Aksar pak forum members ya new members ne dekha hoga k pak forum me log demo account k bare me baat karte hn k is ki ye ahmeyat hai ye ahmeyat hai, lekin asal me demo account q zarori hai me ne chand points note ki hai shayed is se bhi ziada hi hongay lekin chand aik darja zel hai.
1) practical kaam ka experience hasil hota hai.
2)knowledge bhi hasil hota hai.
3) mistakes ka pata chal jata hia.
4)analysis k azmane k leye behtareen option hai.
5)Risk free trahai learning k leye.
6) agar real account na ho to bhi humen exactly market k movement ka pata chalta hai.
Demo account aik behtareen sahulat hai forex trading me practice karne k leye. Demo account pe ap apni marzi ki raqam add karwa k us k zarye se trading kare seekhne ki. Is me jo raqam istemal hoti hai wo virtual hoti hai aur us ka user pe koi asar nahi parta. Demo account aur Real account ke Trading me koi faraq nahi hai bus demo account me virtual money istemal hota hai jab keh Real account me Real capital jama karna hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим