Jab aap Koi trade open karte hain to market ke bare mein analysis achy sy liya Karen iske sath sath aapko apne account balance ke mutabik apni trading co perform karna chahie aur apne account balance ko mehfooz banane ke liye Jab bhi ap trade lagate Hain to usmein aap ko apne target ka matlab ek take profit jarur lagana chahie aur uske sath sath aapko risk factor se bachne ke liye stop-loss bhi lagana chahie kyunki agar market opposite jaati hai to bahut jyada opposite jaane ki vajah se aapko loss zyada Na Ho aur aapka account wash hone se bach jar to apne account ko mehfooz banane ke liye take profit aur Stop loss must use Kiya Karen tabhi aap apna account balance ko save rakh sakte hain aur apne liye ek acchi trading strategy banaa sakte hain aur apne balance ko manage karte hue trading se accha fayda utha sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим