Forex k bare me maloomat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex k bare me maloomat
    Assalamo Alaikum,
    Sab bghaio ko mera salam,
    Me ye poochna chahta hoo k forex forum me kam karne ka tariqa kia hy aur kitny time kam karny pe kitni earning ho sakti hy.Aur ye k forex forum me earning kis hisab se hoti hy kia ye posts k hisab se hoti hy ya comments aur likes waghera se aur din me posts ki9 kia limit hy aur kis qism ki posts karni hoti hen.Mehrbani farma kar in sawalat ka jawab deden. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex k bare me maloomat

    dear forex markeet koi bhi chotta moutta business nai hay k jis main ham thori bahut menat say bahut kuch hasil karnay main success ho saktay hain balk is business main kaam akrnay liye aur is business say bahut kuch hasil karnay k liye jub tak ham is amrkeet main bahut ziada mehnat aur exerience say kaam nai akrtay hain hamaray liye isay samjhna aur isay hasil karna bahut ziada mushkil kaam hay aur agar ham is markeet main kaam akrtay huway experience hasil karnaty huway kaam akrtay hain to ham is markeet say itna kuch hasil karn saktay hain jiski khud hamko bhi umeed nai hay k yeh business hamko kitna uper lay ja skata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Forex k bare me maloomat

      Forex form ke andar agar aap information Hasil karna chahte hain to aapko demo account per work karna bahut zaroori Hai Jab aap apna work Damo account per start Karte Hain To aap whan se bahut zyada information aur Accha knowledge and experience gained karte hain aur Yahi knowledge or experience aapko aapke real account mein trading ke dauran bahut zyada support karta hai isliye demo account is Deep best teacher and best platform to achieve good knowledge good information about Forex forum and about your business also about your trading in market so continue your hard working on demo account to achieve good knowledge and good information while on the other hand you can get good knowledge and good information from your informative posting by doing posting and read posting informative so continue your hard working on demo account also in informative posting these all things makes your experience your knowledge strong and you can start trading in your real account and successful trading with these all beneficial tips
      • #4 Collapse

        Re: Forex k bare me maloomat

        Forex k bary me malomat to itni he k is me ham kabhi 100% nhi ho sakty h forex ki malomat ko ikatha kry k liey sb se pehly jo km krna hogabhamain wo he sb se pehly is ko seekhna jb hm khayal krty hm k ham achi tarha se for c. Ko seelh chuky in the o PHR ham is ko trading k bary malomat hamara knoledge sekhna hota he r agr ham is pe research krty hm to hamain sanise ye a sakta he
        • #5 Collapse

          Re: Forex k bare me maloomat

          Assalamu Alaikum bhaiya Forex member Umeed karta hun aur sab khairiyat se Forex Pakistan cake international business agency in both Achcha mehnat Karke Kamyab ho sakte hain aur acchi tarike se profit aur bonus Hassan Kahate Hain forest Bihar Mahua mehnat kar sakte hain aur mehnat karke hi kamyabi Aate Porus Pakistan ke Kaise bich Mein Sare Jahan se Ham Basani bahut sara Paisa bahut profit Kama sakte hain Hamen chahie kya aur usko jaen Karen Aurat main Karke kamyabi Hasil Ke Nahin Ham yahan se acche tarike Jab shazil Kahate Hain Jyada ji Jyada
          • #6 Collapse

            Re: Forex k bare me maloomat

            Ge Bhai Forex ko ap Kam SE Kam 2-3 ghanty dy or es ma apki earning fix nhi Hy blky apki post ki quality p mabni Hy or apny din ma 50 post krni Hy or limit Ka khyal rakhein ap SB se phly ap best review section ma jy what Roz 5 ya 6 post ati h wha ap post kary or phir ap am Forex ki guftgu ma ajye or waha he 10 post k bd aik thread kary ap or din ma max 4 SE zada thread nhi hni chye apki ni to account ban be hskta h apka Kam ap krskte h threads lekin zada nhi or esi trah 44 +6 50 hogae ge apki or Maximum posts ap 40 SE 45 krskty Hy din ma or minimum ap 30 SE 35 kr skte hy
            "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
            • #7 Collapse

              Re: Forex k bare me maloomat

              forex ik online business k sath sath ik risky business b hain is main humhy kamyabi hasil karny k liye mehnat karni ho gai forex main hum mehnat kar k ik achi earning hasil kar sakty hain forex main hum jitni mehnat kary gy utna hi humhy acha profit hasil ho ga forex main humhy ik kamyab trader banny k liye mehnat k sath sath market ki movement ko b dekhna ho ga jab tak hum market ki movement ko nahi dekh laty hum ik kamyab trader nahi ban sakty or na hi acha profit gain kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex k bare me maloomat

                Dear friend Forex trading me bare me malomat k liye apne seniors ki posts ko achy se read karo aur YouTube se Forex trading k bare me videos dekho
                • #9 Collapse

                  Re: Forex k bare me maloomat

                  Dear forex members forex 1 international business hai ap jitni zaida mehnat is mai krengy apko utna e benefit hasil hoga ap ny interest lay kr kaam krna hai ye 1 world wide business hai jo ajj pori dunia mai top level py hoo rha hai ap jitni zaida mehnt krogy apko forex sy utna e acha result milay gaaa
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex k bare me maloomat

                    Assalam o Alaikum Dear Members.........
                    Aap ne bauth hi acha question kya hai dear members Pakistan forex form ek bauth hi good job ki trhn hai es frq yh hai ke job krne ke liye Aapko ghr se bhar jana parta hai or forex par work Aap ghr main beth kar hi kar skte Hain yh ek bauth hi zbrdast business hai es pr work krne ka koi time table Nahi hota hme es par work krne ke liye khud se timing bnani parti hai es pr daily 50 post and 4 thread karni Hoti Hain post main wahi write krna hota Hai jo hm se thread main pocha jata hai good wording main post ko write krna hota Hai apna daily ka work daily krna hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex k bare me maloomat

                      Forex k bary main ager ap maloomat lena chaty hen to apko demo account py kam krna chaea jb ap demo account per work kren gy to apko achi information milly gi acha knowledge milly ga or ap ka experience bhe acha ho jae ga experience k sath jb ap trade kren gy to ap ko success ziyada mily gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex k bare me maloomat

                        forex ko hum foreign exchange trading bhe kehte hain is main hamare pas different currencies,commodities,shares bhe hote hain jin par hum trading kehte hain hum in kain selling buying kar ke hum is main ho jate hain kamayab bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karna ho ga hum jitna ache tarah se is main kam karte hain to hum is main kuch na kuch to hasil karte he hain bas hamen bhe is main sahe tarah se kam kar he lena cahiye bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamne bhe cahiye ke hum is main success hasil kar he jate hain tab he to hum is main success hasil kar he jate hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kara karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex k bare me maloomat

                          Forex forum par kam karna bohot hi asan hey aur agar aap kisi bhi section mein work karna chahte hein to wahan par pehle se threads aur replies bhi mojood hotey hein aap un mein senior members ki post ko dekh kar us se seekh saktey hein keh kis trha se jawab dena hey aur uske ilawa aap har section ke rules ko visit karen to wahan se bhi aap easily maloomat le saktey hein aur yeh forum yaqinan bohot hi helpfull hey.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex k bare me maloomat

                            hamy learning gain kar ky aik time table bana kar kam karma ho ga pher he hum pasa kama saky gy hum is mai postig kar skty hain hum is mai trade be laga sakty hain yai aik asa business hain ko ky kabe be katem nahi ho ag hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex K Bare Mein Maloomat

                              1. Forex Ki Pehchaan


                              Forex yaani Foreign Exchange, duniya ka sabse bara aur liquid financial market hai jahan currencies ki trading hoti hai. Yeh bazaar 24 ghante khula rehta hai, jahan traders currency pairs mein buy aur sell karte hain.
                              2. Forex Ka Tareekh


                              Forex trading ka aaghaz 1970s mein hua jab currencies ko floating exchange rates par chhod diya gaya. Is se pehle, currencies ka exchange fixed rates par hota tha.
                              3. Forex Market Ki Bunyadi Fikra


                              Forex market ko samajhne ke liye sab se pehle currency pairs ki samajh hona zaroori hai. Har currency pair do currencies ka jor hota hai, jese USD/EUR ya JPY/GBP. Pehli currency ko base currency aur doosri ko quote currency kaha jata hai.
                              4. Forex Trading Ka Amal


                              Forex trading mein, traders market ki analysis karte hain, jahan technical aur fundamental analysis ka istemal hota hai. Technical analysis charts aur indicators par mabni hoti hai, jabke fundamental analysis economic indicators aur news par.
                              5. Margin Aur Leverage


                              Margin trading forex mein ek aham pehlu hai. Traders apne capital ka chhota hissa margin ke tor par istemal karte hain, jabke leverage unhein zyada positions lene ki sahulat deta hai. Lekin, is se risk bhi barh jata hai.
                              6. Forex Brokers Ka Kirdar


                              Forex brokers woh firms hain jo traders ko trading platform faraham karte hain. Inka kaam market ki liquidity ko barqarar rakhna aur traders ki orders execute karna hota hai. Brokers do tarah ke hote hain: market makers aur ECN brokers.
                              7. Trading Hours Aur Sessions


                              Forex market 24 ghante khula rehta hai, lekin iski trading different sessions mein hoti hai: Sydney, Tokyo, London, aur New York. Har session ke apne trading hours aur volatility hoti hai, jo traders ke liye mukhtalif mauqay faraham karti hai.
                              8. Currency Pairs Ki Categorization


                              Currency pairs ko teen categories mein taqseem kiya jata hai: major pairs, minor pairs, aur exotic pairs. Major pairs mein wo currencies shamil hain jo sab se zyada trade hoti hain, jabke exotic pairs mein ek major currency aur ek emerging market currency hoti hai.
                              9. Economic Indicators Ka Asar


                              Economic indicators, jese GDP, unemployment rate, aur inflation, forex market par aham asar daal sakte hain. Traders in indicators ko dekh kar market ki future direction ka andaza lagate hain.
                              10. Risk Management


                              Forex trading mein risk management bohot zaroori hai. Traders ko apne losses ko control karne ke liye stop-loss orders ka istemal karna chahiye. Risk-to-reward ratio ko samajhna bhi trading ki strategy ka hissa hai.
                              11. Trading Strategies


                              Forex traders mukhtalif strategies apnate hain, jese scalping, day trading, swing trading, aur position trading. Har strategy ki apni khasiyat aur timeframe hota hai, jo traders ke trading style ke mutabiq hota hai.
                              12. Psychological Aspects


                              Trading ke liye psychological stability zaroori hai. Traders ko emotions, jese fear aur greed, par control rakhna chahiye. Trading psychology ko samajhne se traders apne decisions behtar bana sakte hain.
                              13. Technology Aur Forex


                              Aaj kal technology ka forex trading par bohot bada asar hai. Automated trading systems aur algorithmic trading ne trading ko asan aur fast banadiya hai. Mobile trading apps bhi traders ko flexibility dete hain.
                              14. Aakhri Soch


                              Forex trading ek lucrative lekin risky business hai. Jo log is field mein kamiyabi hasil karna chahte hain, unhein market ki acchi samajh, discipline, aur continuous learning ki zaroorat hai. Forex mein achi tarah se tayyari karne wale traders hi long-term success hasil kar sakte hain.

                              Forex ek exciting field hai jo investment aur trading ka mauqa faraham karta hai. Lekin is mein kadam rakhne se pehle, market ki samajh, risk management, aur trading strategies ki taiyari bohot zaroori hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X