time frame ka use
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    time frame ka use
    Dear is post main time faram per bat karna chahta ho , ham ko kiss level ka frame chooze karny ki zaroroat ha. q k jab ham indicator ko daikhty hai to us se ham ko different time ka frame nazar aty ha. 1 m se la kar 1 month k frame hai per ham ko kon sa frame use karny ki zaroorat hai. to dear is bat ka depend hota hai k hamara capital katna hai or ham kiss strategy ko deal kar rahy hai. short term ya long term . q k agr ham short term trade kar rahy hai to ham k ochahy k ham 30min and 1hour ka chart theak hai per agr long term hai to phir ap ko 4 hour or week ki frame use karin to zyda faida mand sabat ho sakty hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: time frame ka use

    اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
    Dear is post main time faram per bat karna chahta ho , ham ko kiss level ka frame chooze karny ki zaroroat ha. q k jab ham indicator ko daikhty hai to us se ham ko different time ka frame nazar aty ha. 1 m se la kar 1 month k frame hai per ham ko kon sa frame use karny ki zaroorat hai. to dear is bat ka depend hota hai k hamara capital katna hai or ham kiss strategy ko deal kar rahy hai. short term ya long term . q k agr ham short term trade kar rahy hai to ham k ochahy k ham 30min and 1hour ka chart theak hai per agr long term hai to phir ap ko 4 hour or week ki frame use karin to zyda faida mand sabat ho sakty hai.
    Time frame ka use bht achi post ha dost ap logo ki waja sy hum new logo ko experience milta ha or taring hasil huti ha apkea thanku .post main time frame per bat krna chata ho,. Ham ko kiss level ka frame chooz karma ki zarort ha q k jb ham indicated ko daikhaty ha to us se ham ko different time ka frama nazar ata ha q k age ham short term trade kar that ha to Ham k ochahy k ham 30 sy 40 min and 1...2 hour ka chart theak hai per agr long term ha to phir ap ko 4. 5 hour or week ki frame use karni to zyda faida man's Sabat ho sakty ha thanku
    • #3 Collapse

      Re: time frame ka use

      aapki baat bilkul theek hai agar aap time friend ka istemal nahin karte Agar aapane ek time table nahin banaya vah to aapko Forex per kam karne mein bahut jyada pareshani ho sakti hai aapko chahie kya time ko manage Karen aap apni management karenge time table banaenge to aapko kam karne mein aasani hogi aur aap ek achcha bola sar kar sakenge, koshish karen ki aap learning per focus Karen apni learning ko continue Karen aur apne kam karne ke liye ek time table banaen time frame ki bahut jyada importance hai agar aap ek strategy banayenge ek time table banaenge aapko kam karne mein koi problem nahin hogi aur aap jyada se jyada fayda Hasil kar sakenge.
      • #4 Collapse

        Re: time frame ka use

        dear forex market main kaam kartay huway ham jo bhi time frame say kaam ko start kartay hain hamaray liye wo bahut ziada aehmiat rakhta hay aur agar ham is markeet main aisay he bay tukkay tareekay say kaam kartay hain aur kabhi bhi legal ho kar is markeet main kaam nai kartay hain aur kabhi bhi ham trend ki informations sy kaam nai akrtay hain to hamara is markeet main kaam karna aur isay samjhna na mumkin hay jisk bad hamaray liye is markeet main bay tukka lose bhi hay aur ham aisa kartay huway is markeet say kuch bhi kama nai saktay hain.
        • #5 Collapse

          Re: time frame ka use

          Ji han bhai aapane bilkul sahi Kaha Mein Forex forum a timeframe ka use karna chahie Jitna Jyada Ham time table ke sath Forex forum Mein kam Karenge Uttara Jyada Hamare liye fayda Hoga aur ham Kamyab ho sakte hain isliye main chahie ki Jyada Se Jyada Hamen Forex forum Mein Manata hardworking Karni chahie aur Apna bar ka jo Hamen daily basis kar diya jata hai use target ko complete karna chahie Kyon Itna Jyada Ham time frame ke mutabik kam Karenge Itna Jyada Hamen Achcha fayda Hoga aur ham Kamyab ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: time frame ka use

            Dear friend time frame ka use karte hue Ham apni trading ko perform karte hain basically time frame main Ham 1 hours 4 hours oneday aur 1 month ki strategy banate hain jisse Ham apni trading co H1, H4 D1 aur D14l5 se compare karte hue apni trading co kamyab banane ki koshish karte hain hamesha positive nahin aur apne kam ko kamyab banane ke liye struggle ka Tera Karen information on knowledge ke sath apne kam ko pranam Kiya Karen aur timeframe ka jarur khyal rakha Karen agar aap long time chatting karna chahte hain to aapko D1 aur D15 py karni hoti ha trading karni hoti hai agar aap short term trading karna chahte hain to aapko h1 aur h4 time frame per apne karm ko carry on karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: time frame ka use

              Ham Sabko sabse best time frame use karna chahie Agar Ham Sab Yahan per mehnat Karenge To Ham Kamyab Honge sochiye Hamen chahie posting Karen aur Usi time post Karen aur Usi time online aukat Karen Hamara time frame change hoga to isase Hamara bonus level bhi kam aaega sorry isliye Ham Sabko Yahan per mehnat Karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: time frame ka use

                A.O.A to all freinds ......
                Han g jaisa k tpoic hai k time frame ka use krna chahia han time frame ka use hamary liay bahut hi fida mand tool hai trading k liay because trading her time mauzo ni hoti hai is k liay ap ko time ba 4thime aour daily basis py market ka analysis krna ho ga aour chart ko samjhna ho ga kon sa time mein ham ager trade open krain to profit mil jaiy ga ,,,,,,
                Ap sir position banty hi trade lagani chahia jaisa k forexample agr tred down worrd hai aour pher kuch indicator milty hin uper trend k to foren ap ko buy py order open krna ho ga aour target profit rkhna ho ga aour stop loss bhi lgana ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: time frame ka use

                  Forex Mein acche time ke Hamesha acchi Kadar Karni chahie Jab Bhi Ham Apne time Ke mutabik Apna target pura karne ke liye Ham subah subah timing are just Karte Hain Jab Hamari timing Agar adjust Ho Jaaye To Hamara target adjust ho jata hai isliye Hamen chahie target Har Surat Mein complete karne ke liye Apna time aayega just Karen Aap Jaisa Karenge to forex business aapko acchi kamyabi ke sath sath acche analysis Dekha aapko kamyabi Dekha Achcha profit Dega Is Tarah aapke liye train kamyabi Har Surat Mein milegi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: time frame ka use

                    trading kerty hoya jo diffrent time frames diya jaty ahn un main se aik ko bhi humain apni trading order lagaty hoay ignore nhi kerna chahiy jub bhi hum trading order lain tu 5mint waly chart se lay ker MN chart tak humain us pair ko analyse kerna chahiy chahy humari trade sort ho ya phir long term trade ho is se humain market ki movement ka pata chulta ha .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X