Achi post kesy Hoti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achi post kesy Hoti ha
    I am new here so guide me please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Achi post kesy Hoti ha

    Best post woe hi jis me information hu trade k bare main. Ur post point to point hu. Be fazool ki bato na hu us me . Ur ju doosaro ko knowledge de ske trade ka.woe post achi hi.
    • #3 Collapse

      Re: Achi post kesy Hoti ha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali176 پيغام ديکھيے
      I am new here so guide me please
      achi post apke ache expreinece se hoti achi post apke ache knowledge se hoti hai or hame chaiye ke agr hame achi post krni hai to achi post ke liye hamare pas acha tajarba hona chaiye or ap new hai to welcome hai apko bht apko chaiye kjo seniors members hai yha unki post parhen unki threads read kren ta ke apko acha bonus mile or unse ap guidness len ke ham kese acha bonus hasil kr skte hai ya kese hame acah bonus mile ga hame kese post krni chaiye ke wo post delete na ho or hamare post ki quality kese honi chaiye ke sb chezn ap kisi seniors se pochen
      • #4 Collapse

        Re: Achi post kesy Hoti ha

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ranaali302
        Assalamu Alaikum dear Forex member acchi post Kaise Hoti Hai acchi post ke liye Hamen chahie ke Hamen Forex ko knowledge Hasil ho aur experience before Akshar Jab Achcha knowledge of sale Hoga experience Hoga To Ham 4x ko Mein Achcha kam kar sakte aur acchi post kar sakte hain isliye Hamen chahie k4x Mein Hamen behtarin kam karna chahie aur quality wise karna chahie Aur Main Apni poston ko information post banaen aur apne kam ko Behtar tarike se Karen Jab Ham quality ko Behtar banaenge to Hamari post bhi acchi Ho Gaya koshish Karni chahie kya Forex Mein acche se kam Karen Aata ke for extra se Hamen Jyada Se Jyada bonus Hasil Ho
        Assalamu Alaikum dear member acchi post karne ke liye Ye aapki typing aur aap ki knowlge hai aur Jyada Waqt dekar hi acchi post kar sakte hain isase aapka tajarba Bhi Hoga aur aapka work bhi
        • #5 Collapse

          Re: Achi post kesy Hoti ha

          Achi post tb hi hoti hy jb hmary pass forex k bary me knowledge ho experience ho jb tk humary pass knowledge nhi hogi acha experience nhi hoga tb tk hum achi post nhi kr skty humen chaea k hum apne senior member ki post ko prha kren or achi trha smjhen or apni post ko acha or informative bnaen ta k humen acha bonus mill sky
          • #6 Collapse

            Re: Achi post kesy Hoti ha

            agar aap Forex trading Mein Kamyab hona chahte Hain to iske liye aapko demo account Diya gaya hai demo account per hamen daily ki 50 post karni hoti hai aur ek quality ki post hamen bahut achcha bonus Dila sakti hai yah aapke upar depend karta hai ki aap kitni quality ki post karte Hain quality ki post ke liye jaruri hai ki aapke pass trading ka knowledge ho aur aapki post bahut zyada informative Ho or spelling mistake Na Ho Taki new member bhi post ko read kar saken aur iske bare mein apna knowledge hasil kar saken Ek quality ki post ke liye jaruri hai ki aap reading ka knowledge hasil Karen Ek acchi post aapko Ek achcha bonus bhi dila sakti hai iske liye aapko hath per karna hoga aur jyada se jyada apni learning increase karni hogi tab bhi aap ismein Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Achi post kesy Hoti ha

              Dear acchi post karne ke liye Ye aap acche threads select Karen acchi Tarah Se Murad Aise trader sirf aur sirf Forex trading se related Ho aur aapko jo trade bahut useful on Knowledge wale Lage sirf us per posting Karen aur post bhi sirf aur sirf trading ke according honi chahie aur jab aap aap khud thread karen to vah bhi bahut useful aur knowledgeable honi chahie Agar aapke pass knowledge Nahin Hai Tu Kuchh Aise Sawal Karen Jiska jawab se dusron ko bhi fayda ho
              • #8 Collapse

                Re: Achi post kesy Hoti ha

                Assalam o Alaikum Dear Members.........
                Dear members Aap ne bauth hi acha question kya hai ke achi post kya Hoti hai tu good post woh Hoti hai jis main hm just wahi write krte hain jis ke bare main hm se thread ke title main pocha jata hai oske related write krna chaye otherwise or Kch Nahi write krna chaye good wording main post krni chaye spelling ki mistake Nahi Honi chaye quality wala write krna chaye post ki length Achi Honi chaye ke dosre members ko Aasani se smjh Aa jaye
                • #9 Collapse

                  Re: Achi post kesy Hoti ha

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali176 پيغام ديکھيے
                  I am new here so guide me please
                  ache post krny k liaye apko achiaye k zada se zada information post k zareyay shear kryan
                  • #10 Collapse

                    Re: Achi post kesy Hoti ha

                    Achi post woh hoti he keh agar aap se koi bhi members koi bhi question puch raha ho to apka jo jawab ho woh bilkul us question se related ho baaz members sawal kuch aur hota hey aur phir uska jawab kuch aur de rahey hotey hein jinko achi post tasawar nahin kiya jata hey isliye yeh zaroori hey keh aap har sawal ka jawab soch samajh kar den takeh members ko bhi apke jawab parhne mein asani ho aur woh is se acha fiada utha saken.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Achi post kesy Hoti ha

                      Ji han dosto bhot he achi bat pochi ha achi post kesy hoti ha jitna ap k pass acha knowledge ho ga jitna zayda experience ho ga jitna ap post ko time dy gay jitna dehan rakhy gay k koi ghlti na ho itni he achi post ho ge r apka bhot he acha bonus ay ga isliya humy chaia k achi post k liya in sab bato ka shamil hona bhot zarori ha ya sab bhot post k andr shamil ho ge to ap bhot jald kamyab ho gay r apka bhot he acha bonus v ay ga Thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Achi post kesy Hoti ha

                        Acchi poster karne ka purpose hi hai ki post ke andar jyada se jyada knowledge hota kar usse dusron ko fayda mile aur vah use malish ke through jyada profit Kama sake is sans mein ham kahenge ki yah post acchi hai kyunki vah dusron ke liye faydemand hai aur agar aapki post dusron ke liye faydemand Nahin hogi usmein koi knowledge wali baat nahin hogi to usse post ka koi fayda nahin isliye hamen chahie ki ham acchi post Karen Parker use se dusre logon ko bhi fayda mile aur dusre log bhi Forex trading mein apna interest pata Karen aur jyada profit hasil Karen aur apni earning khud kamae
                        • #13 Collapse

                          Re: Achi post kesy Hoti ha

                          Acchi post forex forum ke andar wahi hoti hai jo knowledge experience aur analysis se bharpur ho aur Aisi post Ho Jis Se dusre members ko fayda ho aur wo unke liye helpful sabit Ho isiliye Jab Bhi Forex forum ke andar posting karen to make sure Karen ke aap ki posting informative Hai knowledge se bharpur hai good knowledge or experience se bharpoor hai isiliye aap ki Agar posting informative Hogi Tu Hi aap Forex forum sy weekend per Accha profit gain kar Payenge jitni ziada aap ki posting informative Hogi utna hi aap Accha aur good bonus Forex foeum sy gain kar Sakenge isiliye try Karen Kay informative posting Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Achi post kesy Hoti ha

                            Assalamu alaikum dear friend Forex online business hai jismein Jo thread Diya gaya hai uske mutabik aur uske rules and regulation khyal rakhte hue acchi quality ki posting karna acchi posting hoti hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Achi post kesy Hoti ha

                              Assalamualaikum dost..
                              post karte hue aap is baat ka khyal rakhen ki jo bhimawad aap post kar rahe hain vah informative Ho first shop aur aapki post kisi aur post se resemble na Ho. Content of post gher jaruri no ho, words selection acchi o. Gher Zaroori information na ho, content of post informative aur aisa Ho jis say dusron ko sikhane ka mauka mile.. 🤗

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X