jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote
    jo log expert hain unhon ne start mein jitne mahnat ki hai ab wo mahnt kam karte hain wo apne kam mein itne expert hojate hain k her kam acha
    hojata hai mahnt tau her expert logon karna perte he hai hum be aase he exprt bane ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

    Jitni mehnat hme start mn krni padti hy baad mn nhi krni hoti sahi baat ki apne iski wjh ye hy k hmary pas start mn itna experience nhi hota knowledge nhi hota k hum acha quality wala kaam kr sken wqt guzarne k sath hmary pas kafi kuch knowledge aur experiiience ajata hy k hum kam time dy kr kam mehnat kr k acha bonus hasil kr lete hain achi quality wali posts lga kr achi trade lga kr acha bonus aur acha profit kma lete hain
    • #3 Collapse

      Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
      jo log expert hain unhon ne start mein jitne mahnat ki hai ab wo mahnt kam karte hain wo apne kam mein itne expert hojate hain k her kam acha
      hojata hai mahnt tau her expert logon karna perte he hai hum be aase he exprt bane ge.
      Dear forex friend friday se her apni mehnet ko increase karni chaya aur daily base oer ap i kam ko complete karni chaya aur jitni zayada mehnet ke sat forum owr kam kare ge utni he fayada forum se hasil ho sake ge
      • #4 Collapse

        Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

        G hn apny blkul thk kaha start me experience or knowledge ni hota jiski wja night zyada effort mehnat krni Prti has. Lkn agr ham kuch time mehnat kr k sab kuch learn kr Len to bd me itni mehnat ni krti prti or beginners b professional traders bn jaty Han the tk agr life me sakoon or hr faculty chiye to kuch sal mehnat kren effort kren or Zindagi k baki sal sakoon se guzaren
        • #5 Collapse

          Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

          G bilkul start mn jb is platform kuchh nahin karte Hain to hamen jyada mehnat karni hoti hai jyada se jyada is platform ko work Dena hota hai apna time kisi aur chij mein lagane ki vajah is platform ko Dena hota hai Taki Ham jitna x platform ko denge aur acche tarike se Ham yahan ke rules or regulations ko samjhe ayenge samajh payenge isiliye ki hamen yahan per kam kar kaise karna hai aur aur chijon ko handle kaise katta hai trade kaise karni hai yah sab start mein sikhane ke liye hamen isko achcha time limit Dena Ho padta hai jab yah chij Ham Sikh jaate Hain uske bad hamen itna aisi time nahin Dena padta jita hamen start Dena padta hai.
          Last edited by ; 24-09-2020, 05:30 PM.
          • #6 Collapse

            Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

            Apki bat sae h q start pay insan ko zyda mehnat krni parti h wo b sirf is waja say k humien idea ni hota k kam kis trha or kis quality ka kam krna h . lkin jasy jasy hum is platform ma axhybhoty jaty hein purany hoty jaty hein humien andaza hota jata h k kam ko kis trha say or kasy krna h phr kam karna asan ho jata h jiski waja say humien asa lgta h humien mehnat zyda ni krni parti jub k mehnat to tb b kr rhy hein magr ab speed zyd bhar jati h
            • #7 Collapse

              Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

              assalamu alaikum friends aapane bilkul sahi savaliya kya hamen shuru mein jitni jadi mehnat karni hoti hai itni bad mein nahin karni hoti kyunki uske bad mein experience ho jata hai ki Ham kitni jaldi post kar sakte hain aur kaise kar sakta hai isiliye hamen chahie kya mis mein mehnat karte rahen aur mehnat karne se kamyabi hasil hoti hai aur hamari post Rani ji ke indicator read karke hamen bahut achcha banaa de
              • #8 Collapse

                Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

                startbmain insan k pass i formation kam hoti hai k kam ko bhtreen treeqy say kesy kiya jae lakin ahista ahista itba expert ho jata hai k wo just kuch achy points k sath e bohat ala working karny lag jata hai.is waja say ap ki bat b thek hai q k mahnat say e insan bahtreen or kamyabi ki traf bhata hai lakin expert hony k bad b mahnet lazmi krni parti cahy wo kam ho ya zayada.
                • #9 Collapse

                  Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

                  Ji han aapane bilkul theek kaha hai Waqt Ke Saath Saath Apne kam Mein Har Koi experience Hasil Karke expert Banta jata hai aur jab Banda expert ban jata hai to usko Itni Jyada mehnat Karne ki jarurat Nahin Hoti lekin Shuru Shuru Mein new members ko bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai agar vah mehnat Nahin Karenge To vah Kabhi kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye Sab Kuchh chahie ki vah mehnat Karke expert Bani Taka Unki acchi earning Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

                    Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye Apna ek time table set kar le horse time table ko Kabhi Lena chhode member daily life mein Aap Sa Sa dusri Kami Karen lekin unhen kam Mein Ek Apna Khaas time Forex trading ke bare mein fix Karle Tu ismein time Ki Koi kimat Nahin Hai Jab Chahe aap Samay kam kar sakte hain lekin aap to chahie the AAP is se related information aur Iske bare mein practice karne ke liye Apne daily life mein ek time Set Karle aur Jaise Jaise aap use time accordingly is platform per aaenge Aur Is per kam Karenge to aap ko bahut jyada fayda Hoga Kyunki aap ki practice aapke analysis ko Achcha banaa deti aapki practice jitni acchi Hogi aapka analysis itna hi Achcha Hoga aur sath hi Sath aapko FIR analysis karne mein time bahut kam lagega Baliya market ko acchi Tarah Se samajh Chuke hote hain dear member aapko chahie ke ek time table ke sath Apna Kam musalsal start rakhen kabhi bhi usmein gap na den Kyunki yah market aisi hai ki daily change Hote Rahte Hamen market Mein daily changes Ko samajhna Hoga aur daily chij ko samajhne ke bad ismein kam karna hoga to hi kamyabi milegi
                    • #11 Collapse

                      Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

                      new members Hamesha bahut jyada mehnat Karte Hain Taki Apne tash ko game kar sake Lekin jo old members Hain vah Itna Ziada time for Express spend Nahin karte Kyunki Jitna ISI Ada aapko earning hoti Jaati Hai utna hi diya tha aap Swasth bante Jaate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

                        Salam Walekum dear friend Jitna main start Mein karne hoti hai bad Mein Nahin Hoti e isliye main chahie ki Hamen manate bahut jyada Karni chahie Hamen mehnat start Mein karne chahie aur bad mein bhi Karni chahie tabhi Ham kam Jago sakte hain Jo log acchi mehnat karte hain Vahi log Kamyab hote hain isliye main Itni mehnat Mein Hoti Hai utani Mein last Mein Nahin Hoti ji aap friend Hi Sahi Hai Magar Hamen chahie Hamen Sath karte hue Apna Kam pura karna chahie Hamari 50 post Hoti Hai To Hamen 50 post ko de rahi Mukammal karna chahie Mushkil ho to Hoti Hai Magar Apne kam ko time per banaen Jo Apne kam Waqt karta hai wahi Kamyab hota hai isiliye main chahie ki Hamen Apne kaam par daily Apne kaam par focus karna chahie tabhi Ham Kamyab Honge
                        • #13 Collapse

                          Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

                          Assalamu Alaikum dear Forex member main aapki baat se agree karta hun Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Forex trading Ek bahut hi tough business hai jismein perform karne ke liye bahut jyada mehnat aur hardworking ki jarurat hoti hai Forex trading Ek bahut hi risky business hai jismein perform karne ke liye Hamen learning aur aur training Hasil Karke aur Forex trading ke rules ko follow karte hue Apne daily target ko complete karne ki koshish Karni chahie jisse Hamare experience or knowledge main bhi increase hoga aur Hamen Achcha bonus reward bhi Hasil hoga Forex trading ke Business mein Jaise Jaise ham mehnat karte rahenge Tu Tu Ahista Ahista Forex trading Mein perform karna Hamare liye easy Hota jaega aur ham Forex trading Mein jitni Jyada mehnat aur Lagane se perform Karenge itna hi hi Hamen Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil Hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

                            Bhai jaan app ne behtarin nukta point out kya hi new members is forum me zyada mehnat karte hain aur bad mein is mein zyada mehnat no karte hain Tu is k nuksan ye hota k wo pechy rhi Katy itni mehnat Ham start mein karte Hain to Uske bad mein bhi hamen kitni mehnat karni padati hai Kisi bhi kam mein Kamyab hone ke liye hamen sabse jyada jo chij hoti hai vah hamari mehnat Hoti hai to mehnat kade agar Ham Kisi bhi par mein kahan yad Nahin hote hain isiliye hamen chahie ki agar Ham Forex mein Kamyab Hona chahte hain aur ismein ham achcha munafa hasil karna chahte hain to Forex trading mein hamen starting points mein learn karna chahie aur mein hamen jyada se jyada apni mehnat per phone karna chahie abhi hi Ham ismein Kamyab Ho jaenge aur achcha munafa bhi hasil karte rahenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jitne mahnat start mein karna hote hai bad mein nahi hote

                              G kisi b kam ki learning k liye start mn zero sa e kam krna parta ha or with time ap experience gain krty han jo k long term mn bht beneficial hota ha lehaza wqt k sath seekhna chahye loss ko apny zehan sa nikal kr

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X