Knowledge hona kafi zaori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge hona kafi zaori hai
    Aslam o alikum dear forex trading main knowledge kafi acha work hai jis say kafi achi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge hona kafi zaori hai

    Gg bilkul kisy bhi platform pr kam krny k ly zaroori hy k hmn us forum pr kam krny k sb sy phly rules regulations r proper knowledge ho k actually hm ny in mn krna kia hy agr hmn yh idea hee nh hy k how to do work us condition mn hm apna work hee nh kr sky gy r na hee hard work to jb hm na hard work kry gy r na hee apna kam saeh sy acchy sy kry gy er na hee apni performance ka best level dy gy to kcy hm kamyab ho gy us platform py is ly hmry pas proper Knowledge hona chaey.
    Last edited by ; 21-09-2020, 01:17 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge hona kafi zaori hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
      Aslam o alikum dear forex trading main knowledge kafi acha work hai jis say kafi achi
      WALIKUM ASSALAM yeah achi trading ke liye achi posting ke liye achi threads ke liye apne work ki quality ko best krne ke liye hamare pas achi knowledge ka hona bht zaruri hai to hame chaiye keh ham pehle knoweldge hasil kren or pehle experience hasil kren and then ham earning ki tarf ayen agr ham apne work pr focus kren ge to ham achi earning bh kr skte hai or acha tajarba bh hasil kr skte h
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge hona kafi zaori hai

        Assalam 0 alaikum !!! ek acha trader banny k liye knowledge ka hona bhot zaroori hai... knowledge hi hmari trade ki qualify ko acha kr sakti hai.... isliye eik acha trader bann k liye apny knowledge me izafa karty raha karen....
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge hona kafi zaori hai

          Bilkul Forex forum ke andar agar aap apni trading ko successful banana Chahte Hain To aapke pass good knowledge aur good experience Hona bahut zaruri hai Kyunki aap apne good knowledge aur good experience ki badolat hi Forex forum Mein positive or successful trading kar paty Hain Apne knowledge or experience ki badaulat hi aap market ke up and down ko read kar sakte hain samajh sakte hain understand kar sakte hain isiliye Forex forum main aapke pass jtna Jyada knowledge Hoga utna hi aap successful Rahenge so continue your hard work to get good knowledge and good experience from Forex forum its depend on your hard working
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge hona kafi zaori hai

            Aapko trading ko knowledge hona bahut zyada zaruri hai tabhi aap trading Mein Kamyab ho sakte hain Jin logon ne bhi trading Mein success hasil kiya hai unhone bahut jyada knowledge for sale kiya hai agar aapko trading ka knowledge hi nahin hoga to aap Kamyab nahin honge aur aapko loss ho jaega aur aapka account bhi watch ho jaega trading Mein success ke liye sabse jyada jaruri trading kaun knowledge hai isko increase Karen aur apna experience increased karte rahen to aap ismein Kamyab ko sakte hain aur accha profit hasil kar sakte hain Forex trading sab ke liye hai aur yah bahut achcha per deti hai ismein Kamyab vahi hota hai jo trading kaun knowledge hasil karta hai aur market ko analyse karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge hona kafi zaori hai

              Dear friends koi b business kiu ha ho us me knowledge Hona bohat zaruri ha ap apne seniors se help le skte ho ya phr YouTube se videos Dekh Kar trading me improvement la skte ho apan zayda time Forex pe guzaren aur hard work krte rahy until you get big bounas
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge hona kafi zaori hai

                Forex trading Mein kam karte hue hamare pass experience and knowledge Kaho na bahut jyada important Hota Hai Jab hamare pass experience and knowledge Hoga To Ham Apna Kam acchi tarike Se Kar Sakenge use acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Forex trading ko join karne lage To Hamen Damo account per practice Jarur karni chahie Kyunki demo account se Ham apne business ke bare mein bahut acchi information Hasil kar sakta hai jo Hamare business ke liye bahut hi best ha agar hamare pass apne business ke bare mein Achcha experience of knowledge Nahin Hoga To Ham Apne kam ko kabhi bhi acche tarike se karne mein Kamyab Nahin ho sakte aur na hi accha profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge hona kafi zaori hai

                  Jee han knowledge hona zaroori ha knowledge k bghair to ap ksi be kam ka start nahe ly sakty or specially forex market ak aisi market ha jahan ap bghair pratice or apni strategy k kabhe kamyab nahe ho sakty agr ap sirf tuky ki base py market main kam krn gain to ye apky liya bht risky sabit ho is liya apko chaiya k ap ache practice kr apni strategy khud banayn ache or safe strategy banayn jis sy apko future main acha profit gain krny ka moqa mily apki trades apko acha result provide kr
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge hona kafi zaori hai

                    Knowledge kay baghair insan kuch bh nae or forex aik asa business hai jis main jitni knowledge ho utna kum hai or jitni knowledge hasil krty jaen gay utna hi acha profit hasil karty jaen gay. Utni hi duswareon say mehfooz rahain gay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge hona kafi zaori hai

                      Assalamu Alaikum friend Lali Jo Hona Kafi Nahin Hai hamare pass spinner Ka Hona bahut jaruri hai agar hamare pass knowledge and experience Hoga tabhi Ham Kamyab Honge Jo log mehnat karte hain Vahi log aage badhate hain isliye Hamen chahie ki Hamen knowledge se kam karna chahie tabhi Kamyab Honge hamare pass knowledge hoga to knowledge ke sath kya hai Nahin hoga to aap Nahin ho sakte isliye Aap To Hoga lekin account hi Bus ho to increase Karen aur experience ko interest karte hain aap ismein Kamyab ho sakte hain isliye cprofit Hasil karne ke liye Forex trading main all Jhansi karna jaruri hai jo log mehnat karte hain Vahi log Kamyab hote hain Agar badhane ke liye Hamen kam karna chahie aur acchi knowledge se is very essential karna chahie tabhi Ham Aage badh sakte hain Agar hamare pass Achcha knowledge hoga tab Yahi Ham Aage badh sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge hona kafi zaori hai

                        Bilkul ap na thek kaha ha forex ma knowledge hona bohat zarori ha q ka agr hama knowledge ho ga to ham trade kar ka profit gain kar sakta han.
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge hona kafi zaori hai

                          Gi han apna thek kaha forex ma achi knowledge ka hona kafi faidamand ha kunka is sa ap apna bonus level ko improve kar sakta han Forex ka bara ma knowledge hasil karna ka liya apko zyada sa zyada time forex ko dana chahiya kunka ap jitna zyada time forex ma invest karan ga apko utna hi zyada faida ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge hona kafi zaori hai

                            Assalamu Alaikum De Forex member on his karta hun aap sab khairiyat se Honge ji aapane bahut hi acchi baat ki hai knowledge To Hona bahut hi Suroor Hai Forex se maja Mein chahie ke Ham Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen Jitna mere pass knowledge or experience Hoga ham utani hi acche tarike se kamyabi nursery Kaise taiyar Mein chahie ki Ham sabse pahle knowledge vahan se dikhayen Taki Ham acche tarike se kamyabi Hasil karne aur ham Achcha Se Achcha bonacal ke sylvania Forex Mein knowledge experience learning evening Ka Hona sabse jaruri hai aur ismein tabhi Ham Kamyab ho sakte hain acche tarike se ummid karta hun Sab dost land per Jyada aur focus Karenge tha kis Jyada Se Jyada aur Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Forex pyy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge hona kafi zaori hai

                              Kisi bhi cheez ka knowledge hona bahut zarori hai hum kabhi bhi us waqt tak kamyab nai ho saktai jab tak k humare pass kisi rik cheez ka ya knowledge na ho kisi cheez ko achi tarha se karne k liye knowledge eik bahut zarori cheez hai har cheez ka eik had tak knowledge hona achi baat hai lekin eik had se zyada agar kisi k pass knowledge ho to wo bhi achi baat nai hoti lekin eik had tak hona bhi bahut zarori hai let suppise k humein motorcycle chlani hai to us ko chlane k liye us ka knowlegde hona bahut zarori hai warna agar hum us ko jane bagai chlain gae to wo humare liye nuksan deh hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X