loss kee wajohaat kia hain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss kee wajohaat kia hain
    hummko loss tabb aata hai jabb humm ache l;earning forex men nahe karte aur pherr humm acha profit nahe klamaa paaten aur humm tabb he acghe kaamiyuaabi haasil nahe kerr paatewn thank you.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss kee wajohaat kia hain

    hamain is k bary main practice karni ho g itab hi hum run kar skaty hain so hamain chahye is k baryy main enter hony say aphly is k bary main planing kar rk hi hum acha earn karny k kabil hon gay tab hi hum run kar sakty hain tab hi hum run kar ksaty hain tab hi hum loss say bach skaty hain tab hi hum perform karny k kabi hon gay tab hi hum real m ain kam kar k hi hum achy say trader ban sakty hain aur profit ko gain kar k hi hum cahy say trader ban sakty hain ta k earn karien gay
    • #3 Collapse

      Re: loss kee wajohaat kia hain

      jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey hamy posts ko read kar ky is main mistake ko sahe kar ky replay karna chahey kue ku aik mistake ke waja sy hamara account or balance wash ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: loss kee wajohaat kia hain

        dear brother waisay to lose har aik field ka sab say important hisa hota hay magr jub tak ham ksi bhi business main lose ko recover karna nai jaan saktay hain ya ham lose k baray main ya ham lose ka reason nai jaan patay hain hamaray liye us kaam say acha ern karna bahut ziada mushkil ho jaya karta hay jisk liye zaruri hay k hamko lose k dar say apnay targets k achieved ko bhool nai jana chaye balk hamko lose ko bardaht karnay ka tareeka bhi apnay mined main rakh kar phir agar ham is markeet main enter hotay hain to ham is markeet ko samjh saktay hain aur ham is amrkeet k baray main acha jaan bhi saktay hain.
        • #5 Collapse

          Re: loss kee wajohaat kia hain

          G
          Assalamoalikum g dear aap ne thk kha hy pak forx main ham ko hard work karna chye loss ki wajha hamri nakmi hay ham ek to mehnat nhi karty ham ek hard work nhi karty hain hamy chye k ham pak forx main acchi posting karni chye daily basis par target ko pura karna chye pak forx main ham ko regular kam karna chye pak forx main ham acchi posting nhi karty jiski wajha se hamko losss hota hy hamy pak forx main experience se kam karna chye tab hi ham successful HU sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: loss kee wajohaat kia hain

            Agar aapko Forex trading Mein loss ho jata hai to aapko ghabra nahin chahie Balke apna hard work jari rakhen Forex trading mein loss ki sabse badi vajah yah hai ki aapane market ko study nahin kiya hota agar market to analyse nahin karenge to aapko trading Mein loss hoga aur dusri badi vaja hai kya aap ne lot size Bada rakha hai agar aapane lalach Kiya aur lot size Bada rakha isase aapko profit to jyada hoga per loss bhi zyada ho sakta hai isliye aapko chahie kya apna lot size bhi chhota rakhen market ko jyada se jyada study Karen aur uske bare mein knowledge Hasil Karen jitna jyada experience aapko market study karne mein hoga aap itne hi Kamyab ho sakte hain Dil laga kar Puri imandari se aur aur mind ko fresh rakhe FIR hi trade karen to ismein Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: loss kee wajohaat kia hain

              Assalamu Alaikum deer Forex membran Forex trading Mein loss Ki Sabse Badi vajah Yeh bhi hai ke Ham kam Mein Dil Jaise Bhi Nahin lete jis ki vajah se Hamara loss ho jata ha Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur kam ki taraf Dhyan Dena chahie Taake Hamari post acchi quality ki ho aur Iske bare mein acchi information aur acche quality ke ward istemal Karen jisse Hamen zyada Se zyada profit mile zyada time Forex trading ko Dena chahie jisse Iske bare mein zyadaformation Hasil Ho Jitna Jyada experience se kam Karenge utna hi Ham ismein dilchaspi Le Sakenge aur acche Forex trader member bin Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: loss kee wajohaat kia hain

                Deccan koi bhi kam ho agar aap uska loss nahin jante to aap muskan ki shuruaat bhi nahin kar sakte pahle lost Hain FIR bad mein aapko profit ho sakta hai to bataya ki aap loss or profit ki nisbat lene jitna jyada of loss karte hain apna jyada aapko profit milta hai para Los hoga Koi bhi karva shuru karne se pahle aap yah charge Karen ki loss hoga yah profit hoga Tera aap uska mein kamyab ho sakte hain to yah online kam hai itna jyada aapko to jarur hoga utani jyada aap kam kar sakte hain so better than jio
                • #9 Collapse

                  Re: loss kee wajohaat kia hain

                  1-Jald bazi
                  2-Laluch
                  3-mind ka fresh na hona
                  4-lack of knowledge
                  5- lack of experience
                  These all things makes your trading hopeless..
                  Isiliye agar aap forex forum ke andar successful hona chahte ho to sabse pahle Apne knowledge ko Apne experience ko strong Banaya analyses ko successful banaen phR ja kar forex Mein Apni trading start karen aur Apna mind totally market Mein rakhen market ke about her Kasam ki information gain Karen aur phr jakar apni trading start karen these all things and tips makes your trading profitable for you and you can get good profit from Forex forum so avoid from laziness stupid mind and greed
                  • #10 Collapse

                    Re: loss kee wajohaat kia hain

                    Loss ki bhut she wajohat huti hai msln k befikri se kaam kro tu loss huta hai apny py confidence rakho to bhi loss huta hai koi kaam galat se kro tab bhi loss huta hai loss ki bhut si wajohat huti hai is liye hammy chiye k fees fees mind set kaam kren takky koi bhi loss na hu
                    • #11 Collapse

                      Re: loss kee wajohaat kia hain

                      Dear friends forex trading esa business hay jiss may Agar haum properly market ko watch kartay hoye trading kartay hay to haumay loss ko Kam hi face karna parta hay Kyu Kay Jab haum bagair knowledge aur bagair information kay trade open kartay hay to haumay market ki movement aur trends ka zyada experience bhi hasal nai hota hay aur haum bagair sochay samjhay trade open kar daytay hay to haumay kamyabi ki bajay nuksan uthana parta hai iss liye nuksaan say safe rakhnay Kay liye haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye aur market ki movement ko monitor karna bohaut zayada lazmi hota hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge aur learning ki zarorat hoti hay Forex trading may haumay hamesha apni learning pay bharosa kartay hoye trading karni chahiye takay haum market ki movement ko confirmational Candal Sticks ko istamaal kartay hoye samhj saky aur Jab market Ki movement ka theak Andaza ho to market may enter hona chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss kee wajohaat kia hain

                        Dear Forex Mein loss hone ki bahut sari reasons Hoti Hai Ek to poshak Jiske pass bilkul bhi products Karnal is nahin hai vah kabhi bhi achcha pura pata nahin kar sakta aur vah bahut jyada lost bhi kar sakta hai Kyunki Forex ka knowledge na hone ki vajah se vah profit earned nahin kar Pata ISI Tarah Jo log emotions par Kabu nahin kar sakte aur emotional Ho Jaate Hain vah Log bhi kabhi bhi achcha pata nahin kar sakte isiliye koshish Karni chahie ki Apne emotions ko control mein rakhen aur pahle Forex ko sikhane ki koshish karen aur Sabar ke sath Humne tabhi Ham Achcha profit earned kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: loss kee wajohaat kia hain

                          blouse ki bahut seivadhu hath hoti Hai Ham apne log ko acchi tarah recover kar sakte hain loss ki sabse badi bajwa diye Hain ki Ham Forex mein lalach se kam lete hain agar Ham lalach karenge to acchi kamyabi Hasil nahin kar payenge hamen Lalach aur greed ki vajah se Forex Mein loss hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: loss kee wajohaat kia hain

                            wesay to dunya k her business na loss hota hy..or her busines man ic k liya ready b rahta hy...ic tera forex ma b loss ho skta hy..jia ki meri nazr ma waja ya hy k jab koi trand ko follow ni krta or apni merxi say he km krta hy..insan ko chaiya k wo trnd ko follow karo.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss kee wajohaat kia hain

                              forex main loss ki wjha ik tu jldbazi hain or dosri lalach hain forex main aggr humhy kamyab hona hain tu humhy mehnat karni ho gai or lalach ko khtam karna ho ga jab tak hum lalach ko apny andr sy khtam nai kar laty humhy loss ka smna hi karty rehna pary ga forex main humhy apni learning skill ko improve karna ho ga or zyda sy zdya mehnat karni ho gai or jldbazi ko avoid karna ho ga taki hum ik kamyab trade ban k ik acha profit gain kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X