importance of stop loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    stop loss ki option loss se bchati hai.khas tor penewbies ko is option se apni trade ko save krna chahiye.its very good option to prevent loss.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g han yeh bat bikul sahi h qk agr ap achy trader bana chahte h tu apko stop loss ka pata hona chahiy qk iska forex m trading karne ka boht role h agr apko pata ho ga iske baray m tu ap stop loss kahan kis jaga kis time use krna h kar sakgy gay r zada loss se bach jya gya.
      • #78 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: shahrukh95 پيغام ديکھيے
        stop loss eslye zaroori hy mre bhai is ki wajah se apka ziada loss hne se bach jata hy k ap afford he na krsko stop lss lgne ki soort me hta hy loss mgr itna ni hta k ap afford na kr sko ap aram se cover krlyty ho eslye trading lgne se phly stop loss use krlyna chahye..... tke jitni down hon trading us se phly apka trade close hojae
        Han bhai sahi kaha ap ne stop loss hume ziyada loss hone se bachata hai hum stop loss tool ki madad se apni trading ko kafi achi tarha se kar sakte hain aur bare loss se bhi bach sakte hain.....
         
        • #79 Collapse

          G han Forex trading me har trader ko stop loss use karna chahiye or is k bare me pta hona chahiye kyu k ye humein ziada loss se bachata hai or ye money management k liye bhi bohat helpful hota hai. Agar trader ne analysis kiye hue hai to us ko chahiye k wo apny order ko analysis ki base par Take profit and Stop loss de de ta k us ko us k analysis k mutabik he profit ho or us k mutabik he loss ho jis ko wo bardasht kar paye or agar trader chahy or trader ko lagy k jo us ne stop loss diya hai us point se thora sa or up ya down ja kar move kare gi to trader us stop loss ko bhi change kar k kisi or point par set kar sakta hai.
          • #80 Collapse

            forex trading main agar ap stop loss ko use kerte ho to ap ko bara loss nahi ho ga orr agar ap take profit ko use kero gye to ap ko achi earning mile gi iss lye inn terms ko apni trading main use kerna behter hi
             
            • #81 Collapse

              bhai jo trader apni trading main stop loss ka use karty hai.un ko kabhi bi trading main zayada loss nahi hota hay.or wo trading main hmaysha zayada loss say bach jaty hai.or us tarha wo dtop loss ki waja say achi trading ker paty hai..
              • #82 Collapse

                Stop loss is the most important in the forex to earn the great profit, and firstly we need to increase our knowledge and experience then need to use the demo trading account, after great knowledge we can use the tool of forex to take the profit and stop loss.s
                • #83 Collapse

                  Forex mein jo bhi acha traders hain jab wo bhi trading karta hai tu first wo loss ko dekhta hian aur baad mein wo profit k bara mein sochta hain iss liya wo stop loss ko use karta hain forex mein stop loss bhut acha option hai jis se hum forex mein bhut loss se bhi bech jata hain agar humari trade loss mein jati hai.
                   
                  • #84 Collapse

                    sala to all ,dosto forex marktet may her mint flactuation a rahi hti hain ,issliabaz dafa market trader ki nexpectatio ka oposite chali jati hay,loss ko limited ker na ka lia sl use kijata hay.
                    • #85 Collapse

                      Dear stop loss Forex Trading ka aik bohat hi importantfeature hay . is ki waja say aap un expected loss say bach skty hain . Stop loss us waqt kaam karta hy jab Trade aap kay opposite ja rhi ho aur aap nay apni loss ki lilit set ki hoo. Stop loss ko us waqt zroor use karna chaeye jab aap is market ko online view na kar rhy hoon.
                      • #86 Collapse

                        Dear friend forex market mein stop loss humarey liye bohat important thing hai aur iss se hum ziyada loss se bach jaatey hein aur yeh cheez new traders ke liye bohat achi hai.
                           
                        • #87 Collapse

                          dear me to kehta hun g k forex tradign without stop loss kuch b nahi ha is me loss hi loss ha without stoploss ane account ko bachane k lie ak trader ko stoploss must use krna chahye g fore xm me stoploss must use krta hun g tradign k doran
                          • #88 Collapse

                            Gi agar ap ka account balace kam hy jis pay ap trading kar rahay ho to ap ko cahey k jeb be trade lago to stop los use karo kun k forex main markit ki variation ka koie pata ni chalta to pahr es sy ap ka account mukaaml kahtm ni ho ga aur khuch loss he ho ga.
                            • #89 Collapse

                              bhai mera aap ko mashwara hai k aap yaha pay stop loss zror use kya karo aesa na ho k aap ko koi barha loss ho jae aur aap chotay loss say bchnay k chkron me.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Stop loss ki bohat ehmiyat hai forex trading mein,ye ek aisa tool hai jiske zariye ap ziyada loss se bach jate hain,is ki madad se ap bhale online hon ya na hon,agar market apke order ke opposite jayegi to apko ziyada nuqsan nahi hoga,bs utna hi nuqsan hoga jitna apne stop loss set kiya hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X