importance of stop loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    haan gee bilkul trader ko loss stop ka pata hona chahiye kyunkey agher app loss mein jarahey ho ya app ghalt trade kardetey ho to app loss stop lagha do app ko kam loss hogha aor app next time soch samajh kar trade karey ghay aor zayada loss sey bach jaye ghay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      bhai mjhe nh pata forex mai kya rules follow kiye ja rahe hai bt mjhe is mai aik account mai ban kiya gya hai nw mai kaise loss ko stop kro
      اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
      ek trader k liye ya boht zaori hai k usy stop loss ka pta ho ,, stop loss risk management me boht help krta hai ..har trade me risk hota hai ,, ap ec risk ko stop loss se kam ya zayda kr skty hen ,.
      • #438 Collapse

        stop loss bohat ahm azo ha forex tradign ka forex tradign me stoploss k bgher tradign nahi ho skti g forex tradign me ak trader ko apni trades me must stoploss use krna chahye g nahi to forex me loss ho skta ha bohat havey kisam ka loss
        • #439 Collapse

          LOOS ko stop karny k ley ya bhot zarori hai k ham zada zada sy zada kam karin or apna time bacha k ham bonus kamaiyn or apni life ko enjoy karin kun k is work ki waja sy ham pasy kama rahy hain zada kam karin gyn to zada pasy milyn gyn
          • #440 Collapse

            jeee haan bhaii.. loss ko stop krnay se he hum kamyaab ho saktay.. apnay losses ko stop krnay k lie to zaroori hai k hum sahi planning karain or achi strategy tayyar karain.. is k lie zaroori hai k hum ziada se ziada practice karain!
            • #441 Collapse

              forex mai stop loss aik best option hai jis mai ap apny loss ko kam karsakthy ho apny trade sy risk kam karny kliye stop loss boht zarori hai .trader ko stop loss ka bary mai knowledge hona boht zarori hai
              • #442 Collapse

                jee han stop loss bhut zrori hy insan ke liye is mien koi shak ki bat nhi hy ke stop loss
                zrori hy kbhi ap ko kisi waja se pareshani ho to stop loss use karein
                • #443 Collapse

                  no doubt Stop loss is one of the important thing in trading , agr ham stop loss nhi use karty to kis wqt bhe hamara account wash ho skta hy or sari ki sari mhnat zaya ho skti hy chand he minton men
                  • #444 Collapse

                    stop loss isliye zaroori hai takay agar ap 1 order nasab karte hain to wo agar loss men chala gaya aur karte karte aur bhi loss ki taraf bhar raha hai to agar ap stop loss ka use karo to loss se bach jaogay.
                    • #445 Collapse

                      g forex trading may stop loss hamri bhot zada help karta hay ham ko zada loss honay say bachta hay is ka pata hona bhot hi zarir hay agar ham ko forex may zada loss hota hay to ham stop loss ko use kartay hay or apnay loss ko kam kaarta hay ya bhot hi acha option hay
                      • #446 Collapse

                        g dear...forex main stop loss bohot important hai..kyun ke forex aik risky business hai aur aksar loss ka chance hota hai to iske zariye aap apne loss ko minimiza kar sakte ho agar ksi trade main loss horahaa hoga to jahan stop loss lagaya hai wahan par akar trade close hojaeg
                        • #447 Collapse

                          stop loss eslye zaroori hy mre bhai is ki wajah se apka ziada loss hne se bach jata hy k ap afford he na krsko stop lss lgne ki soort me hta hy loss mgr itna ni hta k ap afford na kr sko ap aram se cover krlyty ho eslye trading lgne se phly stop loss use krlyna chahye..... tke jitni down hon trading us se phly apka trade close hojae ...
                          • #448 Collapse

                            Forex trading mein stop loss or take profit ki boht ahmiyat hai lekin agar hum stop loss lgana seekh jaeinm tou bhi kaafi zada earning kr skty hain ap ko aik sabak mil jata ha kisi situataion ko handel krna aik tareeqa ap ka ap ko patta chalta ha... yeh ap ko is baat ki smj daita ha ka kya kab naihin krna chaiya aur kiya kub krna chaiya is trhan ap agli baar ka liya us situation mein secure hota hain...!!!!
                            • #449 Collapse

                              loss ki shayad bari waja ye ho skti ha k ap dusri posts ko copy kar k paste karte rahen aur phr to apko bonus kahan milega so be care ful ap stop loss ko use kara ga to is ki waja sa agar ap ki trade galat lag jai to ap ka thora loss huga aur ap ka zayda loss hona sa bach jai ga is ma ap ka itna hi loss hu ga jitna ka ap na stop loss lagaya hu ga us had tak jab ap ki trade pouncha gi to ap ki trade khud
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                Forex trading mein stop loss or take profit ki boht ahmiyat hai lekin agar hum stop loss lgana seekh jaeinm tou bhi kaafi zada earning kr skty hain wo loss ma jarahi hai aur apne ye system nahi lagay hai to wo puri loss hojagi apka account hi burst hojayega magar ap isy use kerte hai to tension free hoker trade lagade aur kahi bhi ghom ker ajaye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X