dear main aaj aap sab say is baray main discuss karna chaunga k kia aisa koi tareeka hay jis say hamaray pass kuch asia ajaye k jis say ham jub bhi is amrkeet main kaam ko start karain to markeet ziada tar hamaray favour main he mooving karty jaye ya is markeet main kisi k liye bhi asia hona aisa samjhna na mumkin hay jisk baray main ham jitni marzi mehnat say kaam kar lain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим