Loss per Reaction

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss per Reaction
    hyy guys loss pe kesa reaction hona chahiye??Ag me ne trade lgaa k rkh di..account wash ho gya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss per Reaction

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss se tension lenay ki sabr se kam len aur kabi bhi loss honay pe forex trading ko blame nah karen balkay pahlay se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur loss ki jaga acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Loss per Reaction

      Jb hamara loss ho jata hy to hamaya us taime sbr krna chiya kiio k jb ham sbr krty yy to tb hi ham kamyab hoty hy agr ham sbr hi jaia krty hy to ham kamyab bhi jaia hoty hy is liya ham ba ko bar k sath shai shai apanai hamay mhant krna chiya jb tak sahi achi trha sy ham aoani mhant nai krty hy to hm kbhi bhi ham kamyab naia hoty hy shi achi mhant kry gy to bhot zeada kam. Sgy gy
      • #4 Collapse

        Re: Loss per Reaction

        Trading karne ke liye Hamen bahut jyada experience ki practis ki jarurat hoti hai lekin Agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamen Shabd se kam karna chahie Himmat Nahin Hani chahie Hamen Dobara Se mehnat Karke banaa sakta tha karna chahie tha ki Ham Dobara acchi trade kar Saken aur Achcha profit Hasil kar Saken Lo se Hamen Sabak sikhana chahie Taki Ham Dobara Aisi Galti na Karen Jiski vajah se Hamen loss Hua Hai
        • #5 Collapse

          Re: Loss per Reaction

          Agar aapko Forex trading ke dauran loss ho jata hai to use per aapko pareshan Nahin Hona chahie Bal ke hausle ke sath usko recover karne ke bare mein sochana chahie aapko vah 20 Talash Karne hain jinki vajah se aap apna launch recover kar sakte hain uske liye aap Jyada Se Jyada mehnat Karen aur isse Jyada Se Jyada Forex trading per kam karte hue usko sikhen aur apne Lash ko recover Karen agar aap apna last recover Karke apni trade ko profit mein le Jaate Hain To aap ek Kamyab trader Ban sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss per Reaction

            Loss par hamara reaction normal hona chaye agar loss hony par hamara reaction negative ho ga to ham zaror jazbat key sath trading ka decision Len gey jes ki waja se hamy loss be Zelda ho saky ga, agar hamara loss par reaction positive aur normal be ho ga to ham koi be decision Len gey to ye planing key sath Len gey aur koi be ghalat decision leny ki ham ghalti nahi kar saken gey.
            • #7 Collapse

              Re: Loss per Reaction

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mohsinzafar پيغام ديکھيے
              hyy guys loss pe kesa reaction hona chahiye??Ag me ne trade lgaa k rkh di..account wash ho gya
              Asalamoalikum dear mamber manafa or nyqsan karobar ka hissa ha aj nuqsan hoa ha to kal faida ho jay ga hamy jab nuqsan ho to dil bara rakhna chahey or pehly se b ziada mehnat kar k us nuqsan ko fady ma badalna ha hamy himat nhe harni cahhey kabi b bas mehnat karni chahey hamesha mehnat ka phal zaror milta ha so come back
              • #8 Collapse

                Re: Loss per Reaction

                Ap ko chahiya KY ap loss hony pr ghussa na Kary or depression main na ay or stress na ly ap loss kr gy Hai to ab Kia ho ga aisa blkl na souxhy blky waha kuxh time trade choor dey Jay ApNy demo account main or jitna ho saky apni galti ko set Kary or baar baar uss main practice Kary ta KY ap ko samj ay KY ap NY Kia glti ki Hai or ap ky Liya asani ho or ap uss cheez ko samjy phr ja KY ap apni trade real Wali dubara start kary or apny loss ko recover Kary or profit hasil kary
                • #9 Collapse

                  Re: Loss per Reaction

                  Dear friend Jahan profit Hota Hai Vahi loss bhi hota hai Hamen koshish Karni chahie kya profit or loss donon situations Main Khud per control rakhen Kyon Ke Jab tak Hamara khud par control Nahin Hoga Ham is kam ne continue Nahin Rah Sakte aur Na he Ham is kam ko future ke liye secure bana sakte hain Hamen koshish karne chahie ke ham har situation ke liye Khud ko taiyar rakhen aur har situation ka Achcha solution find krny ki har mumkin koshish Is Tarah Ham Na siraf losses ko kam kar sakthi kamyabi Hasil karne mein bhi Aage Ja sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss per Reaction

                    ASsalam o alaikum to all forex members life mein
                    agar hum say koi cheez loss ho jay tou aus par humay
                    Zaroor unhappy feel hota hai laikn ya he wo waqt hota
                    hai jab humay sabar say kamm lena hota hai jab kabhi
                    life mein hamara loss ho jay tou humay chaie kai hum
                    bilkul normal behave karay ghussa na karay balkay
                    sabar say kam letay huway dobara hardwork karay
                    aor hamesha achay ki umeed rakhay aor saath saath
                    mein apnay ap ko motivate bi kartay rahay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss per Reaction

                      Assalam o Alaikum all dear members, jesa k mauzo ka unwan hai k loss par reaction, dosto loss par weisy to by nature har inshan ko bohot ghusa ata hai chahy kitna b bhary sy bhara trader q na ho, lykin pir b isy control me lana zarori hai jisy bolty hain emotions control jitna ap ka emotion control zyada hoga uthna h ap ko faida hoga loss hony ki surath me

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X