Forex trade, a panic or blessing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
    bhai meray khyal main jis nai forex trading ki sahee learning ki hoti ha uss kay liya ya blessing ha aur jis nai learning nahi ki hoti aur short cut kay chakkar main forex ki taraf ahya hota ha uss kay liya aik panic ban jati ha ya hi faraq ha
    Han sahi baat hai jis ne forex kop achi tarha learn kia howa hota hai yye usi ke liye blessing hai hum apni learning se is kaam me faida utha sakte hain....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      bhai yeh to kehna mushkil hai kiun ke yeh donu way me li ja sakti hai panic bhi or blessing bhi is me hum ko hardly learning ke bad earnings mil sakti hain or yeh koi easy business nahi hai isko learn kar pana bohat hard hai .
      • #48 Collapse

        meray khayal mein tou yeh aik blessing hai hum per kiyon ke yeh business humein acha khasa profit de sakta hai hai iss liaye mein iss per profit ko hasil kerney k liaye khoob mehnet ker raha hoon aur profit gain ker raha hoon.
        • #49 Collapse

          forex tradinmg aik bohat hi bara gift hi logoon ke lye jo ke achi learning rekhte hain agar ap iss main kamyabi chete ho to ap ko sub se pehle aci learning kerni ho gi then hi ap iss kabal ho ge ke achi earning ker sakoo
           
          • #50 Collapse

            forex itna assan kaam nahi jis ko assaan samjh kar karna shuru kar daitay ho. pahley ap forex kay learning karni parti hai. ap information lo internet say takay ap ko mushkil na paida ho. information jitni ho ge utni kamyabi milay ge.
            • #51 Collapse

              Some times forex trading create panic situation for traders and some times they gave alot of happnies to tradres, it true that forex is much risky busisness and trader must should to take seriously trading, because some times forex trading can be much harmful for you as well.
               
              • #52 Collapse

                Well if you take forex trading business as panic you will never be able to make profit out of forex or learn the ups and downs of forex you have to respect forex trading business and take it as blessing and always enjoy forex trading business and if you enjoy forex trading business you will be able to learn new stuff the more you learn the better you will get at trading and at forex...
                • #53 Collapse

                  ye to apni apni soch ki bat hay main to samjhta hun kay ye aik blessing hay or ye aik aisa business hay jisay ham part time easily ker satay hen or us kay alawa sab say achi bat ye hay kay ye aik kam waqat main zaida profit danay wala business hay.
                  • #54 Collapse

                    forex trade blessing hai panic un logon ke lye hai jo iss business ko samajhty nahi hain or seekhy bina is ko joining de dete hain or loss utha kar panic ka shikar ho jaty hain .
                    • #55 Collapse

                      forex trading mjhay to sub say acha business lagta hai aur mjhay nahi lagta hai k ye business hame kabhi b zyada tar nuksan de sakta hai.hame chahye k forex ko hum easy len.
                      • #56 Collapse

                        Foreign exchange effects each ad every a person's existence, hiwever if you're beginning Forex currency trading within actions as well as the first thing is certainly going in the direction of understanding, it won't imapct aefersely upon the life actually. It'll impact just upon situation that people aren'6 heading step-by-step.
                        • #57 Collapse

                          Agar hum apni trading ko best way main run karin gye tu main acha bonus mily ga or hum Forex ko bless samjain gye, Agar hum with out knowlegde he Forex trading start kar dain gy tu humain Fore panic ho jaye ga, or hum Forex ko wasting of time khaiyal karain gye, Is liye apni trading main patience factor b rakhna chahiye isi tarah best bonus hasil ho ga.
                          • #58 Collapse

                            Forex trade panic nahi hoti,balke ye to trader pe depend karta hai ke wo kaise apni nerves ko control karta hai aur apne ap ko cool and calm rakh ke trading karta hai,kiunke agar ap panic hogaye to phir ap kabhi is se earn nahi kar sakte.
                            • #59 Collapse

                              ye aik blessing hai students k lye jsme kam kr k wo earning kar skty hain or khd ko support kar skty hain apne expenses khud utha skty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                ap ka sawal bht acha hai aur mujy pasand aya hai aur main yeh hi kahu ga k main nay ap ka sawal parha hai par mujy is ki smj nai i warna main is ka ans zaroor karta auraur allah ka khasoosi Inam hai hamary liye, Forex Jaisa Buisniness is dunya main nai hai ager ap is ko aik dafa achay tareeky sy sekh jaty hain aur samjty hain to.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X