What is the effect of overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Brother over confidence k effect he effect hai over confidence hone se bohat se mistake ho jati hai jin ki waja se hum bohat bara loss ho jata hai , overconfidence insan tab he hota hai jab wo apne aap ko tees mar khan samjne lagta hai , or isi over confidence ki waja se mar kha jata hai insan k pass jitna b knowledge kiw na ho per usy lagna chaiye k yeh kam hai tab he wo agay berh sakta hai.
    :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
    :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      kabhi kabhi agar acha profit ho jaye to hum overconfidence ki waja say issy waste kar daity hain.is tarah kay events start main he hoty hian.beginners is tarah ki mistakes karty hain.main bhi loss face kar chuka hun overconfidence ki waja say.
      • #48 Collapse

        over confidence ka effect ye hota hay kay out of traget hota hay so eska loss he hota hay trader ko forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain over confident achay trader nahe hotay
        • #49 Collapse

          dear i think ke forex mein ager ap kafi confidence hain tou ap ke liye ya beter ha q ke ap forex mein acha work kar sakte hain lekin ager ap forex mein he over confidence hote hain tou ap ko is mein kafi loss be ho sakte hain is liye is mein over confidence nai hona chaye
          • #50 Collapse

            dear humen kisi bhi kaam me overconfidence se kaam nahi lena chahiye kyun k overconfidence humen barbad kar sakta hai aur forex me kamyabi k liye sabar aur tahamal ki zqaroorat hoti hai
            • #51 Collapse

              salam to all. dosto forex may trader ka confidence ager uss ka experience ka sath increase ho rah ha to ya achi cheez hay,lakin ager new trade ith out experience or knowlege ka bari trade karta hay to lazmi loss may jata hay.
              • #52 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                Overconfidence invites several problems in our life, in every profession as well as in forex trade. We do not think and plan a decision properly and go for it in a hurry. So in your kind opinion what are the negative effects of this on our trade.
                overconfidance is equal to loss, over confidence hone se bohat se mistake ho jati hai jin ki waja se hum bohat bara loss ho jata hai , overconfidence insan tab he hota hai jab wo apne aap ko tees mar khan samjne lagta hai , or isi over confidence ki waja se mar kha jata hai insan k pass jitna b knowledge hona chahye k wo kam sy kam kuch na kuch profit hasil kar paye
                • #53 Collapse

                  Overconfidence ka yeh effect hota hey forex main keh is sey hum forrex main greedy ban jataey hain aur kabhi bhi is main achi trha se successful nahin ho saktey hain aur is sey achi earning nahin kar saktey hain.
                   
                  • #54 Collapse

                    forex ek asa buisness hai jis mai agr hum apni invsmnt lagate hain to jaldi or zada pese kamane k chaker mai hum ovrconfidence hojate hain jo k hamare buisness k liye nuqsan day hai
                    • #55 Collapse

                      overconfidence is very bad thing in forex market when we become overconfidence then we can not manage our capital and also can not manage risk so we must have need for controlling on our emotions for making money in forex market...
                      • #56 Collapse

                        over confidence ne to her jaga he banday ko zaleel karwaya hay :D ic liye overconfident nai hona chahye han lakin confident zaror hona chaye
                        • #57 Collapse

                          Assalam-o-alaikum to all my dear friends , es say insan yeh samajhnay lag jata hai ke ager koi bhi wo trade keray gaa tou us mian profit hoga aapko ager aesay koi bhi keray gaa tou main kahon ga ke wo galat he keray ga.
                           
                          • #58 Collapse

                            over confidence honay say trader k dimagh mein greed ana shuru ho jata hai or wo greed kerny pr majboor ho jata hai is k sath sath wo pride bhe kerny lgata hai trader ka yehi pride usay aksir kar over confidence bana deta hai jis ki wajha say usay forex market mein loss ho jata hai
                            • #59 Collapse

                              Dear forex ma over confidence hona ak bht bari bemari hy ku k bara trader apne ap ko bht bara trader samjte he per ye forex ma jintna b seek jay kam hy or bara trader over confidence ho jate he or is ma kar wo bht bht loss kar date he sirf over confidence ki waja se is k hone se ap bht loss kar sakt ho so keep your trading simple mind
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                gee mre bhai forex me hmy overconfidence nae hona chahye kyu ke overconfidence hmy lose de skta hy hmy pory confidence ke sath trading krny chahye aur forex me greed nae krna chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X