Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??
    Asslam Alaikum dear forex members mera ap se se ye sawal hy ky forex market me trade shuru krny se pehly hm agr market ka jaiza lena chahty hn or signals ko dekhty huye koi decision lena chahty hen to in signals ky accurate hony ky kitny chances hyn...best and most accurate signals hmen khan se milen gy?
    Metatrade4 pr bhi hmen candlesticks ky zriye kuch signals diye jaty hen instaforex account pr bhi ye available hoty hen...kya hm in pr yaqeen krty huye trade shuru kr slty hen.? Ap sb log bhi apni apni trading techniques and skills zrur share kren ta ky nye logon ki help ho sky or ye bhi btaen ky konsy signals mlst reliable hn or vo khan se milen gy ...umeed hy ap meri ye confusion door kren gy or achhy achy answers or opinions ky zriye meri knowledge me izafa kren gy...thanks to all in advance
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

    dear forex markeet main kaam kartay huway hamko kahin say bhi isk baray main 100 percent knowledge ka milna mumkin nai hay wo is liye k jis traders k pass thora bahut kaam karnay ka experience aa jata hay wo yeh samjhta hay k usk pass sab kuch aa gaya hay to agar ham is markeet main kaam kartay huway khud ko aik maintain tareekay say rawan dawan rakhtay huway kaam kartay hain markeet k baray main jantay jatay hain aur har aik lose ko aur appni mitakes ko smajhtay jatay hain to ham is markeet say bahut kuch hasil bhi kar skatay hain aur hamko kisi k bhi achay say achay signals ki koi zarurat nai rehty hay laikin agar ham yeh sochtay hain k hamko har haal main kisi k achay say achay signasl ko he follow kartay huway kaam karna hay to is main ham markeet k baray main kabhi bhi sah jaan nai saktay hain aur na he ham markeet main kabhi success ho skatay hain aur agar ham markeet main k baray main kuch bhi nai janty hain to hamko kisi aisay expert traders k signals ko follow karna chaye jisk baray main ham khud achi tarha say jantay hain jisk baray main ham khud yeh jantay hain k usk pass sahi experience hay to lose say bachnay k liye aur markeeet ko samjhnay k liye ham aisay banday k provide karda signals ko follow akrnay main koi bhi harj nai hay laikin agar ham is amrket main aisay kaam akrtay hain jaisay k ham isk sath time pass jaisa behave kartay huway kaam kariangay to ahmko amrkeet bahut jaldi say bahut barray lose say aik bahut barra jhatka dainay wali hay jisk baad ham is amrkeet ko hamesha k liye chorr daingay aur hamko markeetsay kuch bhi hasil na hoga is liye maira mashwra yahi hay k ham is markeet main tab he kaam ko start karian jub hamko khud ka experience iski allow day k ham is kabil ho gaye hain k ham amrkeet say achi earning kar saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

      There are many platforms and many websites which provide you the forex Signals and their signals are accurate according to my point of you because I have tried that signals for my trading and I have found that they are accurate signal providers the first thing you can get by your trading is your analysis if you are able to do your own analysis and your own prediction about reading then you are a successful trader and you don't need any signal but if you are a junior member then you have to do trading on the basis of seniors and the most trustable senior providers can be found on the Google and YouTube search in Google about the the most accurate signal provided as they would be many sites which provide you signals signals on the basis of their share in your profits or they charge some extra fees or dues for you for providing signals there are many websites which provide you signals with full accuracy but discharge Deuce every month and they take money dues from you for providing signals so if you really want to trade on the basis of signals then you have to pay some fees for getting signals on these websites but I would suggest that you don't need to follow the signals is you have to make your own analysis and they try to to analyse that market movement on the basis of your own analysis then you will be able to get maximum profit from your trading if you want to become a successful trader and a professional trader in your trading life then you have to get maximum knowledge about the trading and get maximum information about the trading and get maximum knowledge about the trading charts and the candlestick patterns and then you would be able to make your own Signals and people will ask you for providing signals so make yourself signal provider not signal beggar thank you very much
      • #4 Collapse

        Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

        Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge

        Forex market Mein kam karte hue Humko kahin se bhi Humko kahin se bhi Iske bare mein sau percent knowledge ka Milana Mumkin nahin hai vah isliye kate reader ke pass thoda bahut kam karne ka experience a Jata Hai To vah yah Samajhta Hai Ki Uske pass Sab Kuchh a Gaya Hai yah to Agar Ham kis market Mein kam karte hue Khud Ko Ik mention tarike se reward Deewan Dete Hain To Kam karte hain to market ke bare mein To Ham Jante Hain Jante Hain To aur Har EK Claus ko Ham Apne Mitra ko samajh Jaate Hain aur recover kar lete hain To Ham Jarur Kamyab Hote Hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

          ji member aapka question bahut achcha hai ki forex market ke most correct signal hamen kahan se milenge aur aisa bilkul bhi nahin ho sakta ki Ham main forex market ke most accurate signal Kahan se Mile aur agar kahin se milane ka vah bhi to yah bhi confirm nahin hota ki vah sahi hai ya galat isliye hamen agar trading karni hai to hamen yah baat to bilkul bhi Jain mein nahin rakhni ke hamen Koi acche bilkul sahi signal batane wala hoga yah aisa nahin ho sakta ha is tarah se ho sakta hai ki Ham apne brokers ki madad se yah indicator ki madad se one signal ko acche se analyse Karen aur FIR hamen pata chal jata hai ki yah hamare liye acche signals hai yah acche nahin hai to hamen per trade kar sakte hain agar is tarah se Ham brokers aur indicators ko bahut acche se analyse karne ke bad ki market mein open Karen aur trading ke liye open Karen to hamen confirm property hasil hota hai aur profit hasil karne ke liye jaroori hai ki Ham market ko acche se analyse karne aur ananas karne ke liye hamen experience ki jarurat hoti hai aur yah experience mein tabhi hasil hota hai jab ham hardworking ke sath kam Karen aur hardworking ke sath kam karne ke sath sath focus hokar kam Karen aur focus Ham tabhi kar sakte hain jab Ham isko maximum time day aur time dene ke bad yahan market mein kam Karen aur trading Karen aisa Koi aisi Koi chij nahin hai jis Jo hamen confirm bata deti hai ki yah signal achcha hai aur signal se hamen prapt hasil hoga aisa jarur hota hai ki Ham apne indicators aur broker ki madad se kuchh acchi ishara Le sakte hain aur profit hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

            Dear friends jaisa ki aapko pata hai ki Forex ke bare mein hamen jankari bahut sare different source se hasil ho sakti hai aur iske liye trading ke signal bhi hamen main news ke zariye bhi mil sakte hain aur agar hum ais market mai new hai to hum ko ais mai ye sahult bhi di jati hai k hum ais mai signal le k kaam kar sakty hai kun k ais mai kuch log hai jo kafi zayda expert hai ais market k magar aun k pass investment ni hai to wo signal service dety hai aus mai ye hai k aun ko ais mai paid karna parta hai aor wo ap ko ais mai trading karny k liay signal dety hai jin par ap agar trading kary to ap ko aus par acha profit hota hai ais liay agar ap ne kisi se signal leny hai to aus se phly ye check zaror kar ley k signal kaisy hai aor aun se faida bhi hota hai ya nai kun k ap ne agar signal leny hai to phly demo account par check kar ley aus k baad real account par signal k sath trading kary ta k ap ko pata ho k signals kaisy hai Forex market kay kaam main signal ke term bht zaida use hoti hai aur ess ka matlab hai kay kise bhe currency ya commodity ko buy ya sell karney ka mashwara ya buy ya sell karney ka ishaara. Jo bhe meya ya purana trader hota hai wo signals ko lazmi dekhta aur follow karta hai. Q kay market ka kuch idea nahi hota esi liey market ko follow karney kay liey signals ka sahaara liya jaata hai. Signals mukhtalif tareekon say apko milty hain.
            Indicator Signals ,Websites Signals
            Paid/Free Groups Signals,En teen tareekon say apko signals hasil hoty hain. Mera aapko mashwara ye hoga kay sab say pehly aap paid ya free signals waly groups ko agar join kiey huy hain to unko chor dain kunkah unka koi faida nahi hai wo sirf apney paisy batorney kay chakar main hoty hain,Indicators ya webistes say signal aap bilkul hasil karin aur agar aap research karin aur unko daikhin kay wo sahi signals hain to un par trades bhe lagain. Kun kay indicator kise na kise wajha say signal generate karta hai aur websites par jo apko signals milty hain unki wajha bhe sath ma likhe
            • #7 Collapse

              Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

              Assalamualaikum!

              Forex par agar Ap signals ko follow Kar Kay trade Kar rahy hoty Hein to Ap hamesha yehi chahen gay Kay apko 100% correct signals Milne magar ye Baat bilkul ghalat hai apko kahin sy bhi 100% correct signals nai Miltay is liye apko trading Kay waqt bilkul signal's par munhasir nai hona chaiye balkay apni mehnat Kay sath trades lagani chaiyen apko ziada focus learning par Dena hoga phir apko apny experience Kay sath trades lagani hon gi is liye jab Ap apni mehnat say trading Karty Hein to Ap interest Kay sath trading vkarty Hein tab hi Ap achi aur kamyab trading Kar paty Hein

              Signals ko follow Kar Kay trading main Ap ko aksar loss ho jata hai . Uski reason ye hai Kay aksar apko Jo signal's Miltay Hein wo sai nai hoty aur ghalat hoty Hein jiski waja sy apko loss ho jata hai is liye apko chaiye Kay Ap hamesha koshish Karen Kay apny experience Kay sath trading Karen aur profit gain Karen jab Ap mehnat karty Hein to waqt Kay sath sath apka experience increasehota hai phir ap ko trading ki smajh aa jati hai aur Ap acha profit gain Kar sakty hein
              • #8 Collapse

                Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

                slam brothers kia haal hen umed krta hn ap sab kheriat se hunge pak forex forum pe jab ap acha bonus kr lete hen to ap ko chae ke ap lazmi ache signal hasil krna chahte hen to apko lazmi tor par kisi ko follow krna chae eske leay apko apne seniors ki help leni chae .jab apko acha trading ka signal mil jata hy to hi apko acha profit hasil huta hy .apko chahe ke lazmi tor par ache signal hasil kren aur ap un signal ko follow kren apko loss bhi esi waja se huta hy jab ap week signal ko follow krte hen ap strong signal ko follow krenge to apko loss bilkul bhi nh huga .apko bahut ziada experince hasil krne ki zrorat hy jitna apka experince hujaega utna hi apko ziada faeda huga jab apko trading ki achi smj ajae to ap achi earnining hasil kr sakte hen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

                  g haan dear apny bht hi acha swal kia hai k hamein market k accurate signals ka kahn se pta chlta hai. forex aek online business hai. forex mein bht se platforms hain aur bht si websites hain jo hamein best forex mein kaam karny k liye best aur accurate signals ky bary mein inform karti hain.
                  hamen news ko dekh kr kaam shuru krna chahiye hamen news se contact mein rehna chahiye agar hum aik achy or kamyab trader ben'na chahty hain kuen k news hamen latest trend se inform krti hai or hamen trend k bary mein information ka hona bohat zaroori hai agar market mein trading krna chahyty hain or aik achy or kamyab trader ben'na chahty hain news se hamen ye faida ho ga k hum market ki direction ki movement ko bhi dekh sakty hain or rates k high or low ko bhi samjh sakty hain.
                  hamein market mein kaam karny k liye market ki movement ko daily bases pe watch krty rehna hoga tab hi ham achi trading kar sakty hain. hamein market mein reh k market k trend ko deikhna hoga. market k rules ko follow karna bht hi zaroori hain . agar ham amrket k rules and regulations ko follow nahi karty tou hamein bht bary nuksaan ka samna karna par sakta hai.
                  hamein achy trading skills ko hasil krna chahiye taa k hum aik achy trader ben saken is k liye zaroori hai hai k hum experienced traders se help lein un k sath kaam kren un se skills ko seekhen un se tarding k bary mein poochen un se seekhen k kab kon si trade kab kis waqt or kis tarhan krni chahiye tabhi hum aik achy trader ben sakty hain or forex k forum par kamyab ho sakty hain or aik achi earning kr skaty hain experienced traders k sath trading ka benefit ye hota hai k is se hamary skills polish ho jaty hein or un ko maloom hota hai k is trade se loss hona hai tou wo hamen us se avoid krva dety hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

                    MOST ACCURATE SIGNALS IN TRADING
                    Dear forex friend forex market bohat zayada fast moving aur risky market Mein is mein Har kaam plan ky according kr KY he ache kamyabi ko haisl Kiya ja sakta Hai aur jahan tak most accurate signals ki baat hai to dear koi Kitna he professional trader kyun na ho us ko bhi us ka analysis is ky signals nuqsaan ka samna krwa he dyty hain humein apny mind ko aisa nahi bnana chaheye balky humein apna mind ste is tarha ka rakhna chaheye KY hum market ko apny liye profitable bnane ki Har Mumkin koshish kren ge aur Har situation ko ache tareeky see handle kr KY khud ko apny account ko loss se bcha e ki Har Mumkin koshish kren ge
                    Kyun KY yahan aksar members yehe Soch kr aty hain KY is kaam mein bohat faida Hai is mein koi Shaq nahi aisa he Hai lekin dear faida bhi unhen ko milta Hai jo faida hasil krny ki koshish bhi krty hain profit ho ya loss Har situation Mein sabit qadam rakhty hain humein bhi is kaam mein most accurate signals ka intazar nahi krna chaheye balky signals ky saath saath apny analysis apni strategy apny knowledge aur experience ko follow krny ki koshish krni chaheye hmari yehe koshish humein forex jaise risky business Mein bhi shandar kamyabi dy sakti hai Bas humein sabar see kaam lyna ho GA jaldi nahi krni ho ge kamyabi humein mil Jae ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

                      Dear Forex members Market Main Accurate Signa Toh aap Ko market Makers Say he mil sakta hai Lekin aap ko Khud per Trust Rakna Chaye or Market Ko Understand Karny main Time Invest karna chaye Iss Tarah say aap Ko Marekt ka Knowledge Improve ho ga Or ap Achy say marekt Main aapni Grip Bana Sakty hain.Ager ap Kise Expert Trader ko Foolow karty hain Or Us Trader Ke Investment kay Equal Apni investment Kart hain Toh aap Ko Correct Signal Available Ho sakta hai Lekin uss Kay liy Be aap Ko High Risk Or Mehnat karna parti hai Jis Ke Waja Say aap ka Knowledge Or Experience Hona Boat Zorori Hai.Iss Kay Liy aap ko Signals Ko Direct Apny Real account Per use Nahi karna Chaye.

                      Dear Members Aap Ko Chaye Kay Expert Trader Kay Signal Ko Follow Karein Jo kay 80 To 90 Percent Accurate Hoty hain Or Wo iss Waja Say kay Expert Trader Ka knowledge Kafi High Hota hai Or Wo Market Main kafi Long Time Say Hoty hain Or Un Ka Knowledge Be Kafi Hogh Hota hai iss liy aap ko Chaey kay Aisay Trader Kay Signals Ko Follow kiya karein tab He aap Acha profit Gain kar sakty hain .Jab aap Signals Ko Follow karty hain Toh aap Ko market main be Nazar Rakna Parti hai Ku kay Expert Trader Kise Be Waqt Signals Dy Sakta hai or Uss Kay liy aap Ka Online Hona Boat Zrori hota hai Tab he aap Profit Gain KAr Sakein Gay..

                      Dear Fellow Aap Ko Ak Dam Say Kise Kay Signals Follow Karna Start nahi kar Dyna Chaye Ku kay Kise kay Signal Accurate Hoty hain or Kise Kay Nahi Hoty hain iss LIye aap ko Signals Buy karny say pely Trail Lazmi lyna Chaye or ager Koi aap Ko Trail nahi Dyta Toh aap ko Kabi Be Signals Kay Liy Pay Nahi karna Chaye or Signals Ko pely Demo Account Per lazmi Trade Karna Chaye ager Demo per aap ko Profit Gain Ho toh He aap Ko Real Account Per signals Ko use karna Chaye Warna Bina Kise Practice kay Apni Investment Per Risk Nahi Lyna Chaye.Ku kay ap kay Account Ka Secure HOna Boat Zori hai tabi aap Market Main long Time Kay Liy reh Sakty hain..
                      Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

                        Forex trading mein aap apni analysis karty hain aur trade mein entry se pehly confirm signals ka wait karty hain..​Agar achy signals mil rhy hon aur aap market ki condition dekh kar andaza laga skty hon ky ap ki trades me success ky zeada chances hain to aap trade mein entry le skty hain. Without signal confirmation aap agar trade krty hain to aap ki trade mein loss ka risk factor hota hai. Jo ky kabhi bhi apko loss de skta hai.

                        Forex mein koi bhi bara aur Profesional trader aapko signals ki 100 percent surety nahin de skta.​Forex trading mein market kar affect karny waly factors bhut zeada hain jin sb ko notice kr ky trade krna bhut mushkil hai air aap kuch important factors par hi nazar rkh kar trading kar skty hain. Aur un par kam kar ky aap good signals hasil krty huey jab trading karty hain to aapki trades mostly profits mein jati hain. Lekin loss sath sath hi chalta hai.

                        Market ka technical analysis aap ko market ki maximum informations de skta hai. Aur jiska technical analysis strong higa uski trades automatically better hoti jaen gi. Market ky technical analysis mein aapko chart ko candlestick patterns ky through read kar ky signals find kar ky unki confirmations ka wait krna parta hai. Aur jab candles trades ki conformation de rhi hon us waqt aap trade mein entry len gy to yeh trade ky liyr best time hoga. Isky sath sath aap​agar news ko bhi market ky signals ka hisa bna lety hain to aapki trading mein aur zeada improvement aa skti hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

                          janab agar tu ap is market main really kamyabi hasil karna cahhtay hain aur is main aik kamyab trader banana chahtay hain tu main ap say yeh requst karon ga kai kabhi bhi dosron kai signals per depend mat karain aur koshsih karain khud analysis kar kai forex trading ko seekhnay ki koshish karain aur bajaye dosron kai signals ko follow karnay ki bajaye apni mehnat aur learning per yakeen rakahain is kai ap ko do faiday ho saktay hain aik yeh kai jab ap khud learning karain gay tu waqt kai sath sath ap is main experience hotay jayn gay aur aik din aye ga kai ap khud say kabil ho jayen gay kai ap apnay signals khud nikal sakain aur dosra yeh faida ho ga kai agar ap ko is main loss ho ta bhi hai tu ap ko pata chal jaye ga kai loss kis wja say howa hai aur kiya galati ap say hoi hai takay next time ap us galati ko dobara na duhra payn lakin agar ap dosron kai signals per dependent rahay gaya tu ap ko kabhi bhi aisi learning nai ho sakay gi even ap ko agar us main profit ho bhi gaya tu ap ko pata hi nai chalay ga kai kin wajohat ki waja say profit howa aur issi tarhan ap ko loss ki sorat mai bhi koi learning nai ho sakay gi is market main. mairi baat hamesha yad rakiyay ga agar ap is market ko longere term main lai kar chalna chahtaya hian tu ap ko dosron kai signals ko follow nai karna chahiyay balkay khud hi learnign karni chahiyay is market main.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

                            Walaikum salam trading market mein hamen signal ki acchi khasi jarurat padati hai ki unke jab tak ham ek market ka achcha signal Nahin lete hain tab tak hamari trade kabhi bhi munafa mein Nahin jaati hai isliye hamen agar market se munafa uthana hai to fir hamen jarur acchi trading Karni hogi aur Market mein hamen Kabhi kamyabi mil sakti hai jab ham acche analyses ke sath kam karenge agar market mein ham acche analyses aur acche signal ke sath Kam Nahin karte Hain to fir hamare liye kamyabi Kabhi mumkin Nahinhori hai.

                            kuch log market mein kaam karte hue dusre logon se signal lete hain aur apne se senior logon ki signal ko follow karte hue trading karte hain aur unka apna koi tajurba Nahin hota hai hamare liye ye to mumkin ho sakta hai ki agar ham dusre logon se signal lete rahe to fir ham market mein kam kar sakenge aur market se munafa le sakte gay lekin jab tak hamara apna achcha tajurba Nahin ban jata hai tab tak ham market mein baith aakaam Kabhi Nahin kar sakte hain kyunki mein khet mein baitha kam karne ke liye jaruri hai ki hamen apna bhi tajurba Hona chahie agar hamara apna tajurba Nahin hoga to market mein behtar Kam Nahin ho sakega aur na hi hamen market ke behtar signal mil sakenge.

                            agar ham market ke appu rate signal chahte Hain to fir hamen self-analysis karne padenge jab hamare Apne self-analysis honge to fir ham market mein appu rate signal per kam kar sakte hain agar market mein hamare Apne signal powerful Nahin hote Hain to fir market mein hamari trading Kabhi baitha Nahin ho sakti hai isliye market mein kam karne ke liye hamare Apne signal powerful hone chahie tab hamen kamyabi milegi aur agar market mein hamare Apne signal powerful Nahin hai to fir hamare liye kamyabi kabhi bhi e yakin hi nahin ho sakti hai aur na hi market mein hamen Kabhi achcha munafa mil sakta hai.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market ky most accurate signals khan se milen gy??

                              Forex ki market Mein Jab traders Apna Kam start karte hain to use market unhen Forex trading Mein trading strategy ko acchi Tarah Se samajh Na Hota Hai Kyunki jab tak vah trading strategy ko acchi Tarah Se Dar Nahin Karenge tab tak vah market Mein updated ko kabhi bhi Upar close nahin kar Sakenge isliye sabse pahle Apne market Mein trading strategy ko samajhna chahie aur Market ke trend ki movement ko understand karna bhi Hamare liye bahut jyada Jaruri Hota Hai

                              Market Trend ko sabse pahle study kar lena chahie ki market kis trend Mein movie kar rahi hai uptrend mein move kar rahi hai yah tere downtrend mein mov kar rahi hai ya FIR market sideway ki taraf move kar rahi hai aur Hamen in traned ke alava market ke signal ko bhi acchi Tarah Se samajh Na Hota Hai Kyunki Jab Ham market Mein trade Lagate Hain to use Waqt market ke signals bhi Tej Raftar ke sath movement karna Shuru kar dete Hain isliye Hamen in market ki movement ko acchi Tarah Se Dekhte Rahana chahie Taki Ham is movement ke hisab se hi apni trade Mein changing kar Saken

                              Jab market uptrend aur downtrend movie karti hai to use Waqt hi Hamen market me apni trade ko open karna chahie Kyunki Jab market ine donon trend move karti hai to use Waqt market Mein Ham red lagakar market Se Achcha profit Hasil kar lete hain Jab Ke Agar market sideway main move kar rahi ho to use Waqt market Mein trading karna bahut jyada Mushkil ho jata hai use Waqt beginners hi nahin Bal ke bahut Bade expert professional trader bhi apni trade ko close kar dete hain aur ismein hone wale nuksan se bacche rahte hain isliye Hamen market Mein Soch Samajh Kar kam karna chahie aur Market ke signals aur uske trend ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Uske bad hi market Mein Apni trade Lagani chahie Taki Ham market Mein profit Ha researchsil kar Saken aur nuksan se baccha ke

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X