Do you need a business education background

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    Trading kay liay kisi business ya education background ki koi zarorut nahin hy . Is main jo hain hain jaysay ki boniad per trading start ker suktay hain ye aap ko khud hi trading sy related education dayti hy aor aap business tips sekhti hy q kay trading kernay kay liay isay sekhna aap ki majori bun jati hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      dear aap kaa question buht qaabil e ghour hai forex mein trading karny k lye hamain baahir se kisi knowledge ki zarurat nahi hoti balky forex mein trading karny kaa knowledge bhi hamain forex forum se hi miltaa hai
      • #978 Collapse

        iss profession main kaam krny k lia first ap ko fresh fresh mind ki zrort ha jiss ki waja say ap bussiness main kam kr skty hain. jahan tak BAckground ka relation ha... k ap ko BASIC step ki zrort oti hai jo ap ko future main kam aa SKAin... ANd jiss ki waja say Ap helpless feel na krain... so i think it is very important
        • #979 Collapse

          nhi is kay liye business education back ground ki zaroorat nhi hoti agr aap kay pas business education back ground nhi bhi hai tb bhi aap is sai trading kr sktay hain aap ko bs kuch seekhna hoga aur us ko follow krna hoga.
          • #980 Collapse

            forex market ma sey earning karny k liye zarori hey k ham forex market ku sekhen or phar trade karenge tu hamy kamyabhi bhi mil skti hey
            • #981 Collapse

              forex main enter honey k liye 1 professional traders k liye zaroori hota hai k wo is ko professionally seekhay aur pay ker k old traders say seekhay kio k aisay traders beri investment k sath trading shuro kertay hai jab k ham new traders ko chahiye k ham forex ki basics ko seekhay aur phir is main practice k bad trading kerna shuro ker day. jab ham acha earn ker lay gay phir ham advace trading ko seekh sektay hai pay ker k kio k ab ham is sab k liye earn ker rehay hotay hai.
              • #982 Collapse

                g hun sir ap be bil kul sahi farmaya hy forex treding min min be is biznees lo bacgrond min kar raha hun talh min is se profit ern jar ke us se aone masil ko hal kar salun tabji min is Mon kyab hun
                • #983 Collapse

                  Sir her kisi ka apna aik mind hai jis say wo kaam start ker sakta hai aiklay forex say hi kaam nahi bhi chalta to wo background may bhi koi business ho jis say wo apni income achay tareeqay say chala sakay main bhi business chahta hoon
                  • #984 Collapse

                    if nay one have then this is very very good but if not then there is no problem and we can manage it with getting better knowledge and skills about this business so learn first and then earn more about this business so learn and earn is the better pattern of trading.
                    • #985 Collapse

                      forex main kaam kartay howay es main full stuy karna buhat he zarrori hai par es main kaam kartay howay cool mind rahay aap k liye best ho ga aur es main tention na lay thankful for question
                       
                      • #986 Collapse

                        nahi dear forex me hamy business background ki zaroorat nahi hoti business background ka forex per koi asar nahi hota forex me kamyabi k lyea learning kerni hoti hai forum se
                        • #987 Collapse

                          Lazmi nahi hai but agar ho to waisey achi baat hai but yeh nahi key ap compulsory samjhien kiyoun key forex trading ki apni khud ki ik proper study hy usko ap ko learn karna he parega so ap forex trading ki education ko pehley lien pir ap samjhien key ap trading kar saktey hain.
                          • #988 Collapse

                            Yes brothers hmari thinking b is main loss ki waja bnti hen q h hum jab negitive sochty hen k ab kya ho gai isi kashmakash maain apna sara kam khrab kr bethty hen jis sy humy loss ho jata he.
                            • #989 Collapse

                              assalmoalikum to all members of forex fourm...mera background to buusiness education sy bi nhi ha aur na hi mera family main ksii ny bussiness kia ha..but in my opinon i take ist step to enter this world...bussiness ka bout faida hta ha agr ap is ko proper way sy karye tooo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                Yeh koi shart nahi hy keh aap ka business education background ho. Agar aap new comers hain aur aap ney pehlay koi business nahi kia, to agar aap mehnat sey forex ko seekhain gey to success hasil kar saktey hain. Forex main kamyabi key leye learning aur practice buhat important hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X