Assalamu Alaikum RSI Ham relative strength indicator ko Kahate Hain iski value 0 aur hundred ke Darmiyaan hoti hai aur yah Hamen market Mein price ke bare guide karta hai ismein Ek 70/30 strategy istemal ki Jaati Hai Jiske Mein Ek 30 ki limit set ki Jaati Hai Aur Ek 70 ki agar relative strength index aapka 70 ko cross kar Jaaye to iska matlab Samjha Jata Hai Ki Ab market overbought position mein hai aur Agar aapka aur RSI indicator 30 se niche a Jaaye to use time per yah samjha jata hai ki is time market over sold condition mein hai bahut se logon ka yah Mana Hai Ki Agar RSI 70 ko cross kar Jaaye Tu Hori Taur per apni trade ko close kar dena chahie aur Agar aapka RS 30 se niche a Jaaye Tu Hori Taur per aapko bUy kar lena chahie Kyunki is time k bad market Mein trend upward aayga
Akela RSI indicator aapko kabhi bhi Sahi result Nahin data is ko agar aap dusre indicators ke sath milakar istemal Karenge to Jyada Behtar result Hasil Honge aur aapke trade Jyada se Kyon Hogi
Akela RSI indicator aapko kabhi bhi Sahi result Nahin data is ko agar aap dusre indicators ke sath milakar istemal Karenge to Jyada Behtar result Hasil Honge aur aapke trade Jyada se Kyon Hogi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим