Do you need a business education background

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    forex k buisness mein kam karne k liye humen kisi b kisam k buisness background ki zaroort nai hoti hai balkay hum forex k buisness k zairye sy aek achi earning aur acha trend hasel ker sakte hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Frx main education k begar ap koi profit nai bana sakte q k ye kam esa hy jis main learning or watching ap k buhat kam ati hy ager ap ko achi trade kerni hy to ap k lia buhat zarori hy ye
       
      • #588 Collapse

        ji nahi agar aap pahale se forex menahi hai aur ab new hai to aap bahut badiya traders ban skata hai forex me kabhi aisa nah hota haiki jo log pahale se koi busness me kam karte hai sirf ussi o forex me profit milta hai aisa bhi nahi hai aap koi bhi kam karte hai pahale par ab aap forex me aana chahate hai to aa sakta hai
         
        • #589 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mmwaqar پيغام ديکھيے
          forex as business hay jis ma ager ap empty pocket be enter hota hain to ap earning kar sakta hain but leaning k bin ap zaida investment sa be profit hasal nahin kar sakain gay ap ko pala achi tera sa is business ko samjna chaya us k bad is ko start karain.
          mery khyaaal say forex trading ko karnay k liye apko thra bht business background hona chaiye kion k ye kaam trading ka hai jis main planing or business techniques lagani parti hain or manage bhi karna parta hai so its important
          • #590 Collapse

            mein to yah kahna chaon ga k koi b apni ma k pait se seekh k nai ata kyu k halat usy khud hi sekha detay hain k us nay kiya karna hai.
            • #591 Collapse

              Khair education to nahi lekin han english language thori bohat ana zarori hai kyun english main hi ziada tar information internet per hain or agar kisi se pochenge to uske nakhre bardasht krne se behtr hoga k khud toti photi english se hi samajh len.
              • #592 Collapse

                Agar hamara business education background ho ga to hum forex ko ziyada asani kay sath samj sakte hain aur kafi successful bhi ho sakte hain. Agar jo MBA, M.Com etc qualification rakhta hai to hum fundamental analysis bhi acha kar sakte hain aur is market main profit bhi bara acha kar sakte hain.
                • #593 Collapse

                  Many forex traders in their fight, but that does not mean the struggle to find and concerns. Properly trained and ready to get the knowledge of a company does not have to strive to be a successful trader.
                  • #594 Collapse

                    education bhot hi important he forex bussines men education ke bagher ager ap trading karen ge to ap ko bhot si mushkilat hon gi forex ke lie hamen bussines bake ground ki zarorat hoti he
                    • #595 Collapse

                      Yes dear In my point of views already pedagogy almost the enterprise is not obligatory but upbringing is moldiness for the forex trading commercialism and we can get this education from internet and also from any intellectual of forex, but not demand of environment and professed education.thanks
                      • #596 Collapse

                        ye baat iss trahh hay kay ek tu app ko trade ane chaye dosraa app english parrh sakatey hoon oor other web wach kar kay maloomat le sakatey hoo kaafee hay
                        • #597 Collapse

                          jee han har kaam ko karne ke lie usme achi skills or uske bare me how know honi chhaiye agar ho gi toh ham asaani se manage kar skate hen isi trah forex be ak business he or isko hamko pahle samjna ho ga ke yh kia he or isme ham ne kase stay karna he phir ham IN SHA ALLAH kamyaab hon ge
                          • #598 Collapse

                            not at aal forex ki trading me educational background ki itni zarorat nae hy but haan ye baat hy aap jitni educated hnge utni jaldi aap trading learn karenge
                            • #599 Collapse

                              Dear brother forex trading online business hai jiss mein background business ki need nahi hoti hum is mein free join ho saktey hai or is mein easy work kar saktey hain na hi is mein education ki zaroorat hoti hai is mein only market ko watch karna hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Forex trading is very risky market and every trader loose and earn money from this business. I am newbie and i didn't have more experties. So I didn't invest all my money in forex trading in start....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X