Gold ki movement kyu teez hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki movement kyu teez hoti hai
    Assalamu Alaikum dear friend ji han koi bata sakta hai kisi ne akbhi goor kiya keh gold ki movement kyu itni teez hai other company se hai any explain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

    Gold ki jo movemint hy us my har bnda kam nia kr sgta yy us my bhot zeada risk hota hy jos oo rosk lena buot zeada pasna hota hy who bnd ahi is my kamyab hota hy our usu bndy ko is my faida hota hy jis k pas hut zeada bada dil hota hy who bnda hi agy jata hy is my kamyabi hasil krta hy hamnai to har bndy ki bad ki bata jaia hy ya sba sy mushkil paire hy us my jutan hamya kiss hota hy itna hamya kisi bhi paire my jaia hota hy is liya ham sba ko chiya k ham os my achi trha sy ham trade li kry is my jitan zeada ham kam agay hamya is my kamna chiay to yahi hamari kamyabi ho sgti hy is kam sy
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

      gold ke moment ko analyse karne ke liye members ko bahut acchi tarah Se twerking karna hoti hai aur market per acchi tarah Se member ko mehnat karna hoti hai aur aisa Kar lene ke bad hi members is per acchi tarah Se analyse karte Hain aur jo members apne analysis ko acchi tarah Se continue nahin karte yahi vajah hai ki unko trading karne mein bahut problem hoti hai aur agar members ko acchi tarah Se trading ko continue karna hai to 2 members ko market se related acchi information hasil kar lena hogi aur market se related acchi information aaj ke bad hi members apni trading ko bahut acchi tarah Se continue karenge trading ko acchi tarah Se continue kar lene ke liye members ko experience hasil karke apni reading ko karna hota hai aur jab members apni trading co acchi tarah Se continue karne ke liye experience hasil nahin karte to unko koi bhi help nahin milati hai gold per trading karna isliye maximum risky hai iski vajah yah hai ki member Se is per acchi tarah Se jab Koi trade plan kar lete hain tu is tarah Se iski movement bahut fast hoti hai aur yahi vajah hai ki members ko FIR iski vajah se nuksan ho jata hai members ko agar acha experience nahin hai to unko big pairs per apni trading ko continue nahin karna chahie aur members ko bahut acchi tarah Se apni trading co continue karne ke liye apne experience ko bahut acchi tarah Se improve kar lena chahie
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

        hay member kya hal hai aapke main karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge aaj Jo question kiya kya hai vah hay gold movement ke loan ke bare mein gold ke moment market mein bahut jyada tej hoti hain isliye hamen gold ki movement kandha sa bahut mushkil se hota hai gold ke moment Kanda chal ganne ke liye jaruri hai ki Ham isko bahut acche se analyse karne wala nahin karne ke bad hi Ham Gale ki trade fair trade open Karen gold ki date ko open karna bahut jyada risky ho jata hai kyunki yah teji se movement hoti hai iski women bahut upar Tak jaati hai isliye main bahut jyada loss hota hai bahut jyada na hone ki vajah se hamara kaun vivah ho jata hai hamen chahie ki Ham old ki movement ka mar gai ko bahut jyada khush karne ke bad hi tha ki hamen Koi nuksan Na Ho aur profit hasil Ho golpa trade lagana bahut jyada risky ho jata hai, Goldberg trade the wale gane chahie jab hamare pass bahut jyada bonus Ho bahut jyada Mona sone ke sath sath hamare pass experience bhi bahut jyada ho experience bhi hamen to cancel hota hai jab Ham market ki yahan gold ki Dasha bahut acche se kha rahe the Hain isliye hamen chahie ki Ham market ko bahut acche se karne ke bad hi lagaen aur Coolpad lagane se pahle apne bonus ko bahut jyada sev karke trade lagaen
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

          As sallam o allikom dear members gold ki market hamesha hi bohat ziada taizi say move hoti hai lekin khali gold ki hi nahe comodities man silver bhi lag bhag aysay hi move hota hai. Gold ki market ko hedge market bhi kaha jata hai is main zayada tar loag apna paisa ganwate hain meens loss hi hota hai profit sirf wo loag hi hasil kar saktay hain jinka bohat ziada experience hota hai or market par gahri nazar hoti hai. Wohi is say faida hasil kar patay hain. Gold ki market main humain janay say pahlay ye cheez soch samajh leni chahye k is main humain lot size ko hamesha chota rakhna hai or ahtiat say market ki situation daikh kar trade lagani chahye aysa na ho k koi news anay wali ho or ap trade karain or market ki sari movment one side ho jaye to ap ki equity zaya bhi ho sakti hai is liye humain chahye k gold ki har movment pe nazar rakhain or ziada equity k sath kam lot size k sath is main trade karain takay humare pas margine ziada ho.
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

            Forex Trading kay sath sath jo commodities par trading hoti hai us main Gold sare fehrist hai. Kafi trader gold ko es ly zaida pasand karty hain kay gold ke price ma volatility zaida hai aur es ma zaida chances hoty hain kay aap acha munafa kam wakt ma kama sakin.
            Gold ke price 3 wajha say zaida increase ya decease hoti hai
            1. Dollar kay saath relation
            2. Demand kam ya zaida hona
            3. Inflation

            (1). Sab say bari wajha gold ke zaida movement ke USD kay sath relation hai. Kun k gold ke keemat dollars ma hoti hai to dollar ke value up ya down hony sy gold ke value bhe us kay ulat move karti hai.
            (2). Agar gold ka season jesa kay india kay tehwaar ma gold ke sale barh jaati ha to us wakt gold up jata ha. Yani jab demand up jaay ge to value bhe up jay ge aur esi tarha demand down hony sy value down aati ha.
            (3). Jab United States main inflation barhti hai to us kay baad gold ke value kam hoti hai aur jab inflation kam hoti ha to gold ke value up jaati hai.
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

              g golds ki movement bht hi tyz hoti hy ku kh yy aik matels hy ar matels ki movement trade mye bht hi tyz hoti hy yy hmyn jld sy jld profit ar aik bara loss bb dy sakti hy isliy in par jb bb trae karyn to soch samajh kar hi trade kia karyn ar apni skills ko bhytr sy bhytr banayn taakh hmyn km sy km loss kar saakkyn ar aik achy traers bn sakkyn isliy jb hm experts hon tb hi in pairs par trade kia karyn taakh hm aik bary loss sy bach kar hi trade kar sakkyn
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

                bhai jan kisy ho ap sir gold ki movment humesha fast is liy hoti ha kyu gold ki movment hi fundamental per hoti ha fundamentel news ko bloty hai jab news hoti ha to movment to fast ho gi na apko gold trade krna chahy me apko ye nahin kahta k ap gold trade na kro mgar gold bohat hi reski pair hai jis me apka aconut wash bhi ho sakta ha or apka aconut gold dubal bi ho sakta hai kyu is ki movement kab shoro ho jai kuch pata nahin hota apko dekhne ye ha k jab bhi apne trade lgna ha to stop loss lgna lazmi ha kyu ager fundamental news aye to sl hit ho aconut wash na ho
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

                  market ke andar sometime sab logon ne dekha hoga Ki gold ki movement bahut fast hoti hai aur logon ko bahut jyada profit hasil karna shuru ho jata hai lekin aap logon ne sabse pahle market ko properly analysis kar lena hai uske bad aap logon ke liye profit hasil karna aasan ho jaega aur aap logon ke successful hone ke chances increase ho jayegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

                    gold bahut he ahim pair ha kun ka is main kafi log kam karty han or takreaban sab trade ka best pair yehe ha kun jka ye ap ko kam time main acha profit de jata ha is ki waja ye ha ka is ki movement bahut he tez hoti ha lakin is main risk bahut zeyada hota ha agar ap ka pass chota acount ha to ap is ka kareeb na jaen kun ka ye ap ko wash kar de ga to ap kaya karen ga pher
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

                      Ji Bhai aapane sahi kaha gold ki trading bahut jyada tej hoti hai to gold per trade karne ke liye aapko bahut jyada experience ki jarurat hai Varna aap usmein nuksan utha ayenge kyunki yahan market bahut tej hoti hai aur jo unexperience bande Hain vah is maarkeet ko nahin samajh sakte to vah hamesha apna nuksan kar jaate Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

                        Gold apni dhati chamk dhamak or deegar hasossiyat ki waja sy sadiyoon sy insani twajo ka mehow raha hai dollar kaghzai currency ki waja sy or deegar mulki halkat ki waja sy otaar chraao ka shikar hota hai jab dollar weak hota hai to gold buy kr lety hain dollar strong hota to log gold sell kr dety hain asaan lafzon main dollar or gold aik dosry k muhalif chlty hain آسٹریلیا duniya la sab ay zyada sona paida krny wLa 3sra mulk hai es liye Australian dollar or gold ki price sath sath chlty hai jb USD KI koi news ho to gold ki movement boht fast ho jati hai ya aik dam sy up jata ya phir down es ka spread b zyada hota hai baki pairs sy
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

                          ap nay gold kay baray main bat kar kay acha kaha kay kah is ke movement bohout taze hot hay ap ko chahaya kah ap is main agar trade karna chahtay hain to ap ko is main kam sy kam marjan lagana nchahya kah ap agar is main kam sy kam lagatay hain to ap kay laya acha rahy ga ap ko chahay kah ap ko main maharat sy kamrnay ke koshes karnay ke ap ko zaroorat hy tab ja kay ap kam ko achay traeekay say karnay ke ap ko maharat hasil ho ge
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

                            golduck mega Pyar hai Jo bahut hi tej movement karta hai aur har time yah soch ke baras chalta hai iski movement shuru se tej rahi hai aur tej hi ja rahi hai isko samajhne ki jarurat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: maria123 پيغام ديکھيے
                              Re: Gold ki movement kyu teez hoti hai

                              golduck mega Pyar hai Jo bahut hi tej movement karta hai aur har time yah soch ke baras chalta hai iski movement shuru se tej rahi hai aur tej hi ja rahi hai isko samajhne ki jarurat hai
                              Dear ap apni trade jab gold mai karty hain tu ap ko pata hona cheye kay gold kay leye capital or analysis ap kay apny hona bara zarori hai. Gold ki movement ap ko taiz he milti hai woh ap kay fundamental analysis ki news pay depend karta hai kay woh kis kadar high impact wali news hain. Ap jab be gold mai trade karty hain tu ap ko pata hona cheye kay Gold ki movement normal currencies sy zaida hoti hai esleye koshish karian Gold mai analysis kar kay ap es mai short term trade lain usi ko close kar kay ap kam time mai achi earning kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X