Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain
    Starting par time zyada dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

    Assalam o alaikum dear frnds ap jb new account bnata hain to us time apko bht ziada mehnat krni chahih kun k new account ka first bonus bht ziada matter krta hai r Jo kam ap first time krta hain usi ki base pa apko bonus dia jata ha agr starting week ma apka kam bht Acha hoga to apko bht Acha bonus mila ga agr starting ma hi ap mehnat nae kro ga to apko Acha bonus bhi nae mila ga r baki next week's ka bonus bhi kam hi aya ga r koshish karen forex account bnana sa pehla forex k bara ma complete information and knowledge hasil Karen us k bad ap forex pa kam krna shuruh Karen
     
    • #3 Collapse

      Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

      Ji bilkul agar Ham starting mein kam karte hue jyada se jyada learning lete hain aur apne kam ko regular hokar perform karte Hain to hamen achcha fayda milta hai hamesha apne kam ko proper procedure or rules ke tahat Kiya Karen aur kabhi bhi trading karte hue over smart na banaa Karen hamesha confidence ke sath apne kam ko perform Kiya Karen tab bhi aapko is business mein achcha fayda mil sakta hai aur aap isliye successful ho sakte hain learning training lete Raha Karen aur apna Kam ko kamyab banane ke liye jyada se jyada achievement karne ki koshish Kiya Karen
      • #4 Collapse

        Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

        Assalamoalikum g dear aap ne acchi bat ki hy pak forx main ham ko starting main pak forx ko ziyda time dina chye hamy taky hamy accha knowledge hasli hu saky hamy accha bonus hasli hota hy pak forx main ham ko starting main hard work karna chye mehnat ki sath kam karna chye hamy best work karna chye hamy starting main demo account ek fake account hy demo account ko follow karna chye tab hi ham successful HU sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

          agar ismian achcha ham jitna bhi kam ka terika hamara nahin fayda ho sakta hai aur ham apna kam aasani sahi kar dete hain lekin mein yah bar kisi ko samjhana chahta hun ki vah agar kamyab hote hain to sirf apna kam achcha karte rahenge to unko bhi fayda hoga aur hamen mein mehnat karne se kamyabi hasil ho sakti hai aur ismein achcha kam jo log karte rahte hain to unko aasani ho jaati hai lekin main bhi agar chahie main aat ke sath kam karna chahie to ham apna kam acche se agar karte rahenge to hamara aasani se kam ho jata hai aur yah kam mein kaisa hota hai main har waqt hamen mehnat ki sath kam karna chahie aur jo log use mein kam karenge to unko nuksan koi nahin ho sakta to hamen bhi ismein acchi mehnat ka fayda ho jata hai lekin jo log kamyab hote hain to unko hamesha ke liye apna kam achcha karte rahana hoga agar bahut zyada kam karenge to unko bhi faida ho sakega aur hamen mein kamyabi hasil ho sakti hai aur jab tak hamari acchi limit puri ho jaati hai to hamen paida ho sakta hai aur apne aap ko ek successful bana sakte hain agar hamesha mein successful khud ko banaenge to hamare liye kam achcha ho jaega aur ham apna kam aasani se kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

            ji han bilkul Mein aapki bahut se Agree karta hun Forex Mein starting mein time Dena chahie Ham achcha time denge tu acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Forex mein jyada Se jyada time invest karna chahie Jo log Forex Mein interest lete hain vahi ismein achcha kam kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

              Assalaam o Alikum.. Jb ap forex py kaam krty toh usy zda sy zda waqt dyn... Daily work kryn aor zda sy zda seekhy apny seniors sy help lyn.. Srart ma hard work krny ki zrort ha es sy ye ho ga k apko completely achy sy jaan payn gy all rules and regulations ko aor phr best work kry. Jtna zda kam kry gy t hi experience hasil kr skty aor profit bi
               
              • #8 Collapse

                Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

                Forex mein jyada Se Jyada time Dena starting mein bahut jyada jaruri hai jitne Jyada aap Forex ko practice Karenge time account per Kitna Jyada aap acche aur behtarin tarike se Fox ka experience Hasil Karenge lekin Forex aur se earning karne Kisi mein kisi ki sim ki jaldbaji Nahin Karen jitni Jyada jaldbaji Karenge learning utani hi kamjor Hogi aur kamjor learning Forex se earning nahi de sakti
                • #9 Collapse

                  Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

                  Ggg blkl bhai forex main hmysha mehnat ki zarorat Hai jo mehnat nai kr skta Ya platform uss KY Liya nai iss Liya zaroori Hai KY forex main blkl start sy h axha Kam Kary ziada sy ziada koshish Kary KY kuxh new sekhy rooz ApNy seniors sy sekhy demo account main practice Kary waha sy sekhy apni galtiya ko Sai Kary jitna ziada ho saky start main ziada knowledge gain Kary market ko start sy h samjany py zoor lagay or practice blkl na chory ta KY ap aik experience trader bn saky or ap ko profit ho loss sy ap baxh KY rahy. Iss Liya forex ko jitna ziada time dey gy start main utna h ap ko faida ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

                    Asalamoalikum dear ma forex ma new hun or ma ny acont banany k bad 3 din use nhe kea or 2 din se use kr raha hun kia mera bonas b kam aay ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

                      Je bilkul ma ap ke bat sa itefaq karta hu ka start ma forex ko zayada time Dana chaheya q ka is sa hamara knowledge ma izafa ho ga or Hama trading ka bara ma be pata Chala ga PHR ham trading kar ka acha profit gain kar saka ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

                        G hy bilkul hm forex ko start main ziyada sa ziyada time dy practice kra learning kra market ko analysis kra mouvmnt ko semjh ziyada sa ziyada mhynt kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi acha sa business hy jitni mhynt sa wark kra ga utna hi kamyb Ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

                          Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Forex Aur Mein Ek bahut hi Achcha 10:00 baje se Jitna Hamesha mehnat Hurricane Karenge gana Jada Mein kamyabi Milegi Kyunki foxboro Mein sabse Jyada important Nahin Aata hardworking ko di Gai aur uske sath sath learning power Kabhi Rul Hai ismein jitni Jyada Ham learning power ka istemal Karenge learning sikhenge Itna Jyada Mein Paida Hoga aur ham Kamyab ho sakte hain ji Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

                            Jab ap forex ko join kar lety Han to ap ko kafi preshaniyun ka samna karna parta ha islye ap ko cahaye ha kanap staring main is ko zeyada time den jitna zeyada ap is main time guzaren GA ap utna jaldi seekhen GA or ye ap ka lye best bhe ha kun ka new trade ki mushkalat SA waqif ho koi bhe ap ko munh nhe lagaye GA har koi paisy ka chahakar main hota ha islye khud seekhen or khud ko he kabil banaen taky ap ko kisi zarorat e Na part
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex par starting par acha Time dain ta kay aap jaldi seekh sakain

                              jee bhai ap ne bohat he piyari bat ki hai hmen chahiey k humforex mian ziyaada se ziyaada time den iss mian apna time invest karen to hum iss mian phir boaht he ziyaada earning kar sakty hain ye aik bohat he ziyaada profit dainny wala kaam hai agr is mian knwoldfe k sath iss mian inter hoty hain to iss main bohaat he achi kamayaabi hasil kar sakty hain ye dunia ka sab se bada or kamyaab busness hai ag rap iss man mehnat lagan or himmat se kaam karty hain iss mian itna profit hai jitna ap kisi bhi or busness mian nai kamaa sakty bas ap ne iss mian starting mian mehant lagan or himmat imandari se kaam karna hota hai or bad main ap iss mian life time earning karty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X