What is the effect of overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Forex main over confident hony k bht effects party hain overconfidence hony say hum koi faisla theek terha say nahi lay paty trad say mutaliq koi proper planning nahi kerty bus is galat fahmi main jete rahty hain k hum ko sab kuch ata hai hum say kuch galat nahi ho sakta or is hi galat fahmi main sab kuch gawan bethy hain..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      overconfidence app ko forex me relax kar deta he or app sharp mind nahe rehte jabke forex me app ne choti se choti thing ko bhi follow karna he or over confidence se app ke andar gharoor ajata he or agey jakar app ko bara loss hota he
      • #408 Collapse

        bhai forex me over confident hone se aap ko loss ke siwa kuch nahi mil sakta hai or forex me kamyabi usi ke naseeb me ati hai jis ko is business ki knowledge and experience hasil ho .
        • #409 Collapse

          meray khyaal say agar ap kisi kaam main kamyab hona chahtay hain to ap k pass confidence ka hona bht zruri hai or ap ko apnay uper poora aitamaad hona chaiye bt aik had tak confidence faida daita hai agar over ho jae to nuksaan bhi dai sakta hai
          • #410 Collapse

            overconfidence mery hisab se ek bemari ha ... isse sirf nuksan hota ha koi faida nhai hota r meny tw aaj tk nahi dekha koi faida isliye kisi ko bhi kisi bhi kam me oveconfidence nahi hona chhiye .... or jahn tk forex trading ki bt ha tw yahn sbse pehly tw ek strategy bnaleni chahiye kam karny ki then kam karna chahiye... or jald bazi ki trading me koi zarort nhi yahn jald bazi m loss hoga isliye sbr se kam lena chahiye .
            • #411 Collapse

              overconfidence in forex

              overconfidence works like a plague once it sets in. it can control our thoughts and actions making us act in ways we are not aware of as evcerything we do is normal and right. The lasting effect it has on our trading is that we take decisions that affect the outcome of a trade and make us lose money we never intended to lose.
               
              • #412 Collapse

                Asalam O Alikum jee doston forex trading over confidents ap key ander greed lati hai isey humain noksaan ho ney ka khadsha hota hai is main aksar hum samajh tey hai key hum ney boht k uch Sikh lieya hai aur humain is ki zarorat nahi hai lekin esa hota nahi hai
                • #413 Collapse

                  if you make a good profit on forex there is a chance you will get over confident. this over confidence will make you do something that will cause u to face a loss. there is a chane of you taking the wrong decision due to which u might face a failure or loss. it is better to be confident while taking decisions but we shouldn't be over confident or else we will face a loss
                  • #414 Collapse

                    over confidence apko tabag kardeta hai ap khud ko samjhne lagte ho ke ap badhash ho lekin aisa nahi hai ap khabi bhi apne ap per over yakeen na karo warna apko buhat zyada nuksaan hosakta hai qasam se!
                    • #415 Collapse

                      bhi ji jub ap forex kai ande over confidence ho gai to ap trade bi over confidence wali hi lagao gai jis ka injam yae ho ga apko loss ho ga trade ghalt lagy ki sath mai bonnuce bi zaya ho ga
                      • #416 Collapse

                        Assalam-o-Alaiqum, han bilkul overconfidence waqai bht jaga nuqsaan ka bais hota hai aisei trading k darmian bhi hamain chaiye k bs ankhain bnd kr k trading na kry balk bar bar check krty hain ta k loss se bacha ja sakay
                        • #417 Collapse

                          g is me agr ap overconfident honge tu is ka effect apki trade per pare ga or ap is me loss kar sakte ho ye apki life ko change kar sakta hai agr ap is me achi effort karen or is me achi practice karen ye ak best online job hai sab k lea.
                          • #418 Collapse

                            bhi over confidence ap k liye teek ni ha is sy ap bhot kuch loss kr jate ho ap ko chaye k apne ap ko control ma rakhen or koi b asa kaam na karn jis sy ap ko loss ho jay apne profit ko zayda krny k liye ap ko hard work krna ho ga or jb ap ko confidence ho ga a ap ab loss ni ho ga to ye ap k liye bether ha
                            • #419 Collapse

                              yaar wese tou mere hisaab say forex may over confident ka kaam acha nai hota kyun kay over confident may insaan kabhi kabaar bht bara loss kar jata hay aur use theek tarah profit nai mil pata
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                bhai jan apny bilkul theek kaha....sub say pehlay yeh kay forex trading main over confidence nai hona chahye....over confidence say hum greed karna shuru kar daity hai jis ki waja say hamara profit bhi loss main tabdeel ho jata hai...........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X