Assalam walekum doston Aksar log Forex trading mein aane ke bad Pareshan Rahte Hain ke candlestick pattern kya chij hai aur yah Kyon jaruri hai candlestick pattern Forex trading market ke andar aapko price ke upar variations ke bare mein batata hai ya Aap Ko Kisi bhi waqt ke andar market card trend batata hai aur aapko yah batata hai ki price is ki kya moment Hai yah Upar ja rahi hai yah down ho rahi hai ISI base per aap decide Karte Hain Ki is Waqt market ke andar bullish trend Hai yah bearish trend hai aur Hamen market mein enter Hona chahie ya nahin Forex trading mein enter hone ke liye aapko chahie ke candlestick pattern ko acche Se Samjhe aap ko Har candlestick pattern Ka Pata Hona chahie uski shape Kaisi Hoti Hai Uske signals ka kya matlab hota hai Jab aap Ya knowledge develop kar lenge to Fir aap Forex trading ke andar Kamyab ho sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим