News ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: News ki importance

    Ji han dear Forex mein kam karne ke liye market news ki bahut zyada importance ha market news ko follow karna bahut hi zaruri hai iske bagair of Forex per kabhi aap nahin ho sakte Agar aap market ko acchi tarah samajh na chahte Hain to aapko market news ko padhna hoga unko regular follow karna hoga agar aap market news ko follow karenge to aapko pata chalta rahega ki market kis side par jayegi kis tarah movement karegi aur aapko itna experience ho jaega ki aap ko apne liye pata hoga ki Ab humne next kya karna hai forex ek long term lekin ek profit aur nuksan donon tarah ka business agar aap samajhkar kam karenge to aap ko nuksan nahin hoga Varna aap log nuqsan utha lenge aapko chahie k aap mehnat per zyada focus Karen aap mehnat karenge aapko experience hoga to phir jab aap kam karenge to usmein aapko bahut hi zyada profit mil sakta hai market ke analysis karne ka aapko bahut pahle se pata hona chahie aap jab demo se real account mein aate Hain to aapko market analysis ka hundred percent pata hona chahie kyunki ek acche trader ki quality hoti hai ki vah market ko samajh Kar kam karta hai market ko pahle analyse Kiya jata hai phir aap trade lagayenge aapki trade aapke liye profitable hogi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: News ki importance

      Forex mein news ki bahut jyada important se expert trade Forex trading business Mein profitable trading karne ke liye fundamental analysis karte hain news Karnal isase karte hue reading karna Ek bahut jyada professional trading consider ki jaati hai agar Ham market mein jyada Se Jyada news ko Dekhte Hue trading Karen to aap easily forex market Mein Kamyab ho sakte hain forex market Mein kamyabi Hamare liye bahut jyada jaruri hai Jitna Jyada market Mein Ham kam Karenge Ham Kamyab Ho Jaenge news ko Dekhte Hue trading karna aur news ke impact ko Dekhte Hue trading karna bahut jyada jaruri hai market Mein 3 type ki news Aati Hai low impact high impact on medium impact Ham In impact ko Dekhte Hue market Mein trading karte hain aur apni earning ko increase karne ke liye struggle karte hain market Mein basically Jyada Se Jyada mehnat Hai Itna Jyada Hamen Naat karte hain market counter stand karte hue trading karne ki koshish karte hain Forex Mein Kamyab Ki Baje Ham easily apni earning ko increase to lete hain Hamen mehnat karni hai aur Jyada Se Jyada struggle karte hue fundamental analysis ke according trading karni hai Jitna Jyada ham market ko Dekhte Hue trading Karenge Ham Kamyab Ho Jaenge Forex trading business bahut jyada jaruri hai Jitna Jyada Ham Apni Apni ko improve karne ki koshish Karte Hain Ham easily news ke analysis ke according trading karte hue Ham Achcha profit hasal kar sakte hain short-term news ka impact Hamesha 1 ghante ke liye hota hai Ham ek ghante ke andar andar achha profit Hasil kar sakte hain aur Market Mein Kamyab ho sakte hain news ko Dekhte Hue trading karna bahut jyada jaruri hai Shukriya
      • #18 Collapse

        Re: News ki importance

        Trading men news ki kafi importance hoti hai agar Dekha jaaye to market mein jitna hamare liye news important Hoti hai utna koi bhi chij Nahin Hoti hai kyunki jab market mein koi news aati hai to market ki movement kafi fast ho jaati hai jiski vajah se ham Apne account ko handle nahin kar sakte hain aur yah to hamara bahut jyada nuksan ho jata hai yah hamara bahut jyada munafa ho jata hai isliye market mein news khol aadami dekhna chahie news ke bagair trading mumkin nahin hai aur na hi ham news ko ignore Karke trading karne ke kabil hote hain isliye nind ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie.

        market mein jab bhi Kisi currency ke related koi news aati hai to tab uski jitne bhi peer hote hain ya jitne bhi peer ke sath uska related hota hai aur main kafi fast movement a jaati hai isliye hamen is baat Ka khyal karna chahie yah market ka bhi khatarnak hai aur ismein hamara kafi bada nuksan bhi ho sakta hai isliye is market mein kam karne te hue hamen is baat ko samajh Lena chahie ki ham jo bhi kam Karen hamara kam perfect Hona chahie Varna hamen kafi nuksan hoga aur Is nuksan se bachne ke liye hamen chahie ke ham behtar tarika istemal Karen aur jitna mumkin ho sake hamen Apne account ko sirf karne ki koshish Karni chahie tab hamen kamyab hogi theek tarike se Kam Nahin karenge to fir hamen Kabhi bhi kamyabi Nahin mil sakti hai.

        hamen chahie ki ham news ki prediction Karen aur newspaper practice Kiya Karen jab hamare fundamental analysis acche honge to tab ham market mein achcha kam kar sakenge kyunki hamare fundamental analysis hamari trading ke liye bahut ahmiyat rakhte hain aur jab hamare fundamental analysis baitha hote hain tab hamari trading behtar hoti hai isliye hamen Apne fundamental analysis ko behtar karna chahie tab hamari trading kafi behtar ho jayegi hamen koshish Karni chahie ke hamare fundamental analysis jitni ho sake unko behtar banana chahie.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: News ki importance

          Market mein news bahut jyada Jaruri hoti hai aur yah market mein bahut jyada importance bhi rakhte Hain Kisi bhi member ko market Mein Apne trading co Shuru karna hai to unhen Apna Kam Shuru karne se pahle market mein aane wali Tamam news updates ko acche tarike se confirm kar lena chahie aur unke jo bhi impact market per padhte Hain To an Tamam situations Kochi tarike se Samajh Kar Hi market main aapko Apna Kam Shuru karna chahie
          • #20 Collapse

            Re: News ki importance

            Market per news ka effect bahut jyada Hota Hai news ka effect Itna Jyada hota hai ki market ki situation ko change karne ke liye ek news hi bahut Hoti Hai Kyunki market volatile hoti hai aur ek hi new se market sari ki sari Hill jaati hai aur direction aur trend market ka change ho jata hai isliye news ko bahut jyada focused hokar dekhna aur samajhna Hamare liye bahut jyada jaruri hai agar Ham focused hokar market ki situation Ko Nahin Dekhenge tab tak main market ki samajh Nahin a sakti aur na hi market Mein Aage Badhkar Kamyab ho sakte hain isliye Aage Badhkar Kamyab Hona Hamare liye jaruri hai aur uske liye market ko samajhna bahut jyada Jaruri
            • #21 Collapse

              Re: News ki importance

              Forex main market up down hoti rehti hain ku k forex ik online business k sath sath ik risky business b hain is main humhy market ko follow karny k satb sath news ko b follow karna ho ga ku k forex main news humhy signals ka bata rha hota hain is liye humhy chiye k humhy market ko follow kry taki trading k achy signals mil sake or humhy news ko ignore nahi karna chiye
              • #22 Collapse

                Re: News ki importance

                News ki importance
                Assalamu alaikum forex members dosto news ka forex mein bahut ampada hasil hota hai jis din news aati hai tumse yah maloom hota hai ki kaun se Malik kis chij mein kharidari karne ki koshish karte hain aur usi din aapko aur Karen market mein intezar hai moment fast hoti hai aur behtarin trading hoti hai aur ham log bhi baton profit Hassan karte hain trading ke upar news sarangarh hoti hai isliye jitne bhi members Hain vah news ko hasil karne ki koshish karte rahte Hain Jo log forex ko samajh chuke hain vah news ke bagair analyst nahin karte jab news hasil karte Hain uske bad hi Varna list karte hain aur behtarin fastcort forecast ki surat mein vah apne result dusre main branch ko bhi share karte Hain
                • #23 Collapse

                  Re: News ki importance

                  News ko importance lazmi Deni chahie kyunki news bahut jyada amro raja karta Hai trading mein profit Hasil karne mein agar aap news ko forward karte Hain to aap ek acchi trading bhi kar sakte hain aur prem profit bhi Hasil kar sakte hain product mein kam karne ke liye aapko bahut mehnat karni padati hai aur mehnat karke aapko jo bhi bonus milta Hai use per aapko trade lagani padati Hai trade lagakar aap Jo bhi profit aasan karte hain usko aap bahut Anjali video bhi kar sakte hain lekin agar tarike se nahin to aap bhi nahin laga sakte aur na hi aap sakte hain
                  • #24 Collapse

                    News Ki Ahmiyat

                    1. Taaruf


                    Aaj ke dor mein, khabrein har insaan ki zindagi ka ek aham hissa ban chuki hain. Har roz naye naye waqiat, masail aur taraqqi ke bare mein jaankari hasil karna insani soorat-e-haal ko samajhne ke liye zaroori hai.
                    2. Maloomat ka Zariya


                    Khabrein sirf ek zaroori maloomat ka zariya nahi, balki ye samaji aur siyasi halat ko samajhne ka bhi ek ahem tareeqa hain. Har shakhs ko apne aas paas ke mahol aur duniya ke waqiat se waqif rehna chahiye.
                    3. Aam Janta Ki Aawaaz


                    News ka aik aur aham pehlu ye hai ke ye aam janta ki aawaaz ban kar unki masail aur khwahishat ko samne laati hain. Is se logon ko apne haqooq ke liye awaz uthane ka mauqa milta hai.
                    4. Taleem aur Ilm


                    Khabrein na sirf maloomat faraham karti hain, balki logon ki taleem aur ilm ko bhi barhawa deti hain. Aaj kal ki khabrein mukhtalif topics par hote hain, jo logon ko naya sochne ka mauqa dete hain.
                    5. Siyasi Awareness


                    Siyasi khabrein logon ko unke desh ke siyasi maamlaat se waqif karne mein madadgar hoti hain. Ye unhein unke vote ka istemal karne aur sahi faislay karne mein madad karti hain.
                    6. Samaji Masail


                    Khabrein samaji masail par bhi roshni dalti hain, jaise ke talaq, gender inequality, aur healthcare. In masail par khabrein logon ko jagruk karte hain taake wo apne haqooq ke liye lad sakein.
                    7. Fikri Taqreeb


                    Aam dainik khabrein sirf tafreeh ke liye nahi, balki ye fikri taqreeb ka bhi zariya banti hain. Mukhtalif topics par khabrein logon ko sochne aur behtar samajhne ki koshish karne par majboor karti hain.
                    8. Maashi Halat


                    Khabrein maashi halat par bhi asar daalti hain. Maal-o-daulat ke baare mein khabrein logon ko apne maali faislay karne mein madad karti hain, jaise ke share market ki halat ya nayi business opportunities.
                    9. Culture Aur Traditions


                    Khabrein logon ko unki culture aur traditions se waqif karne ka zariya bhi hain. Mukhtalif cultures aur traditions par khabrein logon ko samajhne aur ek dusre ke saath milne ka mauqa deti hain.
                    10. Technology Aur Innovation


                    Aaj ke dor mein technology ki taraqqui khabrein logon ko nayi inventions aur innovations se roshnas karte hain. Ye logon ko samajhne mein madadgar hoti hain ke kaise technology unki zindagi ko behtar bana rahi hai.
                    11. Environment


                    Environmental news logon ko apne aas paas ke mahol ke bare mein jagruk karti hai. Is se logon ko khud ko behtar banane aur environment ko bachane ki zaroorat ka ehsaas hota hai.
                    12. Global Events


                    Khabrein duniya bhar ke waqiat par roshni dalti hain. Global events jaise ke jangain, insani haqooq ke violations aur natural disasters ke bare mein maloomat milne se logon ko samajhne ka mauqa milta hai ke ye waqiat unhein kaise mutasir kar sakte hain.
                    13. Psychological Impact


                    Khabrein sirf maloomat nahi deti, balki inka insani jazbat par bhi asar hota hai. News dekh kar logon ka jazbaat badalta hai, jo ke kabhi khushi, kabhi gham, aur kabhi gussa de sakta hai.
                    14. Khabrein Aur Awaam


                    Khabrein sirf ek taraf se nahi aati, balki ye awaam ke liye bhi ek platform hai. Log khud apni kahaniyan aur experiences share karte hain, jo ke unhein ek dusre se jorne ka zariya hota hai.
                    Nateeja


                    Khabrein aaj ki duniya ka ek ahem hissa hain. Ye sirf maloomat ka zariya nahi, balki ek aisa platform hain jo logon ko samajhne, sochne, aur apne haqooq ke liye ladne par majboor karti hain. Har shakhs ko chahiye ke wo khabrein par nazar rakhe, taake wo duniya ke halat aur apne aas paas ki soorat-e-haal se waqif reh sake. Is se na sirf unki zindagi behtar hoti hai, balki wo ek behtar samaj banane mein bhi madadgar sabit hote hain.

                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Forex mein News information

                      Click image for larger version

Name:	images (42).jpeg
Views:	16
Size:	96.1 کلوبائٹ
ID:	13196087

                      Forex market mein news ka bohat bara role hai. News ka matlab hota hai khabar ya maloomat jo kisi bhi currency pair ya economic condition ko mutasir kar sakti hai. Forex traders ko news events ka boht khayal rakhna hota hai kyun k news events aisi jaga hoti hai jahan kisi bhi currency pair ka movement ho sakta h ye b currencies pair ki shkal me chlta h.

                      Tool crate process

                      News events ki importance yeh hai keh wo market mein volatility ko create karte hain. Agar kisi bhi currency pair ya economic condition py koi bri news event hoti h to us se market mein movement ho sakti hai. Is liye traders ko news events ko closely watch karna zaroori h taake wo market ki movement pe react kr sakein.ye apko market k rate sy bakhbar rkhti h k Kia chl rha h aur up down khan h Zda.

                      Click image for larger version

Name:	images (41).jpeg
Views:	9
Size:	47.3 کلوبائٹ
ID:	13196088

                      Important rules

                      Kuch news events jo forex traders ke liye important hoti hain un mein Interest rate decisions, GDP reports inflation rates, employment data and political events shamil hain. In events ki announcement se market mein movement ho sakti hai, aur traders ko in events ka khayal rakhna chahiye.is me apka aik step b bht value rkhta h jhan tk ap ja skty hen achi News apko aagy tk ly kr ja skti h.

                      Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	12
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	13196089

                      Finally word

                      In conclusion, Forex mein news events ki importance bohat zyada hai kyun ke wo market mein volatility create karte hain aur traders ko in events ka khayal rakhna zaroori hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X