Sawal: Bollinger band main "price bounce" say kia murad hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal: Bollinger band main "price bounce" say kia murad hay?
    Alla senior members! Forex main bollinger band use karty huye jab ye cross over hon to isko price bounce ka name dia jata hay. Ap members ko is main explanation karni hay keh price bounces actually kia hay aur iskay liye hamain kia trading strategies use karni chahiye keh achi earning ki ja saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal: Bollinger band main &quot;price bounce&quot; say kia murad hay?

    Technical Bollinger band trading strategy
    Assalamu alaikum trading members jaisa ki aapko maloom hai the technical indicator best trading indicator hai ismein aapko 3 line just like river trading guide line milati hai aur market ki movement ke bare mein Dada kar sakte ho aap isko best trader oscillation bhi Kaha jata hai market mein volatility ko monitor karta hai aur display karta hai.
    Jab bhi market upper band breakout karti hai next candle agar completely outside close ho jaaye to usko turant continuation Kaha jata hai aur breakout price bounce back kahan ja sakta hai is main aapko trend mein hi trading Karni chahie friend se aapko scalping trading ki information mil sakti hai aur short term ke liye reversal trade ki bhi indication mil sakti hai. Bollinger band trading indicator market mein overbought and oversold condition gobhi display karta ha.i
    Forex trading members bollinger band mein jub market lower band ky outer side close ho jaaye on a scandal opposite side pic load ho jaaye to aapko samajh Lena chahie ki ab trend reversal hai aur aapko middle bahan ka open karke stop-loss laga lena chahie take profit aapka middle band Hona chahie aapko accha profit mil sakta hai.

    Trading members aapko technical indicators use karne ke liye candlestick chart pattern mein current situation ke bare mein maloom Hona chahie aur aapko big time frame select Karke trading market mein bollinger band use karna chahie agar aap lower brand use karoge to aapko long term trade entry mein confusion ho sakti hai agar aapane scalping trading entry leni hai aur instant ke liye pending order execution karni hai to aapko lower time frame use karna chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Sawal: Bollinger band main &quot;price bounce&quot; say kia murad hay?

      bollinger band se muraad hai k is se apko markeet ki movement samajh a jati hai jis ki nase pe Ap bahut agay tak ja sakte hain Trading mein members Techincal imdixators use nahi krte meray khayal se candles r indicators ko lazmi use kiya karen ta k hmen Achi earning ho Aur hamray knowledge mein izafa hota rhy.
      Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
      • #4 Collapse

        Re: Sawal: Bollinger band main &quot;price bounce&quot; say kia murad hay?

        Agar ham apni trading main Bolinger band indicator ko apply ker ky trade continue kerty hain tou phir hamain bollinger band per market main trade kerny ja complete knowledge hona bahot zaruri hai ky agar market ki movement bollinger band main center line per hi hoti rehy tou hamain wait kerna chahiay ky jab market main koi bhi candle isterha creat ho ky center line ko touch na ker rehi ho tou aesy time per hamain usi direction main trade open ker leni chahiay jis direction main candle complete hui hai ky bollinger band main market ki movement ki yehi indication hoti hai jis ko follow kerty huey hamain market main trade enter kerna hoti hai jab ham same indication per trade open ker lety hain tou phir hamain market ko continue observe kerna hota hai ky jab market hamari open trade ky against movement kerna shoru kerti hai tou aesy time per hamain trade close bhi kerna hoti hai tou same movement ko hamari open trade ky against start hoti hai uski confirmation hamain tab hi hasil ho sakti hai jab market main price rebounce hoti hai tou hamain market main price rebounce ko samjhna bahot zaruri hai ky isi terha ham bollinger band indicator ko apply ker ky hi best trade ker sakty hain

        Bollinger band price rebounce ki indication hamain aesy time per milti hai jab market center line sy kisi bhi aik direction main movement kerty huey side wali lines main sy kisi aik ko touch kerti hai aur usky bahd next candles main sy koi aik candle bhi isterha creat hoti hai ky woh side line ko touch na ker rehi ho lekin reverse order main creat ho tou wahan sy price rebounce ka action start ho jata hai ham wahan sy market ki reverse order main movement per trade open ker sakty hain kyun ky jab market rebounce hoti hai tou reverse order main big movement expected hoti hai jis sy ham bahot zyada faida hasil ker sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Sawal: Bollinger band main &quot;price bounce&quot; say kia murad hay?

          Bollinger band ik technical indicator hai jo market ki volatility ko measurr karny ma use hota hai or ye market ki overbought or oversold states ko b indicate karta hai. Jb market stable hoti hai to bands contracts kr jaty hain or jb market ma tezi hoti hai to bands expands kar jaty hain. Jb market stable hoti hai to both bands ik dosray k close hoty hain jb marker ki price up move karti hai to dono band ik dosray sy door ho jaty hain. Jo upper or lower band hai wo volatility ko measure karty hain ese waja sy bands market ki changing k sath sath auto sy adjust hoty rehty hain.

          What are bollinger bands.

          Bollinger bands mainly 3 lines par plot hoty hain. Upper band, middle line or lower band. Jo middle line hoti hai wo simple moving average ko show karti hai. Jo k zayada tar charts ma 20 periods par pehle sy he adjust hoti hai jo kuch traders k lae sahe hai. But bhot sy trader esko apni marzi k sath change b karty rehty hain. Jo upper or lower bands hoty hain wo 2 standard deviations ko middle k uper or nechy show karty hai.

          The bollinger bounce.

          Forex trader ko ik bat pata honi chahe bollinger band k bary ma k price hamesa middle line ki taraf wapas ati hai . Ye he idea bollinget bounce ko janam deta hai. Ye bounces es lae occur karty hain k bollinget band dynamic support or resistance level k tor par act karta hai. Ap es ma jetna longer time frame use karyn gy etny he strong ye bands hon gy. Ye strategy us market k lae best hoti hai jo ik ranging market hoti hai kiu k usk andar kio clear trend ni hota. Ap agr es idea ki base par trade karna chahty hain to apko bands ki width ko zehan ma rakhna ho ga. Jb bollinger k band expand kar chuky hun to asi sorat ma trade na karyn ye indication hai k market stable hai ya ranging mode ma hai. Jb band contract kar jayn to he trade open karny ka sochyn.
          • #6 Collapse

            Re: Sawal: Bollinger band main &quot;price bounce&quot; say kia murad hay?

            bollingar band aik bahut he acha is main hamare pas band hae jis ke madad se hum ache tarah se is main kuch gain kar sakte hain hum jitna zayada is main sahe tarah se kam kar jate hain to hum yahan se kuch na kuch to success hasil kar he lete hain to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kiya karen sahe tarah se ache tarah se km kara karen or in ko follow karte howe he hamen sahe tarah se kam karna ho ga hum jitna zayada sahe tarah se is main kam kar jate hain to hum is main success bhe hasil kar he lete hain lakin hamen cahiye ke hum sahe tarah se inko use karte rahen or is main inko kabhe bhe hamen ignore nhe karne cahiye q ke is main bahut acha knowledge hota hae to hum jitna sahe tarah se isko use karte hain hum yahan se bahut kuch hasil kar he sakte hain bas hamen is main mehnat sahe tarah se karne cahiye take hum yahan se kuch na kuch hasil kar saken hum jitna zayada ache tarah se is main kam kar jate hain hum yahan se kuch gain kar saken hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam kar saken jitna ache tarah se hum is main kuch hasil karna cahte hain hum yahan se kuch na kuch to hasil kar he sakte hain agar hum is main apne kam ko acha kar he jate hain to bas hamen apna kam jo hae wo sahe tarah se karna cahiye hum jitna ache tarah se is main kam kar he jate hain to yeh hamare liye he faida hota hae or is tarah se he to hum is main success hasil kar jate hain bas hamen apna kam ko acha karna hota hae jitna acha hum is main inko technically samajhne ke koshish karte hain hum yahan se succss hasil kar he jate hain
            • #7 Collapse

              Re: Sawal: Bollinger band main &quot;price bounce&quot; say kia murad hay?

              dear members , forex trading me mukhtaif qisam ke indicators majoud hoy hain ,inko samanjy klye bht ziada time lagat hy . inme se kuch indicators bht ziada important hain .unme se ek bollinger band indicator bi hy .is type ka indicators hamen market ki movement ko samajny me mada deta hy hamen paata chal jata hy keh market next time me kahan move kary ge.yeh ek trah se market ki volatilaty aur flow ko show kar raha hota hy . agar hamen isko samajny ki kosish karen gy to hamari yrade profitable ho saky ge kyukeh hamen pata hoga keh agly lamhy me market ki fluctaution kahan honi hy isi tarah yeh market ki overbought aur oversold ko measure karny klye bi istimal kia jayta hy . ab agar kisi ko yeh ni pata hy bands kia hoty hain to me us bary me bi batat chalon keh jb jb market bands apas me ek dosry se conect hoty hain to market me ek dam se achanak se tezi ati hy aur jb yeh bands apas me dor ho jaty hain in me bht ziada gap show hota hy to market ka flow thora ruk jata hy . jb jb ap dhken gy keh market apni rormal halat me chal rhe hy matlab keh na e buyer ka takeover hy aur na e seller ka takkeover . to is halat me bands ek dosry ke sath bht ziada close hoty hain . isi trah agar apne andaza lagana ho keh prices kaisy pata chly ge to jb bi market ki prices up hony lagti hain to dono bands ek dosry se door ho jaty hain , is me bi 23 tarah ki lines hoti hain jo middle line hpti hy wh market ki average position ko show kar rhe hoti hy .same isi tarah jo baki 2 lines hoti hain unhe as upper bands aur lower bands bi kahan jata hy ,
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Sawal: Bollinger band main &quot;price bounce&quot; say kia murad hay?

                dear friend, bollinger bands technical indicators hain jo market ki volatility ko measure kartay hain aur overbought ya oversold conditions ko identify kartay hain, ye hmain market ki taizi aur slowness ka btatay hain, in ma three bands hotay hain jin ko upper band, middle line aur lower band kahtay hain, jb market slow hoti ha to ye bands aik dusray k kareeb hotay hain aur market k fast honay par ya prices k upar janay par ye contract hotay hain aur aik dusray sa dur ho jatay hain, upper aur lower bands market ki volatility ko measure kartay hain aur ye bands market conditions ma auto par adjust hotay rehtay hain, in bands ma middle line simple moving average ha, bollinger bands ma prices hmesha middle line par return honay ki koshish karti hain isko hm bollinger bounce ya price bounce kehtay hain aur ye bounce us liay hota ha q k bollinger bands aik dynamic support aur resistance ki tarah act kartay hain, jb price fluctuation increase hoti ha to upper aur lower bands wide ho jatay hain aur jb price fluctuation decrease hoti ha to ye price range ki taraf contract hotay hain, us tarah ye volatility aur relative price level ko certain time period ma compare kartay hain, ye hmain buy aur sell k signals faraham nhi kartay bl k sirf ye indicate kartay hain k prices kis tarah apnay mean k mutabik high aur low move kar rahi hain, price rebounce ki indication hmain ua waqt milti ha jb market centre line sa kisi aik direction ma upper ya lower band ko touch karay, is tarah ki moments ko price bounce kehtay hain jo upper ya lower band ko touch kar k dobara center line ki taraf jati hain

                اب آن لائن

                Working...
                X