Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty
    G bilkul yhn shortcuts ni chalty yhn ap ke mahnat pa sb depend krta ha ka ap kitne mahnat krty ho jitne mahnat kro gy utnay achy trader banno gy or acha bounas earn kro gy ap ko chayee senior ke help layn demo account ma sekan or shortcuts sa door rahan
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough aur risky business hey iss men jo log shortcut k zariay profit hasil karnay ki koshish kartay hen woh nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir shortcut se perhez karen aur pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka anaylsis karna seekhen aur phir market trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

      Forex trading men kuch log aesay bhi hen jo knowledge aur experience hasil nhi kartay aur bagher mehnat k hi acha profit hasil karnay ki koshish kartay hen tu aesay log bey tukki trading kartay hen aur loss uthatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir shortcut nah lagaen balkay serious ho kar fresh mind k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

        dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay koe shortcutt naen ha keun k agr ap forex trading mn lamyabi hasil krna chahtay hn to mehnat kren aur forex k baray mn achhi trh knowledge aur demo account k zriay achha trading experience gain kr k trading kren
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

          hamy is mai market ky rules ku hessb sy he trading karne chahey hamy trading karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hain agar hum is main short tareky sy trading kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe kar ky he kamyabe hasil hote hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

            G mere dost short raaste koi bhi nahi hota aur short raaste ko na dekhe is se achahe ka ap learning kare aur mehnat se kamiyab hoye to bi wo iss may work kar sakta hay phir is may man or women bi aik sath work kar sakti hane iss par bi koi pabandi nai hay or na hi iss may age ki ba pandi hay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

              koi bi business short ni hota . hamen agar professional banna hy to hamen pehly long term planing karn ahoge .forex me kamyab hony klye apko bi long term planing karna hoge .agar ap koi short tareka dhonden gy to apko koi ziada faida ni hoga ,waqti profit to ho sakta hy laken future me ap market me survive ni kar sakty kyukeh ap ne khud ko market ke hisab se change ni tha kia . aur aggy any waly time ki planing bi ni the ki .
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

                g han forex trading ma short raaste se ap kamyabi hasil nahi ker sakte is liye short rastay se nahi mehnat se kamyab hone ki koshish keren r koi part timer ya wo jo jobs bhi karty hein wo bhi forex trading kar sakty hein just ap ki techniques achi honi chahye ta kay ap achi trading perform kar sakein
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

                  Han dost short cut se hame kamiyab nahi ho sakte is liye hame short cut se nahi balke mehnaty log kamiyab hote ha forex me aa k phir apko exp hasil krna hot a seekhna hota h market ko trading ko demo account pe kam krna aur practice krni hoti h forex men koi bhi kam kr skta hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

                    Forex forum aik asa business hai jis mein shortcut kam nahi karte. Is lye short cut se door rhen. Yeh tough business hai jis mein mehnat karni hoti hai aur mehnat k bgyr hum is mein kamyabi hasil nahi kar kste is lye short cut se kam na len warna ap nakam ho jaen gy.
                    Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

                      forex trading man jo b person fofrex trading man hard work kare ga tu kamyabi b hasil kare ga jo hard work nhe karte hain or short rasta apna lete hain tu big loss kar dete hain is lie jitne b traders hain agar hard work karte hain tu kamyab b ho jate hain jo traders hard work nhe karte hain tu big loss b kar dete hain demo account main achi tara forex ko learn kare forex main hard work kare achi mehant ki kamyabi deti hain jo achi mehant nhe karta hain vo kamyab b nhe ho skta hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

                        Ji han bilkul forex form a short tarike se dur Rahe aur yahan per short raste nahin hote ismein sirf mehnat Karne se kamyabi hoti hai Jo log Dil lagakar kam karta hai aur focus karta hai aur apni post bahut acchi quality wali karta hai jo vahi kamyab hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

                          assalamu alaikum dear Forex friends Forex trading jab bhi karni ho to koshish karen ke pahle apne account ko jyada se jyada strong Karen demo kaun per jyada se jyada practice Karen aur aastha aastha aage badhane ki koshish karen jaldbaji se kam na Karen hamesha motivate Hoke hard work karte Rahe aur real trading usi waqt Karen jab aapka account strong ho aur aapke pass trade se related information on knowledge Ho kabhi bhi greedy hokar overtrading Na Karen agar aap trading ke dauran jaldbaji se kam karenge yah greedy hokar overtrading karenge to aap ka account wash ho sakta hai isliye hamesha yah shabd se kam Karen aur freshmen se trading Karen aur Forex per mehnat karte Rahe inshallah aap jarur kamyab honge
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

                            forex trading main har person kabi b kamyab nhe hota hian har person ko kamyab hone k liye learning karna parta hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ma short rasty sa door rahan ya Shortcuts ni chalty

                              Dear sibling ap ki bat bilkul theek hello forex exchanging aik extreme aur unsafe business hello iss men jo log easy route k zariay benefit hasil karnay ki koshish kartay hen woh nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir alternate way se perhez karen aur pahlay achi learning aur information hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka anaylsis karna seekhen aur phir market pattern ko follow karen aur apnay balance k hisab se exchange open karen tu zaroor achi exchanging kar k acha benefit hasil kar saktay hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X