach kr k
          • #1160 Collapse

            Hamari needs bhot he kum hoti hain but hum pir bhi greed kartey hain hamien jitna profit apney balance key mutabiq ho sakta hota hai hum us sey barh key mazeed hasil karney key chakar mien lalach kartey hain or pir lalach ka wohi bura anjaam he hota hai.
            • #1161 Collapse

              theak hai dear k her banda need k lai foerx per laga hua hai per hamain greed nahe karna ho ga jab greed krty hai to hamian kafi loss ho skata hai is lai be care full in forex to cross your risk policy
              • #1162 Collapse

                need or greed ka farq hamesha apne mind me rakh kar trading karni chahiye or needs ko he sirf trading se pora kiya jana chahiye kabhi bhi is business me greed ban kar kaam nahi karna chahiye kiun ke greed kabhi bhi aap ko kamyabi hasil nahi karne de gi forex me .
                • #1163 Collapse

                  greedness ak ase jez hay jo karobar ko khatam karty hay ap greed sey se bacho me ye nahy kehta ke ap sirf forex me greed sey bacho bal ke har kaam me greedness sey dor raho qke ye apke kaam ko khatam karty hay aor apko akher me kuch nahy melta aor khas kar forex ke dunya mey
                   
                  • #1164 Collapse

                    is world main her kisi ko koi na koi zarort hai jis ko pura krny k liay vo is main kaam krta hia is ko gain krny k liay koi to good way adoped krta hai or greed ka shecar ho jata hai humy is main kaam krny k liay humy apny luck pay amal krna chahye
                    • #1165 Collapse

                      bhai g har banda forex me isy waja se ata hai ke achi earning ho aor acha profit ho wo tabhi forex me ata hai is liey wo mehnat karta hai aor wo kamyaab ho jata hai mehnat kar ke forex me forex is real business..
                       
                      • #1166 Collapse

                        has Mae deyar jnab him ko forexe treding biznees min him ko need for agreed ka buhatvji kahs lyal ralhna cahye kun kah him us ke Nina is biznees min kabhi bhi kamyab nahin ho sakte hyn
                        • #1167 Collapse

                          yes i agree with you forex trading join krne se pehle ye jaan le k ye asan kam nai hai is me mehnat krna hoti hai or dosra ager ap profit earn kar rahe hain to ap ko ziada ki lalach nai krni chahiye ALLAH k diye pe razi ho jana chahiye bs
                          adnan ahmad riaz
                          • #1168 Collapse

                            aap nay achi bat ki taraf sab ka dihan kia hai ziada tar traders yeha pay apni financial reason ki waja say aye hai. aur ager yehi traders greed main aa ker beri lot ki trading shuro keray gay tou yaqeeni tour pay wo is market main zaroor fail ho gay. is liye hamain apnay emotions pay control kerna chahiye.
                            • #1169 Collapse

                              forex trading main agar hum greed karen gay to esi greed kay chakar main loss kar lain gay so humay aisay greed nahi karni chaihey kyun keh greed kay chakar main humay bohat loss ho sakta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                skills ko lanay ki apko yha pe boaht hi zarorat hai is kay ilawa pako greed ko avoid kaarna chaiy apko greed ko kabhi bi trading me sath lay kay nai chalna ho ga greed apko akbhi bi faida hi nai de sakti ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X