Tabsira:- Crude oil k future analysis for long term trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tabsira:- Crude oil k future analysis for long term trading.
    Aaj hum crude oil k baaray may kuch baath karthay hay iur future may is may kia changes aanay k chances hay ye discuss karthay hay.
    Dear friends aap sabko pata hoga ki crude oil is waqt Ek aisi position per movement kar raha hai jo ki bilkul hi darmiyaan mein hai agar aap iski previous history mein jaen to aap dekh sakte hain ki 2018 or 2019 mein crude oil 70 k kareeb pahunch chuka tha what is the aur bhi upar jane ka chance tha lekin par halat aise change ho gaye aur pure world ko coronavirus ne apni lapet mein le liya jiski vajah se pure world mein oil ki consumption stop ho gai jiski vajah se oil ke prices bahut jyada down a gaye aur international market mein oil ki value bilkul zero per a Gai thi ab jab duniya apne raftar per ravana ho rahi hai to aahista aahista crude oil bhi e upar ki taraf ravana ho gaya hai aur yah is waqt 40 ke aaspaas ghoom raha hai.
    A situations may hamen bahut muhthaath hokar crude oil per trading karna hogi aur jitne bhi bade investis hai hai vah sab ke sab crude oil per buy ke long term trading kar rahe hain iski man bajaya hai ki is ne har Hal mein wapas upar jana hai lekin usmein time lagega ab agar koi bhi aisa investor ya aisa businessman Jo crude oil patrak karta ho aur vah long term trading ke liye ek ase strategy banaen ke use crude oil se bharpur fayda Hasil ho to use chahie keva vah sabse pahle apne bonus ko yah apni investment ko majbut Karen aur jitni aapki investments jyada hogi utna aapke jyada profit ke chances hai aur ek standard lot ke sath is per buy ke trade open Karen aur uska ka say kam 60 TP lagaaye to use bahut jyada fayda sale hoga ismein Koi shak nahin case mein kafi time lag sakta hai lekin yah Ek long-term trade policy hai aur is 100% profit ke chances hai isliye main har member ko yahi mashvara dunga ki agar aap is chij ko effort kar sakte hain to jarur is strategy ko follow Karen ismein bahut jyada profit k chances hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tabsira:- Crude oil k future analysis for long term trading.

    crude oil per trading karne ke liye maximum traders wait kar rahe hain aur iski vajah yah hai ki vah iske bare mein abhi tak decide nahin kar pa Rahe Hain ki iska trend aane wale dinon mein kis taraf hoga aur yahi vajah hai ki members agar is per koi bhi long term trading karna chahenge to yah ek degrees ho jaega aur big risk lene se members avoid kar rahe hain aur iski vajah yah hai ki crude oil ki movement ke bare mein kuchh bhi confirm nahin kaha ja sakta hai ki yah ab kis taraf ko Ho jayegi aur yah bhi depend karta hai ki crude oil ki prices bahut ek dum se hi upar chali jaenge ya yah bhi ho sakta hai ki iski market bahut hi zyada down ho jaaye members ke liye yah important hai ki agar unko is per apni trading ko continue karna hai to members is per long term trading na Karen aur iske liye member short term trading kar len aur jab member short term trading karte Hain to is tarah Se unko regular earning a Rahi hoti hai aur iske liye members ko maximum intezar nahin karna hota hai aur agar is per Koi member ya decide kar lega ke long term trading karna hai to members ke mind mein yah baat bhi honi chahie ki yah ek aisa risk hoga ke jiski vajah se members ko maximum nuksan bhi ho sakta hai aur yah baat isliye important hai ki members ko koi bhi trade open kar lene se pahle bahut acchi tarah Se decisions lene hote hain aur jab members acche decision lete Hain to is tarah Se Hi members ki trading on ke liye successful sabit hoti hai aur decision Lena Hi maximum important hai aur koi bhi member apne decision apne experience ki base per leta hai
    • #3 Collapse

      Re: Tabsira:- Crude oil k future analysis for long term trading.

      my dear friend forex trading k business main oil ki trading main kuch sort e hal kafi time se ayse hain k koi bhi es ki trading kar k acha profit nahi lay rha hai q k sub he yah janty hain k esi sal oil ki jo movement thi wo zero k pass ho kar wapas ja rahi hai jo abhi tak apni price actuall main nahi aya hai jis k baise abhi tu long time ak oil main trading nahi ki ja skti oil apni wapsi pakry ga laken abhi time lagy ga qk abhi oil 40 k pass hai es ny or agy jana hai es liye ayse sort e hal main trading se hmain faida nahi mil skta hai

      forex trading k business main oil ki trading kafi time se kafi risky smjhi ja rahi hai or os main loss hony k chances kafi hain tu mera nahi khyal hai k abhi en pairs main trading krna bahter rahy ga q k har tarder k pass or bhi trading k liye kafi pairs hain jin main market estable bhi hai or aghr analysis k bad un pairs main apni trading karen tu wo bhi forex main kamyab ho skty hain or apni trading ko bhi bahter kar skty hain or un main achi earning kar skty hain forex main hmaisha risk ko manage kar k kam karny se hmain faida milta hai

      forex main jo log apny kam ko bahter tariky se nahi karty hain wo kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain apni trading ko soch smjh kar or os main acha profit lany k liye apny kam ki quality ko bahter krna hoga jis k bad hum success haisl kar skty hain or apni trading ko bhi bahter kar skty hain kbhi bhi risky pairs main trading na karen qk ayse pairs main jub loss hota hai tu account bhi save nahi rahta hai es liye soch smjh kar apna kam karny se he hum apni trading main success hasil kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Tabsira:- Crude oil k future analysis for long term trading.

        ap bilkul theak kah rahay hn aj kal curde oil sabh sa most loved exchanging ja raha hy unrefined petroleum ki circumstance ka apko thought hona chahay r raw petroleum per exchanging karna hogi aur jitne bhi bade investis hai vah sab ke sab raw petroleum per purchase ke long haul exchanging kar rahe hain iski man bajaya hai ki is ne har Hal mein wapas upar jana hai lekin usmein time lagega stomach muscle agar koi bhi aisa financial specialist ya aisa money manager Jo raw petroleum patrak karta ho aur vah long haul exchanging ke liye ek ase procedure banaen ke utilize unrefined petroleum se bharpur fayda Hasil ho to utilize chahie keva vah sabse pahle apne reward ko yah apni speculation ko majbut Karen aur jitni aapki ventures jyada hogi utna aapke jyada benefit ke chances hai unrefined petroleum ki costs bahut ek dum se howdy upar chali jaenge ya yah bhi ho sakta hai ki iski market bahut hello there zyada down ho jaaye individuals ke liye yah significant hai ki agar unko is per apni exchanging ko proceed karna hai to individuals is per long haul exchanging na Karen aur iske liye part momentary exchanging kar len aur poke part transient exchanging karte Hain to is tarah Se unko ordinary acquiring a Rahi hoti hai aur iske liye individuals ko greatest intezar nahin karna hota hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Tabsira:- Crude oil k future analysis for long term trading.

          hamy crude oil pair ke present movement ko dakth kar trade lagane chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty hasil kar sakty hain hamy kabe be movement ko bagar watch kiey bagar kabe be trade nahe lagane chahey hamy trade ko soch samj kar lagan ho ga agar hum new trader hain to hamy is mai short tram trading karne chahey agar hum expert trader hain to hamy is main long tram trading karne chahey

          اب آن لائن

          Working...
          X