What is the effect of overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    good point ... forex aik aisa forum hay k jis may hamay over confidence loss ki traf lay jata hay .... kuch logg jb profit hasil kartay hay to wo apnay kam ko easy letay hay soo aisa karnay say unhay future may loss ho skta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      ap jitny b achy trade ho jitna b analysis kr lyn tb tk ap achy trader ni ho skyn gy na he profit able jb tk over confidence par kaboo na pa lyn is ke waja sy ap analysis ky wrong trade open kr bethty hai jisy apka account khali hojata hai isley zaroori hai ky ap sbar sy kam lyn
      :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
      • #558 Collapse

        the overconfidence in the forex trading in my thinking is always worst it is very harmful for new trader in the forex forum pakistan so be patience in the forex trading forum and do work with loyalty
        • #559 Collapse

          ap ko jab tak proper knowledge and experience hasil na ho us wkt tak cheezon ko normal treat karen jump na karen, lalach na kren koi bhi aik dum succesful trader nahi ban jata time lagta ha
          • #560 Collapse

            achay trader bi bara loss kara laitay hain kyun jab un ko kuch period tak achi earning honay lagti ha tu wo apni stregety ko chor kay naked trading suru kar daitay hain jis ki waja se big loss ho jata ha....i market reverse ho jate hai aur ousko loss ho jata hai.
             
            • #561 Collapse

              over confidence to bht hi buri cheez hai aur ye life k kisi bhi kam main bht loss krwati hai is liye forex main bhi is k bht side effect hain jasy k trader 1 ya 2 profit bna k hi over confident ho jata hai aur next time bary margin main trade lga k loss kr leta hai
               
              • #562 Collapse

                achay trader bi bara loss kara laitay hain kyun jab un ko kuch period tak achi earning honay lagti ha tu wo apni stregety ko chor kay naked trading suru kar daitay hain jis ki waja se big loss ho jata ha...business hai is say hum achi khasi earning ker sakte hai.
                 
                • #563 Collapse

                  agar aap over coonfidence hnge or ye samjhe ke aap ko su b ata ha to aap ko loss hoga is lye aap over confidence nahoi hn balke dimagh se kaam karen
                  • #564 Collapse

                    over confidence boht hi bad thing he forex me or ham jab karte hen toh hamko koi pata nahi chalta lakin jab hamko boht loss hota he toh hamko tab ahsaas hota he is lie hamko apne emotions ko hamesha apne control me rakhna chaiye is se hi ham safe rahen ge or greed se bachna ho ga or learn karte rahna chaiye kabi bhe khud ko perfect nahi samjna chahiye
                    • #565 Collapse

                      dear overconfidence is very bad thing for all traders.many new traders enters in to trading and make money but soon when they feel that now they can make good money then they become greedy and also become overconfident and then they lose their money in trading...
                      • #566 Collapse

                        bilkul sahe kaha hai ap ne overconfident ki koi jagha ni hai forex ma hum yeh trading k lie buhat nuqsan dah proof hota hai humain apna mind all time fresh rakhna chahy or without overconfidence tmam decision lany chahy jis se ap ko loss na ho
                        • #567 Collapse

                          aik buhaat bari bahmari ha jis ki waja se achay achay trader bi bara loss kara laitay hain kyun jab un ko kuch period tak achi earning honay lagti ha tu wo apni stregety ko chor kay naked trading suru kar
                          • #568 Collapse

                            sir baat ya ha kay agar ham forex ma overconfidence krtay ha to hamay bhot ziada loss ho sakta ha qk overconfence say hamay pta nai chlta ha kay ham kya kr rahay ha or hamay loss bhi ho jta ha lakin ma yahi kaho ga kay haamy asa nai krna chahiye takay ham loss say bach kr ak achi earning kr sakay
                            • #569 Collapse

                              forex me over confidence ka matlab hai lalach aur jo b is kaam me lalach karta hai us k lye is business me koi kaam nahi hai. hame is business me confidence wala hona zrori hai. agar hamara confidence loss hai tb b hamein nuksan day hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                In forex over confidence invites greed and when you greed you may have to face margin call and this margin call may wash your whole capital. In order to avoid greed you must set some targets and follow them and do not trade once you achieved your daily targets.actually hota ye hai ke jab trader aik trade kerha hota hai tou jab ousko profit hona start hota hai tou wo laalach main ajata hai aur wait kerta hai ke ousko aur profit hoga lekin asa hota nahi hai market reverse ho jate hai aur ousko loss ho jata hai.:cool:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X