forex market trading business hain jis main hum ik kamyab trader us waqt banty hain jab hum mehnat karty hain forex main humhy trading karny k liye mehnat karni ho gai market ki analysis ko dekhna ho ga market ki movement ko dekhna ho ga or market ko follow kar k trading karni ho gai ku k market har mint k bad change hoti hai is liye humhy ik kamyab trader banna hai or ik acha profit hasil bnna hain tu humhy mehnat karni ho gai market k achy signals ka wait karna ho ga or phir trade lagni ho gai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим