What is the effect of overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Meray khayal main forex trading main humain proper knowledge rakni chahia aur humain trading kartay waqt zaida over confidence nahi karna chahia q keh is key wajah say humain loss b ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      overconfidence ka effect buhut bura hota hai forex trading me overconfidence se trader aesi trades put kardeta hai jo wrong way me hoti hai or wo un trades ko stop nai karta and ak waqt ata hai k uska account wash hojata hai isliye overconfidence buhut hi buri chez hai
      • #123 Collapse

        mery khayal ma overconfidence ek bhut buri chez ha jo k na k sirf forex balke har ek kam ma ap ka beghar ka sabab ban jati ha koi bi chez ha ager wo over ho jay to wo khatre ha bais ban jati ha isi traha overconfidence bi forex ma profit ko loss ma tabdeel karne ma aham kirdar ada karta ha,
        • #124 Collapse

          G bilkul main sab members ki bat say itfaq arta hon .Kabhi bhi kisi bhi kam kay baray main overconfidence ni hona chahiey .koi bhi kam start karnay say pahlay usay achi taraah samajhna chahiey .phir us ki planing karni chahiey planing kay bad mehnat say us kam ko pora karna chahiey .na kay overconfidence ho kay us kay rules kay against kam kar kay loss ho .
          • #125 Collapse

            forex trading mein over confidence buht zayda loss de jata hai agr ap ke pas enough knowledge and enough experience na ho
            to ap is mein achi earning nai kar skte hain aur buht zayda loss kar jao ge
            • #126 Collapse

              Over confidence ka effect bohta hi negative hota hai forex trading mein aur ye apko loss ki taraf le jata hai,kiunke jab ap over confident hote hain to phir ap ziyada trdaing karte hain aur ek din mein ziyada trdaing karna bohat risky hota hai.
              • #127 Collapse

                dear acttually am newbie here so mujhy is ki koi proper knowledge nahin ha . recntly he join kia ha to abhi kuch zada knowledge nahin ha postings he ker rha hun for bonus then trade expernce karunga so now am nill
                • #128 Collapse

                  Jnab kisi bhe business may overconfidence hona nuksan ke waja banta hay forex trade may agr ham overconfidence ho kr trade karty han to profit hasil karny ke bjay loss milta hay is liay apni limits may rehna chaiya aur puri attention say trade may invest karna chaiya ta kah loss na ho
                   
                  • #129 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Overconfidence invites several problems in our life, in every profession as well as in forex trade. We do not think and plan a decision properly and go for it in a hurry. So in your kind opinion what are the negative effects of this on our trade.
                    trading k waqt confidence k sath trade karni chahiye aur is main ubali nahi hona chahiye q ubaley pan main loss ho sakta hai jab ap market ko janch kar trade na lagaen.
                    • #130 Collapse

                      jee my dear me agree karat ho ap sa ky jo bh new trader ha wo forex me trading karty hovhy bhot zayda overconfidence hoi jaty ah ky ya to oun ka lahy bahy hat ka khal ha jis ke vajh sa wo loss kar bathy ah plz avoid now
                      • #131 Collapse

                        ko hi bhi kam main confident rahana assa hai lakin over confident na ho ne chyea over confident se app ko loss bhi ho sakta hai or over confident proud ki samil hai or proud assa chij na hi ha so be careful about over confident.
                        • #132 Collapse

                          overconfidence kisi bhi kam bhi loss ka sabab huta hain aur ager ke pas knowlegde kam hain to ap over confidence hain to bussiness me loss bhi kr sakty hain aur ye apki thinking sahi nahi hai aur strategy bnani parti hain
                          • #133 Collapse

                            dear brother over confidence ma to insan har juga loss he karta ha or app ko chyea k forex ko fresh ho kar or confidence ka sath kerin na k app ko profit ho jehy to app khud sy b kabo ho jaty an jis ssy ap ko boot loss hota ha
                            • #134 Collapse

                              Overconfidence is a way of loss your experiance and your knowledged also is the cause of your lossing your investment, while confidence is create your information and knowldged and also it can make you successful trader
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                dearn friend over confidence hona achi baat nahi q ke ache ache log over confidence ki waja se maar khate hain over confidence nahi hone chahieay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X