Forex mein trading k loss ke loss ko kase kam kia jata hai....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein trading k loss ke loss ko kase kam kia jata hai....
    Forex forum mein trader ke lye loss ko kam karna mushkil hota magar ye impossible kam bi nahi hai Jo kia hi na ja sken. Ye bohat important kam bi hai. Forex mein loss ko recover karne ki zrort trader ko kisi bi wakat par sakti he.
    Hemn is Emin aik unique strategy se kam karna hota hai. Trading mein loss ko kam karne ke lye multiple methods use kie jaten hein. Is mein Indicators ka khas khyal rkhna chahye aur emotions ko kabo mein rkhan chahye. Hum loss ko recover tab hi kar ksten jab hmen full confident hoga. Apne ap mein confidence paida kren. Market ke funda3aur techinal analysis k bad trading karni chahye. News ko ziada se ziada importance drin. Agar ap minimum lot size rkhen gy to hum kamyab ho skten hein aur apne loss ko recover kar skten hein. Market mein hedging aur scalping tradi g stretchy se bi loss recover ho skta h. Loss ko recover krne k lye ziada se ziada mehnat kren aur knowledge hasil kren.
    Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein trading k loss ke loss ko kase kam kia jata hai....

    Assalam o Alaikum all dear members, jesa k mauzo ka sawaliya andaz me unwan hai k trading me loss ko kam kesy kia jaega, dosto loss hony par pehly pareshan nahi hona apna mind set esy andaz ka positive banana hai ap ny, or jab loss hojae to wo loss ka reason or is ki ghalti ko find out karein or osy sudhar k pir trading karein automatically ap ka loss recover hojaega 😍
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein trading k loss ke loss ko kase kam kia jata hai....

      Assalamualaikum dear friends!
      Business koi b ho Jahan apko profit milta ha wahn apko loss ka b samna krna or skta ha
      Loss k chances ko minimize krny k liye trading krny se pehly risk dekh liye kren k Jo trading apnkr rahy Han risk k kitny chances Han or is risk ko manage kesay krna ha isk liye anlysis ki zarurt prti ha almost sab hi forex me trading anlysis se familiar ha agr apko knowledge nai ha k analysis ka to ap trading na kren wrna apko kafi loss's hoskta ha ....trading krny se pehly analysis kr k hmesha marker ki movements ko chl kren
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein trading k loss ke loss ko kase kam kia jata hai....

        Trading Mein loss ko kam karne ka sabse best Tarika yah hai ki ham apni usi strategy ko demo account per apply Karen aur usmein maujud mistake ko find karne ki koshish karen aur in ko ignore karne ki bjae in ka Achcha solution find Karke in ko remove karne ki koshish karen Jitna Ham apni mistakes ko kam Karenge utna hi Achcha kam kar Sakenge aur utani hi acche tarike se apne losses ko trading se kam karne mein Kamyab Ho Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein trading k loss ke loss ko kase kam kia jata hai....

          Forex main loss ko Kam krny ka bhhht sy tariky Hai Saab sy phly to ap NY loss hony sy darna nai hai blky qomu ap ko recover krna Hai or udher h trading choor KY ApNy demo account main Jay or apni khamiyo ko Kam Kary or ziada sy ziada practice Kary ta KY ap ko profit mily or ap loss sy baxhy rahy or aik axhy or experience trader bn saky or ApNy loss ko Kam Kary ziada sy ziada knowledge hasil kary or ziada sy ziada practice kary
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein trading k loss ke loss ko kase kam kia jata hai....

            dear friend agar aap trading mein loss ko recover karna chahte hain ya apna loss kam se kam rakhna chahte Hain to aapko demo account py training lene ki jarurat hai jitna jyada aap demo account per practis karte hain nahin aapki trading skills improve hote hain aur FIR aap jab real account per kam karte hain to aapko bahut hi achcha mauka milta hai acchi earning karne ka hamesha regular hokar apne kam ko perform karte Raha Karen learning training lete Raha Karen aur jyada se jyada information aur guideline lene ke bad apni trading co perform Kiya karen to aapko kabhi bhi bahut bada loss nahin hoga
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein trading k loss ke loss ko kase kam kia jata hai....

              Forex trading mein Agar aapane elu's ko kam karna hai to aapko chahie ke aap pahle demo account per trading Karen FIR jakar Apne real account per trading Karen to aapko kabhi bhi e lose Nahin hoga Agar use ho bhi Jaaye to use Pareshan Nahin Hoga Na Kyunki vah ek dam account hai vahan ka lose aapka real loose Nahin Hai Lekin really count per Kabhi e bagair soche samjhe trading Nahin Karni Kyunki Agar vahan per aapko lose Ho Gaya to to vah Aapka loose aapko kabhi bhi recover Nahin ho sakta
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein trading k loss ke loss ko kase kam kia jata hai....

                Forex trading mein jab aapko loss hojaye to aapko us loss par ghabrany ki bjaye us ko recover krny ky liye hikmat e amli tyar krni chahye. Aur is ko recover krny ky liye himamt se kam lena cahhye aapko trading mein mayuusi se kam.​Karny​ki bjaye mehnat se kam jari rkhna chahye aur losses ho bhi jaen to darny aur prrshan hkny ki bjaye un ko recover krny ky liye har mumkin koshish krni chahye aur achy analysis par work krna chhaye. Nah ky jaldbazi​mein​trsde karny se aapka faida ho skta hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X