Whats important in forex, hard work or experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    starting mein tu ap sirf hard work hi kr sakhte hai aap kyo ke experience wakt ke sath ata hai is lye pehle practice kre demo account pe jis se ap ko market ko understand krne ka acha time milega aur phr experience ap ka increase hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      dear forex mein kamyab trader hone k pechey hard work+ experiance dono ka he hath hota hai tab he ja kar hum best or succesful trader ban sakty hain
      • #468 Collapse

        I think forex me jo bhi new trder te h wo unexperienced hote hn lekin wo hrd working kr ke experience gin kr lte hn lekin experience ur hrdworking dono hi bhot xroori hote hn..is liye humhe dono ko ehmiyt deni chiye forex per
        • #469 Collapse

          for ex main ek baat to paki hai k fores mainhard work bohat lazmi hota hai kue k jab tak app kisi be cheez main mukamal exoerience hasal nai kar lay gay us waqat tak app kuch nai kar sakay gaykue k forex bohat hi risky business hai es liye es main trust nai kiya ja sakta markit kisi be waqat kahi be movement kar sakti hain.or jab app forex mainhard working kary gay us k bad apko hud ba hud hi experience main taraki hasal kar lay gay, or es main talented be kafi hona chahiye banaday ko kue k us main trade wagaira be mindly fresh hi ho kar lagani parti hai.
          • #470 Collapse

            bahi forex main hard work boht zarori hay.or hard work say hi insan ko expereince hasil hota hay.or experience ki base ay hi insan success full hota hay.kiu kay ap jitna learn karo gay utna hi earn kar sako gay.boht say log esy join to kar rahy hain par expirence na hony ki waja say chor jaty hain.........
            • #471 Collapse

              Bro dhekein, agar kisi ke pass zyada experience hai to wo utna hi hardwork kar sakta hai or hamy chaiye ke hum learning kar k apna experience hasil kar ke hardwork karein.
              • #472 Collapse

                Ye sahi hai k apka experience ap ki success main bht helpful hota hai..but agar ap hard work nahi karinge tu apka experience bhi kuch kam nahi ayega...ap bagair hard working k successful nahi ho sakte.....
                • #473 Collapse

                  bhai ajn is mamlay main meri raye yeh hai kay aik achay forex trader ko hardworker aur experienced hona chahye......uskay lye yeh zaroori nai hai kay uska aik business family background ha bus apko hardworker aur experienced hona chahye...
                  • #474 Collapse

                    assalamu alaikum dekhein bhai mere khayal mein to dono hi cheezein bohat important hain forex meinhum in dono mein se kisi bhi cheez ko ignore ni kar aktay forex mein..kiun forex mein in dono hi cheezo ki aage chal ke bohat zarurat parti hain or ja tarder expericnd or hard worker hoga meri nazar mein wo hi kamyab hain
                    • #475 Collapse

                      Both hard working and experience are important in the forex market because as we all know that in forex trading business we must need to have a good understanding and experience that is only possible when we work hard and after working hard we get good experience and become able to get good profit from forex trading.
                      • #476 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        My question to everyone is that what is more important for you to be a successful trader, a previous experience in forex, family or educational background related to business or you can be successful just by your sincere hard work.
                        bhai aap jb tak hard work nahi karo gay tab tak kesay experience hasil karo ye to wohi bat ho gae k i have no experience because i have no jo is ko ulta parhio ya sedha bat ek he hai.
                        • #477 Collapse

                          mere khyal se zyada zrorat hardwork ki he.waise to yeh dono he important hain forex trading kay liye lekin hard work ziada important hai hum hard work kar kay he yahan apna knowledge aur experience barha saktay hain ager hum hard work nahin karain gay to kamiyaab nahin ho saktay.hardworking se hi apko experience ata he.
                          • #478 Collapse

                            Assalam o alikum. Brother mere khayal may to forex trade may dono cheezon ki he equal importance hy.. Without experience bhi aap successful trade nahi ker sakte isi tarha without hard work bhi aap success nahi haasil ker skte..
                            • #479 Collapse

                              Hard work and experience both of them are very important in the field of forex trading . To become a successful trader a person has to have hard work and experience likewise . By having both of these qualities one can reach hieghts in this field.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                yar mara khayal ma forex jaisa online buisness ka lia ye sb chezan important han 3no imp han mahnat toh har kam ki shart ha ap mahnat karanga toh apko kamyabi mila gi or luck ka huna bhi zruri ha lakn ap srf kisi aiek par hi depend nahi kar skta apko sb perfect karna huga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X