Need and Greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    need ma or greed ma kafi farak ha, need ma thora soch samjh k kam kya jata ha or is ma sirf apni need ko pora kya jata ha or is ma time jutna b lag jay, or greed ma bghar socha samjha hi kam kya jata ha or ya nuksan dah ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      forex main ham apni zaroorat ka khiyaal karin and aik limit bana lain.and daily ka ya iak month ka target bana lain.and lalach say bachain.lalach karin gain tu loss ho ga.
       
      • #933 Collapse

        assalam o alaikum mere bhai hame apnay bonus ko he ahtiyat say use kar lena chahye jo k hum nay mehnat aur raton ko jag jag kar kamaya hota hai...shukriya..
        • #934 Collapse

          yes har insan need kay liye hi ye forex business karta hai kay apni tamam problems ko khatam kar sajy takay is say tamam problems kahatam ho sakay tabi is mein mehnat kartay hain
          • #935 Collapse

            hme lalch ki koi zarorat ni h bs jab insan k pass zada ana lgta h to us m zada pason k tlb ho jati h or dil m lach bher jati h k jis k wjha jo hota h wo bhi kho deten hn jo k ni hona chaye
            • #936 Collapse

              PKISTAN forex forum nay mujay bohat zayada suport di hay Instaforex nay to mairay ley yah sahar hi diya hay jb kay mujay real trading main loss hi hoowa hay to main nayy iss forum say bohat kuchh seekha hay or bonus say trading bhi ki hay iss main bhi main nay bohat kuchh seekha hay.
              • #937 Collapse

                Ji Han Yahan ziada tar log apni zaroorat ke tahat hi trading ki dunia me aay hain lakin sub Kuch ak hi din hasil karnay ki Koshis me lalach nahi karna chahiay.
                • #938 Collapse

                  am agree with you because we came here for need and we can use the bonus money in trading. But we need to stop our greed in trading in forex to become successful.....
                  • #939 Collapse

                    My business is agree with an individual mainly because many of us came the following regarding need to have in addition to we could utilize the advantage money in investing Nevertheless we must quit your avarice within investing within Foreign exchange for being productive.
                    • #940 Collapse

                      Yarr forex aikk aisi jagah haii jahan short tyme main earning hoo jati hai aur apptoo daily basis pay bbhi earn kar saktay hoo ziada tar isi wajah say apni greed pay qaboo nahin karr paatay humain greed koo avoid karnaa chahiye
                      • #941 Collapse

                        greed ki need nia hai aur forex mein aap huge money ky liye bohat effort kartay ho aur is ky liye aap ko forex ki khuch tips aap follow kary is ky baad aap sy jo mistakes hoti hain un mistake sy khuch na khuc aap learn karey tab aap ja kar is business mein aik good trader bano gy aur ziyda profit make karo gy.
                        • #942 Collapse

                          greedy sy avoid kro aur ham loss ko bacha saktay hay yeh ham par depend karta hay isi liye mein chata hon kay aap log forex ko learn karay aur demo account par khoob practice karay takay aap ka knowledge increase ho forex aik worldwide business hay aur acha business hay.
                          • #943 Collapse

                            forex mein kosis karay kaam kartay howay greedy aur jaldbazi na karay aur es mein mind se trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein confuse na ho thankful for question
                            • #944 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                              In this forex trading forum, most of us are here due to our finaccial needs, we want to learn a new work and earn a useful profit and this can become our fulltime career. However while going to trade in forex you should control your emotions and greed and just invest only that is needed.
                              haan ye baat bilkul thek hai ke hum main se ziada tar log financial problems ki wja se ye kam shuru krte hain yani main maqsad earning krna hi hota hai,,pehle hum forex ke baare main learn krte hain or phir earning krte hain or trade krte waqt emotions ko control main rakhna chahiye...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                Bilkul Sahi keh Rahay hain Aap,is Doooour main har insaan ko paisay ki Zaroorat hai... Or haq halaal ki Rozi kamanay k liye Forex trading ek intehai behtren buisness hai.. main Samajhtaa hon K hum Forex ko behtar Andaaz Main sekh kar is Say Acha munafa Kama Saktay hain,trading K Dooraan emotions honaa yakeni Si baat hai magar ap jaisay jaisay Experience Gain Kartay jatay hain aap ko emotions par control Karnay k Tarikaa Ataay jatay hain...or tab Aap behtar Andaaz main Trading Kar saktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X