GDP kia hay?
GDP english kay 3 lafz mukhtasaran Gross Domestic Product kay ly istemaal hoty hain jis ka urdu main matlab hay Majmooei Mulki Paidawaar. Jesa kay lafzon se zahir hay kay GDP mulk main jitne mulki Paidawaar ( Goods and services) hoti hain un ko jama kar kay bnayaa jaata hay aur ye salaana calculate kiya jata hay.
Tafseel:
GDP har mulk main salana calculation kay baad zahir kiya jaata hay aur GDP mulk main jitne bhe new cheezin banti ya bikti hain unke keemat ko jama kar kay bnaya jata hay. Ye baat zehan main rakhi jaay kay GDP main sirf wohi cheezin shamil hoti hain jo sirf pehli baar sale hoti hain. Agar koi cheez dobara ya phir repair ho kay sale ho to wo GDP main shamil nahi hoti. Han jo cheez repair hoti ha maslan agar gaari hay to uska tire to wo GDP ma shamil ho ga na kay dobara se poori gari ke keemat. GDP mulk ke taraki ko show karta hay aur ye taraki ke nishani hay.
Mae'eshat (Economy) Par Asar:
GDP mulk ke maeeshat ke pehchaan hay agar GDP zayda hota hay to us mulk main companies zayda bandy hire karti hain aur zayda salaries de jaati hain. Jis se mulk ke taraki zahir hoti hay. Es kay barakas agar mulk ka GDP down ho raha ho to inflation bharti hay aur berozgarri(unemployment) Bharti hay. Jo kay mulk ke tanazli ke nishaani hota hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим