Mehant kese karni chaia
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehant kese karni chaia
    Mehnat kesay kary jis ki say acha bonus hasil kar sky or utna hee bonus mily jitna kam kary 300 400 posts par 3$ ni mily 😒💔
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehant kese karni chaia

    Hmy forex forum me daily 50post aur 4thred krni chaey ju b post aur thred krin wo mukml information wali ho phr weekly acha bones milta us bones ay trade krin Hamen demo account mein practice demo account mein practice karne ke bad I'm a real account mein trade karne chahie Hamari practice jitni achi hogi aap real account Mein itna profit kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Mehant kese karni chaia

      Trade ko Kam yabi k lye mehnat chaye. Ur mehnat k lye apko apna qeemati waqt chaye. So jitna ziada waqt de gay utni apki hardworking hugi.ur ik best trade k lye mehnat zAroori hi but mehnat waqt k sath apki Learning ur Apka knowledge b huna chaye trade k bare main tb apki mehnat ka result acha aye ga.
      • #4 Collapse

        Re: Mehant kese karni chaia

        Trade krty waqt hmn hr mumkin koshish krni chaey k hmri trade loss mn na jy bulky hamri trade k wjaa sy hmara profit level increase ho r yh tb hee ho skta hy jb hm mhnut kry gy mhnut k bagir hm kisy bhi point py how life story ko agr successful bunana Hy to mahunt krna to zaroori hy because is k bagir koe chance nh hy hy r hm consistently apna kam krty rhma hy yh nh k aik din kia r dosry sin nh bulky slow and steady wins the race jse quotation pr amul krty hoy hm costant rh kr apna hard work jri rkhna Hy ta k hm apny life goals achieve kr sky.
        Last edited by ; 21-09-2020, 12:22 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Mehant kese karni chaia

          hamain forex main mahant say or lagan say he hum ismain kam karin gay to he hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai is main acha kam karain gay to he hum is main kamyab hon gay forex main dil laga kar kam karna ho ga pher he hum ismain kamyab hon gay
          • #6 Collapse

            Re: Mehant kese karni chaia

            Dear aap jitni achi threads aur jitni achi posting kartey hein apko utna hi acha responce forum ki taraf se diya jata hey isliye apko chaiye keh ziada se ziada mehnat karen achi trha se is forum ke rules ko follow karen to aap aik bohot hi acha bonus hasil karne mein kamiyab ho saktey hein aur acha bonus apko zaroor mil sakta hey
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Mehant kese karni chaia

              Mehnat ASI honi chye k zamana uski daad deny p majbbor hojy or mehnat asi Karo k dushman be heeran reh jy or apko daad deny p mjbor hojy apko SB se phly apny sth committed rehna hy ta k ap Jo krna chahte hy wo KR saky or us kaam ko ap apni best capacity k sth us kam ki anjam de saky Dil SE us Kam ki izzat kary ibbat samaj k Karen InshAllah kamyabi apka muqaddar hogi
              "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
              • #8 Collapse

                Re: Mehant kese karni chaia

                Mehnat asy kro k.mehnat kuad boly k ye tera inam h ye tu ly k ja mtlb ye k daily k jo task hein wo complete lrp insha Alllahh kabmyab ho hy or jis earning ki bat ap kr rhi o dekho k apny kam sae say kiya b thaw y nai
                • #9 Collapse

                  Re: Mehant kese karni chaia

                  Dear member hamen minut imandari se karni chahie kyunki mehnat se jarur kam jabi milati hai hamen mehnat karte hue jo bhi Ham post karen to use per read Karen kyunki usmein bahut si mistake ho sakti hai isliye hamen chahie ki mehnat karte hue uske sath sath hamen apni post ko read karke a kam karna chahie jab hamari post acchi quality ki hogi to hamen jyada bonus milega minut hamare liye bahut Mani rakhti hai hai koi bhi kam ho usmein mehnat bahut important hai mehnat ke bahar koi bhi kam namumkin hai isliye hamen main se kam karna chahie aur apna daily ka target complete karna chahie tha ke Ham jyada se jyada profit hasil kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehant kese karni chaia

                    Assalamu Alaikum there Forex ke liye kya Honge Main Kaise Karni chahie Agar ham Ham kam Karte Hain Jab Ham kam karte hain Dil lagakar kam manager Hamari Jab Nazar Aati Hai Jab Koi Aur Insaan Hamen ki aap bahut hi Achcha kam kar rahe hain aap kamyabi Najar a Rahi Hai Tabhi Hamen Maloom Hai To Kya acche tarike se madad kar rahe bahut hain tabhi Hamari kamyabi Najar aati hai aur Hamen Chitra Kaise Kamyab Ho Jaate Hain Hamen chahie kya acche tarike se aur acchi tarike Se Kya Mera bahut Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehant kese karni chaia

                      Walikum Aslam 🔥🔥

                      Dear Forex members 🥰🥰🥰

                      Forex forum 🥳🥳

                      Topic:
                      Mehnat kesy krni Chahiye ??

                      @@""@@

                      Of course jb tqq ap hardwork Nahi krty ... Tb tqqq apko us mission MN success achieve krna difficult rehta hai.

                      Forex forum :
                      Mein kam krny k liye hmein zyda sy zyda knowledge gain krni chaiye demo account p practice krni chaiye jb tqq apka experience gain Nahi Hoga ... Tb tqq ap achi trading Nahi kr skein gy...

                      Daily target complete krny krny k sath minimum 20 mints dein k jis MN ap is k bary information gain kr skein Kuch learn kr skein..

                      Practice krein bar bar .... Jitni zyda mehnat krein gy utny e successful trader bnein gy in sha Allah ..

                      Post achi lgi ho to like dijiye ga ..
                      Shukriya 🥰😍
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehant kese karni chaia

                        Assalam o alaikum my dear forex friends ap ne BHT acha questions kia he k mehat kesi ki jati he mehnat seekhati he hamain khud bakhud ho jati he hamain krni parti he mehnat ka nhi seekhna Jaya bal k apny dam pe hi struggle krni ho gi struggle krty hi hamain sb se zyada hamara mehnat hota he hamain mehnat hi kamyab krti he
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehant kese karni chaia

                          hum is main mehnat jitne zayada kar jate hain to hum yahan se success bhe hasil kar he lete hain bas hamen is main apna kam ache tarah se karna ho ga hum jitna zayada is main kam ko kae he jaen ge hum yahan se succes to hasil kar he sakte hain bas hamen cahiye ke hum is main apna kam daily karte rahen hum jitna zayada is main kam karte hain tab he to hum is main success hasil kar sakte hain lakin hamen bhe cahiye ke hum is main kamyab ho he jate hain hamen bhe cahiye ke hum is maian dil se kam kar saken ge to is tarah se he to hum is main kamayb ho he jaen ge bas is waja se hum is main kamyab ho he jate hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehant kese karni chaia

                            Mehnut do trh ki hoti he ak mhnt ap Dil se krty hn or ak mhnt ap wasy time pass krny kaliye krty hn agr ap time pass wali mhnt krn gy to ap kamayab Ni ho skty lakin agr ap Dil se mhnut krty hn or apna mind set kr lety hn k bs mn be ye kaam krna he to ap zaroori kamayab hoty hn. Or forex forum mn kamayabi tb he mumkin he jb ap mhnut krty hn or jo daily ka work hota he us ko Dil se complete krty hn to ap zaroor kamayab hn gy. Forex forum mn ap apna jitna ziyada waqt spend krty hn utna ap ko experience hota he or ap tb he Dil se mhnt krty hn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehant kese karni chaia

                              Mehnat easy krni chaea k jitni hum mehnat kr k achi posting kren gy achi threads kren gey to humen itna hi acha response forum k traf se mily ga or jitna ziyada hum mehnat or lgan se kam kren gey Hardwork kren gy itna hi ziyada hum es main kamyab hon gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X