How much invest

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1966 Collapse

    invest karny k liye hamain experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur trend ko use kar k hi hum achi trde kar k run karein gay aur market main acha profit hasil kar skay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1967 Collapse

      Forex trading main ap ko chahiy k ap pehli dafa Ziada investment ni kro pehly thori investment kro jab ap ko bahut ziada experience ho jay to tab ziada investment kr k trading kr lo
       
      • #1968 Collapse

        Forex trading main apko pehli dafa ziada investment ni krna chahiy sp ko pehly demo account p practice kr k experience hasil krna ho ga tab apko forex trading main investment krna ho gi
         
        • #1969 Collapse

          new trader ko is ma zada invstmint nhe karne cahy q ya aik risk business ha isma loss kaboht zada risk hota ha our aap ko is ma zada invst sa profit be zada he ho ge is liay seek kar kary
          • #1970 Collapse

            investment beginners ko start main smal krna hay trader market main saving ko waste na kry trader ko is main experience ho trader is main pehly learning bhtr kry trading kay methods ko smjy trading main planing sahi kry tradnig main management ky ruels ko follow kry
            • #1971 Collapse

              Forex trading main investment karney ki koi qaid nhi hy. Bas kusch brokers k apney special account hotey hen jin ko open karney k ley unhon ny limit rakhi hoti hy. Lekin ap ney investment apni strategy aur apney forex plan k tehat karni hoti hy. Es ley investment jitni bhi ho strategy low risk level ki use karni chahey.
              • #1972 Collapse

                wasay tou aap jitna bhi invest arain gay ap ko kam lagay ga forex trading kay liye hamesha aik achi investment chaiye hoti takay kaam best keya ja sakay lakin meri nazar mei best knowledge best skills he sab se barri investment hoti hay takay kaam acha ho
                :p Yes You Can Do :p
                Honesty + Sincerity = Prosperity
                • #1973 Collapse

                  I think ,it is the all depended on our skills if we have lots of saving money in forex treading account .to humy apni soch k mutibk tread lagani chahiye or conform krna chahiye k humy is my loss ho ga k profit .loss sy bachny k liay hum apni skills sy profit ko hasal krna chahiye .agr koi new froex treader to us ko km amount ki tread lagani chahiye .us ko small amont sy start krna chahiye .
                  • #1974 Collapse

                    bro is ma hum ko invstmint ko save raknay kay liay aap ko apne trad ma tak profit our stop loss ko ues karna cahy is sa aap ki invst zada nhe ho ge agr aap ko loss ho be to kam he ho ga
                    • #1975 Collapse

                      Bhai ya ap pa depend kartavhai agr ap ka pas knowledge acha hai ap ko forex trading ke ache khasi smjh hai tabhe ap is mraket mein sa earn kar skta hain agr ap ka is ka knowledge hai tab ap is mein sara invest kar dain agr ni ha tab 10% kar lain ap.
                      • #1976 Collapse

                        Forex Trading main Minimum aur Maximum invest ki koi limit nhi aur dosra app pr depend krta hai ke app kis had tak loss bardaasht kr sktay ho, mere khalay main app ko Forex trading ka proper knowledge hasil krna bhot zrori hai especially is ke Risk and Reward Factors ke baaray main lazmi study krain phir baad main yeh dono Factor samnay rakh kr invest krain.
                        • #1977 Collapse

                          forex main jo new trador aty hain un ko kabhi bhi bari amount ko invest nahi karna chahye es ki wajh yah hoti hai k un k pass itna ewxpernce nahi hota jis ki wjah se un ko loss bhi bara he hoat hai es liye apni invest ko bhi kam se kam rakhen
                          • #1978 Collapse

                            Mrere khayal mn 100 $ bht han agr ap new inester hn ,ap is se kam shuru karen lakin aik bar phir mn yehi mashwara dn ga k ap kam ko pehle seekh kar karen tab hi ja k kahen nafa mile ga
                            • #1979 Collapse

                              Ye to hr trader ki apni strategy hoti hy k wo kitni investment kry to kitna profit gain kr skta hy waisy agr dekha jaye to ziada investment ziada useful hoti hy keun k is mein trader conference k saath trading kr skta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1980 Collapse

                                Forex trading main ap apni mazri se investment kar sakte hain laikin ap koshish karo k ap start main 200$ se start karna chye aur experience k baad ap is main kam se kam margin pe trading shuru karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X