Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???
    Money management main humy boat say rules or regulations ko understand karna hota hai or jab tak hum apny account kay hissab say apni management ko tarterb nahi dyty hain humara account kabi be overall profit main nahi a skta hai is liy forex management main humara khas focus hona joat zrori hota hai jab tak hum apby Account capital ko samny rak kar every lot size ka mutaliya nahi karty hain hum apna profit be calculate nahi kar skty hain.is liy humy chaye ho ga kay hum apny profit ko manage Karny kay liy Ak perfect Plan Ko tarteeb Dayn or Usa Kay hissab say Trading kiya Karein.Money Management be Different way ke Hoti hai Kuch Log Account Ko Dyk Kar Money Management Karty hain Or Kuch Log Apni Har Lot Size Main Money Management karty hain.


    Dear mate's humy Chaye Ho ga Kay Pley Hum apna Account Balance Grow Karny Ke Taraf focus Kiya Karain Ku Kay Jab Humara Accounts Achy Say Grow Ho ga Toh He Hum Money Management ko bE Increase Kar Sakty hain Iss Liy Money Management Ko perfect Plan Karna Boat Lazmi hota hai Jab Be Hum rules Ko Follow Kar Kay TradingKarty hain toh Humy Money Management ke Waja Say last Main Hamesha Profit He Hota Hai Or Iss Tarah say Humara Account Kabi Loss Main Nahi Jata Or Hum Hamesha Profit Main He rehty hain.Dear Mate Min Aap Kay Sath Trading Say Related apna Kuch money Managements kay Rules Share Kar Dyta Hu Or aumeed Karta hu kay App Ko inshaAllah Zror Fayda Ho ga.

    Dear Forum fellow's Agr aap apna Account 500 thousand dollar kay satg start karty hain toh aap ko chaye kay apny account kay sirf 5 percent kay Risk Say trading start kary jab aap ko 5 percent ka Risk Per trade pr lyna Ho ga Toh Aap kam Say kam Risk Kay sath Acha profit gain Kar Sakty hain pr Ager Aap ko kise Trade Main Lose ho jata Hai Toh he App ko Apna risk increases karna Chaye ku kay aisy Risk Increase kar kay ap apna Previously loss ko be Recover kar sakty hain or Acha Profit Gain kar Sakty hain. Dear mate aisa he perfect money Management plan Create ka kay Jab Uss Ko Last Tak Follow Karty hain toh Acha Profit Zror hota hain.Dear Ager App Aisy Plan ko follow Kar Kay 10 main say 4 Trade lose Be Karty hain lekin ager aap ka Risk Or reward Ratio 1:3 Ho toh last main be Aap ko Hemsha Profit He Rahy ga Or Kabi Loss Nahi Ho ga.
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

    Assalamu Alaikum friends Amit karta hun aap sab khairiyat se Honge Hamen Forex Mein money management Karni chahie uska Mein Paida hi Hoga Kya Hamari money save rahe the money management ke liye jaruri hai kya aap se apni payment ko share Karen Taki koi bhi Halat Ho aapki money aapke investment access Mein kam per Rahe isliye zaroori hai ki aap Jab Jab Bhi aap Forex use karen to usmein money management Jarur Karen Taki aap ki rakam Hamesha safe Rahe Ta ke pure Waqt Mein yah Jab Bhi aapko paise ki jarurat ho to aap apni jarurat hai mutabik vahan se paise Batra Karva sake
    • #3 Collapse

      Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

      ham agar ismein apne account ki management karte rahte hain to hamen ismein aasani se hi kam ho sakta hai aur ham apna kam acche se hi kar sakte hain aur isiliye main har mein baat koi ka bhashan Jana chahta hun ki vah agar itna achcha kam karenge to unko utna zyada hi aasani ho sakti hai aur vah apna kam acche se hi kar sakte hain lekin hamen bhi yah sochana chahie ki ham apne aap ko kamyab banane ke liye har waqt mehnat karta hain agar hamari itni acchi main hogi to utna hi zyada achcha kam kar sakte hain aur ismein hamen fayda ho sakta hai isliye yah kam hamare liye kaisa hai ki hamesha use waqt ki apne aap ko kam yaha banate hain jab tak hamare limited ji puri ho jaaye aur ham apne aap ko kamyab bana sakte hain agar is main har mein varna kam ho jata hai to unki apni galti ho sakti hai lekin hamen agar apni working ko dekhna chahie to hamesha hi achcha kam karte rahana hoga aur jitna zyada ham apna kam achcha karenge to hamen utna hi aasani ho sake gi aur ham apna kam acche se hi kab se karenge aur yah kam hamare liye kaisa hota hai ismein jo bhi kam karenge to hamen aisa nahin hogi aur ham apna kam acche se hi agar karna chahie to kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

        money ko mange kar k hi hum achy say tradr ban sakty hain but hamain chahye is k bary main enterh ony say pahly is k rules k o follow karna ho ga tab hi hum acha earn karny main bi asnai ho saky gi aur forum main practice kar k hi hum achi trader ban sakty hain ta h hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum loss say bach sakty hain tab h hum run kar skaty hain ta hi hum achy say trader ban sakty hain tab hi hum run karien gay
        • #5 Collapse

          Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

          dear friend forex trading karte hue jo sabse important factor hai vah money management hai kyunki yah ek basic rule hai ki agar aap trading karte hue apne account balance Ko manege karte hain aur apne account balance ke mutabik trading karte hain lot size kam se kam rakhte Hain to aapko bahut achcha fayda milta hai hamesha learning training ke sath apne kam ko perform Kiya Karen aur jab bhi trading karte Hain to hamesha apne account volume ko dekhte hue trading Kiya Karen kabhi bhi apne account problem se jyada trading na Karen aur lot size kam se kam rakha Karen tab bhi aapko is business mein achcha fayda mil sakta hai aur apne bhi acchi karne karte hue apne dreams ko kamyab bana sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

            Assalamoalikum g dear aap ne acchi bat ki hy pak forx main ham ko hard work karna chye mehnat ki sath kam karna chye hamy best work karna chye pak forx main ham ko loss ko recover karna chye hamy pak forx main trading ko management karny keliya pak forx k rules ko follow kar k kamybi hasli kar sakty hain pak forx ek online business hy pak forx duniya main kamyab forx hy pak forx ek duniya main famous business HY hamy pak forx main experience se kam karna chye
            • #7 Collapse

              Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

              Trading Mein money management ke liye Apne account balance ke Mata bich Ek strategy banaa leni chahie aur Usi ke Mata Di ki risk Lena chahie Kyunki Jab Ham apni accepted ji banaa lete hain aur uske Mata girisa ke Lete Hain To Ham Kisi bhi Tarah Ke lor se bacha lete hain aur jab ham log Se Farishte Rahte Hain To Ham profit earned Karte rehte hain aur vahan se ham Apne bonus ko safe rakhkar BEL ke hum Apne account ko bhi increase kar sakte hain aur Badi Laut use Karke Ham bahut Achcha profited kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

                jee bhai ap ne bohat he lambi or knowldge able tehree shair ki hai apna knowldege or experince shair kia hai Allah apko isska ajr dy apne shai kaha forex mian hmen mony mangment krna chahiey agr humiss main apni mony ko manage nai kar sakty to ap iss main apna lsos sure loss he karen gy iss mian hemn chahie k jab bhi trade karen to humko iss mian bohat he kam lot size use karna chaiey tabhi ap iss main achi earning kr sakty hai or apni acount ko grow bhi kar skaty hian ye aik bohat he ziyada profit dainy wala kaam hai agr ap issmian achi leanring k sath ap issmian monye managment bhi karty hain to
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

                  jee bhai ap ne bohat he lambi or knowldge able tehree shair ki hai apna knowldege or experince shair kia hai Allah apko isska ajr dy apne shai kaha forex mian hmen mony mangment krna chahiey agr humiss main apni mony ko manage nai kar sakty to ap iss main apna lsos sure loss he karen gy iss mian hemn chahie k jab bhi trade karen to humko iss mian bohat he kam lot size use karna chaiey tabhi ap iss main achi earning kr sakty hai or apni acount ko grow bhi kar skaty hian ye aik bohat he ziyada profit dainy wala kaam hai agr ap issmian achi leanring k sath ap issmian monye managment bhi karty hain to agr ap ne knowledge haisl karny k bad bhi ap ne iss mian agr badi badi trades ki to ap ko phir knowledge hasil karnay kakoi faidaa nai jab ap ne iss par amal he nai karna to kia faida itna knowledge hasil karny ka
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

                    Ge Han bilkul money management ke fundamental part Hy in Forex trading or yeh khna ghalat nhi Hoga or yeh trading Ka Dil Hy money management ke ap kis trah Sahi waqt ma apni money Ka istemal aik behteren or munafa baksh trading ma karte Hy or phir jb ap kamyab ho to app note karengy unko k yeh point mny aisay Kia next time mjy phir se ASA krty huy dehan rakna chye or jb or Kisi point py 6 laggg hmara too us point ko lgye
                    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

                      Ji Ham Sabko money management ke liye YouTube par focus karna chahie OK Google search engine ko use karna chahie vahan per aapko acche answer Milte Hain jisse aap confidence Mein aate ho aur mehnat karte ho jisse aap Kamyab Hote Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

                        Forex trading mein money management bahut zaroori hai agar aap apni money ko manage nahin kar paate to aap bahut hi jyada trading kar lenge uska aapko bahut hi jyada loose hoga so aapko chahie ke apni rakam ko dekh kar hi he traded Karen Taki aapko Ek Achcha Prophet Hasil ho sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

                          Trading my money management karne ke liye Hamen Apne account balance ke mutabik kam karna hoga Agar Ham Apne account balance ke mutabik work Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Aage acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge aur na hi kabhi hamen or Se Achcha result Hasil Ho sakega Agar Ham Ne ismein Achcha bonus again Karna Hai To Hamen Apne balance ke mutabik trade vagaira open karna Hogi tab jakar Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Kyunki Park Forex Ek Aisa business hai jis mein Hamen Apne balance ke mutabik plane banana hota hai agar Hamara usko bataaogi plan Nahin Hoga Koi Soch Nahin Hogi To Ham kabhi bhi acchi kamyabi Achcha profit Hasil nahin kar
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

                            Trading mein money monagament bohat ziada zarori hai. Money manage karne k lye aik strategy bnae aur us k mutabik hi apni money ko use kren. Hmen hmesha apne account ko dekh kar hi trading karni chahye. Apne balance ko made nazar rkhen aur us k mutabik hi trading kren. Trading karne k lye ap k pass knowledge ka hona bohat zarori hai. Forex mein hmen mehnat se kam karna chahye hard work karna chahye apne loss ko recover karne k lye money management karna chahye ta k hum loss se Bach sekn aur hmen zuada profit mile.
                            Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Main Money Management Kaisy karna Chaye? Or Ku Zrori hai....???

                              Trading krne keliay money management bohat zaroori hy hamain apne account equity ke hisab sy trade leni chahiay aur risk bhi usi hisab sy lena chahiay taky account kbhi wash na ho mtlb le hm loss mn najayen is liay money management bohat zaroori hy aur is kelaiy hamari aik best strategy honu chahiay jis kn loss ke chances bohat km houn aur profit ziada hasil ho aur ye sh aik proper way mn hona chahiay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X