Do you need a business education background

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    Salam all, nhi balkul important nahi, Forex tradings mein only aek sound zehan aur Forex read ke zruraet hae, karobar backgraoud whan zroori hotaa ha, jahaan products hun yhaan serf 1 intelligent insaan chaiey go ky Forex market ko smjtaa ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      dear agar ap educated hai to ye bahot hi achi bat hai magar ye zarori bhi ni hai kuch mainy aisy traders bhi dekhy hai jo atna zayda ni parhy hoye wo sirf technical anyalsis karty hai aor aus hisab se trade karty hai aor wo acha khasa kama rahy hoty hai jis se wo guzara chala rahy hai.
      • #1143 Collapse

        Assalamo Alaikum wa rehmatullahi wa barakatuh! no bhai ap ky pas agar sirf forex ka e ilm ho aur
        • #1144 Collapse

          No dear brother apko koi education hasul krny ki zarort nhi hai ap bus Pakistan forex forum mein ayein aur bahot zaida hardwork krein aur Pakistan forex form apko knowledge se ga
          • #1145 Collapse

            Hi everybody, forex tradings kaa koe bhi taleem background nahi hai, ye jes ko be aatee hia buss uss bro forex Demo accounts pr istemal krny sy he aatee ha, aur saath mein woh l kamai ker ta rahta hia bro apnaey porany sey pata krta hia koee bhee bandaa maa kei paet se to forex seihk kr nahi ata krny sy aatee hia bhae meh khod abhi l kamai ker he raha hao.
            • #1146 Collapse

              bro , Forex keh buesness mein yah baat ehmiyat nahi rakhtee keh app kee taliem kiya ha, aor kes kisaem kee degree app keh paas ha, balkaey yah bat matlab rakhtee ha, ky ap ky pass Forex kei barey kitnaa maloomat aor tajruba ha, aor iss ke banead pr aap successfull hao sakti hen.
              • #1147 Collapse

                Assalamalaikum everybody, , yei zruri nahe ha, ky aapka koe karobar back ground hao bus thoree bhaut Forex tradings yaa karobar ke knwildge honaa zaroori ha, ta keh hum kaam sy kaam tradings main lose sy to baach sakin r expert busines ker sakin.
                • #1148 Collapse

                  ji humara education background kia huna chahiye kiyon k iss mein hume humari education k mutabic hume tradign k liye hume business k liye hume tradign k liye hum apna stamdard acha hu tu hum sucessful hu saktay hain
                  • #1149 Collapse

                    agr tu ap ye rekhtay hai tu mere bhai ap[ko aj say hi is buisness ko join kar lena chaiy aur iis me achi earning karna start kar dena chaiy yehi apkay liay aik bari kamiyabi ki bat ho sakti hai kay ap aik educator trader hai
                    • #1150 Collapse

                      mere khayal se agar ap k pas business education hai tou phir ye ap ko forex trading business main kafi madadgar sabit hogi but agar ap k pas business education nahi hai tou bhi ap forex ki education hasil kar k iss business ko achi tarhan kar sakte hain.
                      • #1151 Collapse

                        forex trading main agar hum earning karna chahty hay to humay chahiey keh esmain ziada say ziada time dain kyun keh esmain ziada time dai kar he hum acha profit genrate kar sakty hay
                        • #1152 Collapse

                          G han forex aik education background rakhta hai or esko smjhny k liye hmari education honi chahye or esko smjhny ki skills honi chahye ta k hum es mn acha profit gain kr shaken or galtiun k chances kam Hon trading mn traD krty wakt hr chez ka khyal rakhna zarori hai
                          • #1153 Collapse

                            agar tu ap aik business education lay kay trade karay gay tu ap aik achi trade karnay me kamiyab rehay gay liikin agar ap apnio buisness oppotunity say destrub rehay gay tu ap yha pe bi disturb rehay gay
                            • #1154 Collapse

                              dear wesy apki study ho na ho lekin forex mein eucation krna zrori hathen ap is ko life time business or full time business bna kr is mein acha work kr sakty ho or apni life ko sirf or sirf trading py rakh sakty ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                mere khayal se trading kay liye background ka hona bilkul zarori nahe. mein apko iski sab se bari example deta hun wolf of the wall street ki usnay FSC biology mein ki thi aur woh fish selling ka kaam karta tha then usko ak dost ne forex ka btaya jo kay khud forex mein bht bar loss kar chuka tha wohi wolf of the wall street baad mein ja kay billionaire bana. aur ak time aysa b aya kay woh forex mein pair ka rukh mutaiyeen karta tha kehnay ka maqsaad yeh hai kay ap is kaam mein atay hain toh apka jazba apki mehnat apka smart work important hai phr ap kisi b background se hon apko kamyab honay se koe nahe rok sakta.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X