FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha
    ASalam oaleikum dear members jesa k mery mozu ka unwan ap parha ha is k smjhna bht zrori ha q k ap jis country ki currency par trade krna chahty ha us country k halat ka ap ko mukamal idrak hona zrori ha agr ap kisi mulk k halat jany bagher is ki currency par trade kry gy to loss k chances bht ziada ho gy. Kisi mulk k halat ka andaza uski maeshat ko r us k political halat ko dek kr sahi idea lagya ja skta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

    Assalamu Alaikum friend Mein Karta WhatsApp khairiyat Se Ho Gaye Hamesha forex in ke liye country ke halat dekhne chahie ke Jis country Mein of Alexa rahe hain yah Jahan se aap paise vasul kar rahe hain use country ke halat dekhne chahie Agar use country ke halat acche Honge to aapko bhi achcha milega aur aap portrait per munafa Bhi Jyada Hoga isliye Hamesha is baat ka pass Khyal rakhen ke country komedi Najar rakhiye trade lagaen Agar country Thi class mein Hoga aur Taki Aata hoga to aap Jyada Se Jyada dollars Hasil Honge agar aap Kisi hard Sath Jyada country per trade lagaenge to vahan per aapko loss ho sakta hai aur Hamen chahie ki Aise country per bilkul bhi trade na lagaen Kyunki vah milk to pahle hi do Baba hota hai aur ham ulta Unki help karne ki vajah unhen loot Rahe Hote Hain
    • #3 Collapse

      Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

      hamy zaraf market mai kam karna ho ga or hamy market ky bary main he information shear karne chahey market ke movement up or down hote he rahte hain jab market ke movement up ho to hamy is mai amount invest karne chahey agar market ke movement down ho to hamy is main trade nahe lagane chahey hamy trade lagany ky har aik rules ko pora kar ky he kamyabe hasil ho sakte han
      • #4 Collapse

        Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

        Ji han bro aapne theek ka hai trading karne ke liye hamen har country ki ki news ko follow karna hota hai aur mulk ke halat ko dekhna padta hai uske mutabik hamen trade open Karni hoti hai isliye hamen trading karne ke liye sabse pahle knowledge ki jarurat Hoti hai jitna hamare pass achcha experience hoga itni jaldi ham kamyab aap ho sakte hain yah hamare liye accha business hai
        • #5 Collapse

          Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

          Gee nahin aisa nahin hai forex mein her mulk kay haalaat asar andaaz nahin hotay hain balkay unn mumalik kay haalaat per humari nazar honi chahyea jin ki currencies per hum forex mein trading kertay hain kyun kay sirf wohi mumalik forex market per asar andaaz hoti hain jin ki currencies forex market mein use hoti hain
          • #6 Collapse

            Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

            hamy is mai kam karny ky liey kese be country ky halat jananay ke need nahe hote hamy market ko achy sy samj kar is k up hony par kam karna chahey hum is main hafty mai 5 din trading karty jab market close ho jay to hamy apny time ko west nahe karna chahey hamy is main posting karne chahey hum is main aik din mai aik account main 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily he meyare kam karna chahey
            • #7 Collapse

              Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

              Forex mai app osi country k halaat dekhty hain jis pair mai app entry le rahy hoty hain. Agar os pair ki koi news ho ya koi event ho jo high impact wali ho to os pair sy door rahein. Humy news sy economic conditions ka pata chal jata hainoski forecast kar k to hum os pair mai trade lety hain buy ya sell ki.
              • #8 Collapse

                Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

                yes dear apki baat theek hay k agar ham is markeet main kaam kartay huway yeh jaannay main success hain k ham har aik country k halaat ko jan saktay hain to ham har us trades main kamyaab ho saktay hain jisk baray main ham ko sahi informations hain wo is liye k forex markeet wahid aisa business hay jis main jub tak ham kisi country ki situations ko nai jantay hain tab tak ham us pair main say kuch hasil karnay mo mumkin nai bana saktay hain jisk liye yeh baat zaruri hay k ham markeet main kaam akrty huway yeh sab kuch jaan kar kaam akrain.
                • #9 Collapse

                  Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

                  Ge Han yeh bt darust Hy k hmm foreign currencies ma trading k waqt es baat Ka khyal rakhein k es waqt us mulk k Kia halat Hy hamy unko made nazar rakna chye k us mulk ki stock exchange Kasi kasi jarahi Hy Kia aj index baths Hy ya loss zada hny ki suraat ma investment Kam hogye hai in SB baton k ilawa mulk ki GDP and financial system k sth sth political system ko be dekna chy k kia horaha dhsray desh ma or kasy hmm faida ly skty Hy foreign currencies Ka jb wo profit ma jari hon to
                  "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                  • #10 Collapse

                    Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

                    G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men koi bhe kam jaldi men nahin akrna chahey kun kay agar hum a men jaldi karty hain tu hamen as men bahut nuksan hota hy as lia hamen forex men trading karny say pahly market ko achy tarah say check kar lena chahey tabhy hum as men achy kamyaby hasil kar sakty hain ur hamen as men koi bhe kam jaldi men nahin karna chahey kun kay agar hum forex men jaldi karen gy tu hamen as men koi bhe faida hasil nahin hoga ur hum as men nakam ho jaty hain as men dil say kam akrna hota hy hamen as men saber kay sath trading karny chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

                      Tmam country ki currency rates k bary mn knowledge hona chahye agr ap trading start krty han to
                      • #12 Collapse

                        Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

                        Forex trading International trading hai jis mein Ham different countries ke sath trade karte hain Hamen chahie Ham Jis country ke trade Karen Uske market ups and downs ko bhi note Karen forest reading bahut Achcha platform Hai Jahan Ham Kisi bhi market ki trade ke bare mein jaan sakte hain Kisi Bil trade karne se pahle US country ki halat ko andaza Lagana chahie Uske bad uske sath trade Karni chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: FOrexing k liay kisi b country k halat ko dekhna zrori hota ha

                          Assalamu Alaikum Forex friends toaster Jaisa ke topic Se Hi Zahir ho raha hai.Hamen market ki information rakhni chahie Hamen Kisi bhi Mulk ki market information zaroor honi chahie Jo ke Hamen trade Lagane aur profit ke zyada se zyada chances a ke liye bahut zarori hoti hai.Hamen market information Hogi tabhi Ham trade Mein loss se Bach Sakenge.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X