Need and Greed
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    bhai forex me need alag hoti hai and greed alag so mere khayal me hum ko yahan apni needs ko poora karna chahiye greed me nahi parna chahiye takey hum loss se bach saken .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Sub ko paison ki zaroorat hoti hai wohi yahi souch kar atey hain k hum mehnat karengay bohat zada to phir humhy acha profit milega magar kuch log apney eradon per kaim rehte hain magar kuch log greedy ban jate hain aur unhi logo ko loss hota hai
      • #663 Collapse

        yes dear i agree with you totally hum ko forex main earning ke bohot need hote hai hum ko chahiya kai forex trading karte waqat good plan kai sath trading karain bohot sarain traders greed ko use karte ahin jiss ke waja say loss hosakta hai hum ko chahiya proper control karain greed emotion ko us kai bad trading karain
        • #664 Collapse

          obviously sab yahan paison k liye hi hain or sa yeh hamara fukkktieme carrer b ho sakta hai bs humein greed se kaam nhn lena chaye werna bht loss ho sakta hai
          • #665 Collapse

            Yes dear I we have beggary to solve our financial all added problems same this so we know to restrain the greed low then we can anything from forex easily so should try to achieve the unwind trading with turn and patience intellect if we essential to garner and get the success.
            • #666 Collapse

              Forex trading kay bussiness ko achi tarah say sekhnay ki need to honi chahiay per is bussiness ma greed say dor hi rehna chahiay q kay greed is a curse. aur is a loss ka khatra rehta hai.
               
              • #667 Collapse

                agar app greed ko nai dakhta han too aaap ko bhut hi zyada nuqsaan ho sktaaa ha agar aap ko chaiay ka aap ko greed ki news nai hoti ha aaap ko nai ha too app ko nai hota ha ma jaa ko nai hoooo
                • #668 Collapse

                  greedy karna bohat he buri baat hai jis se hum ku lose he ho sakta hai greedy karnay wala ke liye forex par koi jaga nahi honi chahiye thankful for question
                  • #669 Collapse

                    Trading karte huye apni greediness par qaboo pana sab se mushkil kaam hai. Is waja se 90 percent se ziada log forex mein fail ho jate hain. Agar hum apne emotion ko control kar len to zabardast profit bana sakte hain.
                    • #670 Collapse

                      pakistan k tamam forex k users ko paisy hi chahey wo yaha pr aik lalch ki waja sy hi trading kr rhy hain k hum forex pr trading kr kzyada paisy kma ly gy or apni zroryat ko pora kr ly forex pr hr koi greed krta hai koi km to koi zyada greed krta hai.
                      • #671 Collapse

                        dear jab bi forex main need karo gay to ap waha par buhat greed karo gay to jab tahk apk i need poori nai ho ge to apis maingreed sy paak nai raho gay to ap is main greed aur need sy pak trading karo
                        • #672 Collapse

                          hanji bilkul jnba ap nai thk kaha humainahtiat sai kaam laina chahiye cause humain greed ko ni krna chahiye balky greed ko chor kar humain khayal hna chahiye kai hmra loss humain kahan tk pouncha skta hai itni mehnat sai kamaya hua bonus bi zaya ho jata hai jo kai loss daita hia bht
                          • #673 Collapse

                            jee bhai apne bht hi acha sawal pocha lakin me yahan nya hun mujhe is bare me ziada kuch nhi pta lakin yeh ek bht hi achi forum hai jis se bht logon ko faida hota hai
                            • #674 Collapse

                              hum aksar need ki khatir greed me chale jate hai per hamy in dono k darmiyan aik gap rkhna hoga gap se mera mtlb hai k in dono k darmiyan aik balance hona zaroori hai jisse hum achi trade kar ske aur acha profit earn kar ske.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                bhai jan yeh buht hi simple c baat hai is world mein paisey k bina zinda rehna buht hi mushksl hai is liye paisa hamari zarorat hai lekan greed to sirf apne ap ko dhoka dene k mutradif hai is liye greed se bachna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X