Dear traders, news ke time market mein bahut jiyada fluctuations aa jati haen. Aisi currancy jiss pe news release ho rahi ho us currancy pe news ke time trade open na karaen. Kyon ke news ke time jab ap trade open kerte ho tu ap ki trade accurate price pe open nahi hoti aur ap stoploss aur take profit bhi sahi nahi laga sakte ager es doraan market ap ke jiyada against chali gae tu ap ko bahut jiyada nuqsan uthana perd sakta hai. Es liye news ke time trading se bachna chahyea.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим