What do you advice to new forex traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    new taraders ko chaie ke apni trading pehle demo account se start kare or or apne trading amin jaldbaazi naa karain or emotions par control kaian or trading main lot bilkul kam use karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      mere dost main khud bhi forex mein new hi hn laken jo bhi new traders hain unhain chahye k forex k barey main aapko puri jankari jab tak na ho aap is main start na karain or thek se parhney k bad or khoob practice k baad aap is ko join karin ta k aap khush bhi aur mutmain bhi hn apni trading se.
      • #693 Collapse

        Bhai jaan me to new trader ko yehi advice do ga ke jab bhi new trader is kaam m enter hone se pehle forex ko ach ese seekhe aur is kaam ka tajurba hasil karen then is ko start kare.......
         
        • #694 Collapse

          main tu yahi kahn ga k yaar aagar aap new ho aur first time trade kar rahy ho na tu kam sa kam karu bcz agar aap lloss karty ho tu aap kuj bhi nahi hoga agar ao ziada loss karty ho tu aap dil har jau gay aur trading ko khair abad bhi kah sakty h
          • #695 Collapse

            yaar meri sugesion to yeh hai k dil laga k kaam karo means hardwork karo aur jab bohat kuch sekh jao to sab ki madad karo means k un ki jin ko is forum ya forex kay bar me zayada nhi pata hota hai so get knowledge and help others
            • #696 Collapse

              main advice dunga ke phele forex ko smjhen seekhen then demo account bana ke practice karen kyunke jitna experience apke pas hoga utna acha hga apke liay aur ap utne hi asani se earning kr skenge
              • #697 Collapse

                new logon ko ma ye advice karta hoon kay achi tarah sekehen je phir trading ka start liya jay forex is the best business of the world bagair knowledge k kuch trading karnay ki kuch skills kay begair ap trading mei agay nahi jay gay sekhna zaruri ha plang honi 323hrgy chaye kaam karnay ki hard work bohat cheez hoti ha kamyabi phir milay gi
                • #698 Collapse

                  mai khd aik new tarader he hun lakin mai ny jo bat forex mai sekhi hai wo ye hai kky ap kbhi bhi ziada kilalach na kru warna wo apky ly nuksaan dy hu skta hai.ye aik main point hai
                  • #699 Collapse

                    jnab apnay bilkull thik kah ha me apki is bat say bilku agree hun trading me humesha sub kych apki knowledge pay hi depend hai ager appki knowledge aci hai to sub kuch acha hai
                    • #700 Collapse

                      Brother main yehi advice dena chahun ga k jab ham forex k buisness mein enter hote hen to humen chaiye k ham mehnat k sath kam karen to phir humen ek acha knowledge hasel ho ske ga is buisness say
                      • #701 Collapse

                        dear members mera advise new traders ke liye yahi hai ke tradin g start karne se peh;le demo account pe trading seekhe jab ap trading ke bare me learning complete kar le practice or experience ho jae phir start kar le
                        • #702 Collapse

                          I think every new trader Just in case try to help learn additional AND extra to get your brilliant knowledge, AND need to help make ones hard work, AND ALSO prolonged time frame struggle to acquire your current success within forex, thus he Just in case make full concentration IN ADDITION TO focus at operate
                          • #703 Collapse

                            New traders ko chayaa k wo ipni full energy apny business per laghy . hardworking aur care say he wo aik achy traders proof hu ghy.
                            • #704 Collapse

                              dear forex k new taders ko ak hi advice ha g wo forex me trade krte hue hud ko kabu me rakhe or hud ko trade krte hue lalach se dor rakha kre fore bohat hi risky online business ha is lie be careful in forex trading
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                Bhai jaan meri to new traders ko ye advice hai ke jab bhi ap forex me enter hon to ap ko chayye ke forex ke har points seekh kar enter hon is kaam ka rajurba hasil karen then trading karen.......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X