Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Bullish Matching Low Pattern
    Assalam Alaikum All mates!

    Ummed Karta hu Sab mate Kheriat say Hu gay,Main aaj Jiss Candle Pattern ke Discussion karny ja Raha Hu Boat he Rare Candle Pattern hai or Ye Candle Pattern 2 Candles Per Mustamil hota hain Or ye Dailt Ke Market Main Zada Dykny Ko Milta hai Ku Kay ye Candle Form He Daily Market Main Hota hai iss Liy hum iss Ko Rare Formation Ke Candle be Khe Sakty hain.Iss Candle Ko Bullish Matching Low Candle Kayty hain Jis Ke Aaj Hum Discussion Krny Ja Rahy hain.

    Defination:

    Dear mate's Ye Candle Downtrend kay last main Ak Normal Candle Ke Tarah Form Hoti Hai or Iss Ko Bullish Matching Candle Iss Liy Khety hain kay iss Candel Main Nest Day Ke Jo Candle Form Hoti hai Wo Candle Open Or Moving Price Toh Diffference Ho Sakti hain lekin Us Candle Ke Closing Time Exact Iss kay Same Hota hain Jis Waja Sy Hu Iss Pattern Ko Bullish Matching Candl Pattern Khty hain.

    How We Know This:

    Hum Iss Candle Ko Kuch Imortant Jago Per Find Kar Sakty hain Or ye Candle Zada tar Downtrend Kay Last main Form Hoti hai Or Is Ke First Candle Ke Body nay Last Day ke Candle Ke Body Ko Observe Kiya Hota hai Or Dono Candles Ke Closing Points Exact same He Hoty hain.Iss tarah Say Hum is Candle Ko Asani Kay sath identify Kar Sakty hain Or Agy ka Market ka Step Find Kar Sakty hain.

    How We Trade This::

    Iss Candle Ko Successfully Trade Karny Kay liy Humy Buy Limit ka Use KArna Chaye Or Confirmation Kay Over Hony kay Bad Ke Buy Limit Set Karna Chaye Ku Kay Hum Confirmation KAy bad He Iss say Pora Profit Get kar Sakty hain.Or Iss ka StopLose Humy Candle Kay Shadow Say Down SIde Per Set KArna Chaye ku kay Confirmation candle Ke Movement Kuch High Volatile Be Ho sakti hai Iss Liy Humy Risk nahi Lyna Chaye Or Perfect Order Set karna Chaye...
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

    Bullish matching low pattern
    Candlestick chart mein bullish matching low behtarin pattern jab banta hai to aapko selling opportunity ki indication milati hai.

    trading members candlestick chart pattern of Dekh rahe ho is main aapko najar a raha hai ki bearish candle big body Bani Uske bad next candle small body Bani lekin vah close same point per hui jahan per before candle close hui.
    Is paytern ko smjhna bahot asan hai aisy he bullish candle stick pattern jb bny ga to first candle small second big bny ga to us waqat apko smkh skty ho ab matket reverse entry ky leay ready hai aor ap bullish opportunity avail kr wkty ho. Apko immediate low py stop loss set krna chye aor bearish trade ma immediate high py stoploss set krna chye agr fake pqttern bna ho ga to aoko limited loss ho ga aor apka account safe rahy ga. Apko kamyabi mil jay gi. Trading members apko is bat ka khasoosi andaza lgana chye ky kya best hai aor kya nhi hai.
    candlestick chart pattern mein bahut Sare secret hote hain jinko agar aap send kar lo to ab ke liye trading karna aasan ho jaati hai aur aap kamyab ho sakte ho aap apni trade ko manage kar sakte ho achieve mein nahin kar sakte ho. Jub tk ap khud sy market ka analysis nhi kro gay apko na confirm ho ga aor na he confidence mily ga khud sy kam kro to apka ahtemad bahal ho ga aor apko kamyabi mily gi
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

      GTA member aaj Ham jis candlestick ke bare mein baat kar rahe hain vah candle pattern bahut jyada istemal hone wali Karan pattern hai vaise to market mein bahut jyada candle pattern mein jo hote hain aur ek ki ek apni wali hoti hai lekin is candle pattern ki bahut jyada value hai aur yah isliye ASCII value hai ki iski do candles hoti hai aur yah hamen bahut jyada information jyada milati hai is candle ko select karne ke liye hamen chahie ki Ham scandal ke bare mein bahut acche se information hasil karne aur is candles mein do candles hoti hai jo hamen market mein bahut jyada help deti Hain reading karne mein aur agar Ham is candles ko trading mein selected lete Hain to hamen bahut jyada profit hasil hota hai aur profit hasil hone ke sath sath hamen experience bhi hasil ho jata hai experience hasil karne ke liye hamen chahie ki Ham continuously online rehkar market mein apna Kam Karen aur kam ko maximum Karen kamco maximum karne ke liye hamen chahie ki hamari pakki ke sath focus hokar kisi bhi kam ko Karen aur uske bad hi Ham hamen aap ho sakte hain aur hamen experience hasil ho sakta hai aur experience hasil karne ke liye sabse badi baat hui hai ki Ham market mein online rehkar jyada se jyada kam Karen aur uska naam ke bare mein bahut jyada information hasil Karen information hasil karne ke liye jaruri hota hai ki Ham jyada se jyada online reh Kar kam per focus karke uska humko Karen Kahan ke hamen use kam ke bare mein ho jyada experience hasil Ho jaaye aur explanation apne seene mein Bal ko follow karke bhi hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

        dear friend, bullish matching low pattern ma 2 candles hoti hain jo bullish reversal pattern ko show karti hain, jis ma dono candles ki closing prices same hoti hain, ye downtrend ma appear hoti hain aur prices ma kami ko show karti hain, ye pattern btata ha k prices support level ko pohnch gae hain, lakin is ma pattern ko follow kar k prices kisi b direction ma ja sakti hain jo ziadtar downtrend ma hi continue rehti hain, is pattern ko identify karnay ki khasusiat ye hain k jb market lower trend ma ho, pehli candle ki long real down body hoti ha, second candle ki real body first candle k same price level par close hoti ha, dono candles k lower shadows ho saktay hain lakin in ma asal cheez prices ki matching ha, in k lower shadows k lows b similar hotay hain, aamtor par ye khyal kia jata ha k jb ye pattern bn jata ha to trend bearish sa bullish ma reverse ho jata ha, in 2 candles sa next bnnay wali candle ko trend confirmation k liay observe kia jata ha, trader is ma short position k liay enter ho saktay hain jis k liay unhain stoploss pehli ya 2nd candle k high k upar set karna ho ga, ye pattern us waqt behtar kam karta ha jb prices is ko thek tarah follow kar rahi hon lakin is ma direction clear nhi hoti is surat ma reversal ki bjay continuation pattern bn jata ha, pattern k mutabik trade ma confirmation ka intizar kar k aur breakout direction ko follow kar k hm is problem ko dur kar saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

          What is matching low candlestick pattern.

          Matching low 2 candle par mabni bullish reversal pattern hai. Ye chart ma downtrend k bad show hota hai. Ye both candlestick downward trend ma banti hai. Pehle jo candle hoti hai eska lower shadow ni hota but second session ma marker previous closing price sy open ni hoti balky upside gap sy open hoti hai but phr b ye downward direction ma he ati hai. Ye second candle b first candle k closing point par he close hoti hai. En both candles k same close price ko ham matching close k name sy janty hain. Ye pattern tb banta hai jb price downward trend ma fall karti hai or support level par ponch jati hai.


          Matching low candlestick patten understanding
          .


          Es pattern k lae market ka en conditions pae pora utarna lazmi hai. Market ma low trend hona chahe. First candle long down trend ma banani chahe or es ka lower shadow na ho. Second candle ka closinf point pehle candle k same ho es pattern ma candlestick ka lower shadow hony sy zayada important ye hai k enki closing prices same point par honi chahe. Ye pattern valid ni rahy ga jb second candle first candle k nechy ah kar close ho gi. Ye pattern shoe karta hai k price market k support level par ponch gae hai or market ki agli stage ma bull wapas any wala hai or market ka trend up ja sakta hai. Ham ye keh sakty hain k yaha sy price k rebound hony k maximum chances ho sakty hain. Kuch cases ma ye pattern continuation pattern k tor par b act karta hai es lae traders ko es pattern k bad ik candle ka wait karna chahe or us direction ma trade lagani chahe direction ma ye candle bany. Agr candlestick continuation pattern ko confirm kar de to trader ko small trade ma enter ho jana chahe or stop loss first candlestick k high point par set karna chahe.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

            Dear forex friend thanks a lot ao ne bullish matching low pattern ko bohat ache tareeky see hum sab ky saath explain Kiya hai hum sab ache tarha janty hain KY market Mein move krny wali candles different patterns bnati hain aur Agar Hum in ko ache tarha see seekh Lyn to hum apny kaam mein kaafi hud tak kamyab ho jaty hain kyun KY yehe patterns hue in market Mein ache entry ko find krny mein help krty hain market ky trend ko follow krny mein hmari help krty hain
            Dear yahan par hum jo bhi pattern istemal kren humein faida tabhi ho GA jab hmare pass us pattern see relevant ache information ho ge aur ap ne bullish matching pattern ko hui ache tareeky see study kiyya hai ye pattern market Mein acha profit haisl krny KY liye bohat importance Rakhta hai humein is ka istemal apni trade Mein lazmi krny ki koshish krni chaheye ta ky success ko asaani see hasil Kiya ja sake
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

              Yes dear aapane bahut hi important analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt matching Low pattern Ek bahut hi important Baton Hai Jisko are properly learn Karke apni trading per reply karti hui maximum profit Hasil kar sakte hain aur apni trading abilities ko increase kar sakte hain Jab aap matching Low pattern ko study karte hain to ismein aapko is related maximum information Hasil Karke apni trading per reply Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain.

              Dear jab aap is candle pattern ko study Karte Hain To sabse pahle aapko yah study karna chahie ki is ka naam matching low Kyon Rakha jata hai to dear jab aap last do candlestick ko observe Karte Hain To Unki values aapko se milati hain aur Unki closing value Hamesha same point per Hoti Hai Jiski vajah se is market pattern ko matching Low pattern Kaha jata hai.

              dear jab aap is market pattern ko observe Karte Hain To yah pattern Hamesha aapko Ek strong downtrend ke bad Milta Hai Jab market make strong downtrend hota hai to usmein last do Aisi candlesticks milati Hain Jiske bad aapko market ka trend change Najar Aata Hai aur uski Baat market ki movement reversal Ho Jaati Hai.

              Dear jawab is pattern ko clearly understand karte hain aur usko apni trading per reply karte hain to aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain dear aapko kabhi bhi market Mein entry karte hue yah market patterns ko ignore nahin karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain agar aap market Mein successful Aana Chahte Hain To aapko market Mein jitne bhi important candlesticks aur se banne wale a different patterns hote hain to usko aapane clearly understand karna hota hai otherwise aapke liye difficulties ho sakti hain aur aapki trading profitable Nahin ho sakti isliye different market patterns ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

                Dear friend jaisa ki aap ko pata hai ki Forex trading mein Ham candlesticks ki madad se bahut hi zyada apni trade ko jaj kar rahe hote hain kya hamari trading ka status kya chal raha hai aur ismein bahut sare pattern istemal kar rahe hoty hean aur ine pattren mein se ek pattren Matching low candlesticks pattren hea Forex main charts analysis main ager do candles ka bottom yani keh closing point same ho. Tab he isko matching bottom kaha jata hay. Is main kuch conditions lazmi hain. Pehli ye keh pehly number wali candle tall position main ho jab keh second candle small ho. Laikin donon ka closing point same ho aur second candle bullish ho. Yahan say bullish trend ki indication ho rahi hoti hay laikin iski confirmation kay liye hamain wait karna hota hay. Aisi situations main third candle ager bullish main jati hay to iska matkab ha keh ye bullish trend ki confirmation day rahi hay aur basically matching low ko hum market ki moving sy judge kar sakte hain aur Apni trade ko sell Mein perform kar sakte hain Jab Bhi matching Low ki candlestick banti hai to yah Hamesha to candlestick Hoti Hai Jo Ek dusre ko follow karte hain aur Bar Bar Ek dusre ke sath low level per movement Karti Hain To vahan per Hamen indication milati hai ki market movement Hamen down trend ki Bar Bar movement karti hui Hamen sell ki indication Deti Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

                  Bullish matching low pattern bhi bahut achcha pattern hota hai aur kisi bhi trader ke liye bahut ahmiyat rakhta hai kyunki ji patron hamare liye ek bahut achcha entry point ban sakta hai isliye hamen is patron ke bare mein bhi manmad leni chahie hamari jitni Kisi pattern ke bare mein maloomat hongi aur ham jitna bhi kisi baton per practice karenge ham utna hi paida Hoga aur jab tak ham Kisi pattern per acchi tarike se practice nahin kar lete hain tab tak vah pattern hamare liye karaman sabit Nahin ho sakta hai isliye hamen jarur Kisi bhi pattern per acchi practis karna jaruri hota hai jitni hamari practice behtar ho jaati hai utna hi hamen fayda milta hai kyunki jis bhi baton per hamari practice Nahin hogi to hamen uska achcha tajurba Nahin hoga to fir hamara kam bhi bata Nahin ho sakta hai isliye Kisi bhi pattern per kam karne ke liye ek achcha to jorbagh jaruri ho jata.

                  main pahle Kabhi is baton ko istemal nahin kiya hai lekin ab aapki post sunkar mujhe kafi acchi maloomat Mili hai aur ab main iske bare mein aur bhi Mal mat lena chahunga aur Is per practice main shuru kar deni hai taki practice se main is Ka tajurba le sakun aur isko apni trading mein istemal Kar sakun Kisi bhi patron Ka pata hamen use waqt aap thik tarike se nahin chal sakta hai jab tak hum Kisi patron ki acchi practice nahin kar lete hain isliye main is pattern per bhi acchi practis karna chahunga.

                  hamen jarur mehnat Karni chahie aur apni mehnat se hi sikhane ki koshish Karni chahie kyunki ham tab hi professional trader ban sakte hain jab ham acchi mehnat ke sath Apne kam Khushi khaenge agar ham acchi mehnat ke sath Apne kam ko Nahin sikhate Hain to fir hamen kamyabi nahin milati hai isliye koshish Karni chahie ke ham Apne karm ko theek tarike se sikhen tab hi hamen kamyabi hogi aur tab hi ham is business mein accha munafa Kama sakenge jab tak ham patron ke bare mein marte Nahin rakhenge hamari trading behtar Nahin hogi.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

                    Walekum assalam dear forex market Mein Ham Jab kam Kahate Hain to ismein hamare pass kam karne ke different strategies hoti hai aur ismein Hamare per different planning Hoti Hai Jinka abe kam kam kar sakte hain dear forex market Mein Ham dekhni hai ki hamare pass ISI mah indicators hote hain jinko market Mein Ham use kar sakte hain aur se Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham is market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To usmein Hamen proper knowledge Hasil Karke kam karna hoga.

                    Dear bullish matching low pattern Jab Bhi banta hai market uski favour main Jarur jaati hai aur ham Dete Hain Ki Jab market ka bearish trend hota hai to ismein hamare pass bullish matching low pattern banta Hai Jis per bad market Ne reversal Lena hote hain aur yah Ek reversal pattern hote hain jisse market ke trend ki confirmation Ho Jaati Hai Aur market Apna trend change karti hai dear Agar Ham is Mein trade karna chahte hain to uske liye Hamen confirmation candle ka vate karna hoga vah is Ne ke liye aapko long time frame ko use karna hoga.

                    Dear ismein Ham Dete Hain Ki market Mein Jab Bhi downtrend hota hai aur Market biresh Munh kar rahe hoti hai to support per hamare pass Ek Aisa pattern banta hai jismein Ham dekhte hain ki market ki candles ki shape change Ho Jaati Hai Aur ismein Maar pass Ek Badi candle aur uske sath big time frame Mein Ek Chhoti candle Ban Jaati Hai jisse Hamen confirmation mail jaati hai ki market Apna trend change Karne Wali Hai Aur ismein sellers ka pressure kam ho gaya hai aur ham ismein Apne Trade enter kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

                      jo is complications ko find out kar jate hain wohe to is main ho jate hain kamyab bas is ke liye hamen bhe cahiye ke hum is main isko find out agar kar jate hain to hum aik bahut ache trader hain q ke yeh market main kabhe kabhe create hota hae yeh bahut rare bhe hota hae or bahut valuable bhe hota hae yeh hamen bahut bare opportunity deta hae ke jis ke madad se hum market main se bahut sa faida hasil karte he hain to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karen hum is main agar isko samajhne main mehnat karte hain to hum yahan se kamyab ho he jate hain to bas is waja se tab he to hum is main kamyab ho sakte hain bas hamen apne kam ko acha karna ho ga hum jitna zayada is main kam kar jate hain to hum is main success gain karte he hain bas hamen apne kam ko acha karna ho ga agar hum is main ache tarah se apna kam karte he hain to hum is main se success hasil kar he jate hain bas hamen cahiye ke hum is main apna kam kara karen hum jitna zayada is main apna kam kar jate hain to he to hum is main kuch na kuch gain karte he hain bas hamen cahiye kje hum is main apna kam kiya karen take hum yahan se bhe benefit hasil kar saken hum agar is main sahe tarah se ache tarah se is main kam kar jate hain to hum yahan se success hasil karte he hain bas hamen apna kam ko acha karna hota hae to bas is main hum sahe tarah se kam karte he hain to bas hum is main sahe tarah se kam kar he jate hain to bas hum is main success hasil kar he jate hain to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam kara karen hum is main jitna zayada hum ache tarah se kam kar he jate hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is amin sahe tarah se kam kar jaya karte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

                        Forex trading ke Business mein bullish matching Low pattern bahut hi simple aur normal pattern hota hai jo ki market Mein kaam kart Waqt traders ke liye helpful sabit hota hai Jab market down trend movie karti hai to use Mein Katiya candlestick patterns usmein bahut hi normal candle pattern ke Taur per kam Karte Hain is patron ko bullish matching pattern isliye Kaha Jata Hai Kyunki ke jhariya se is Candle mein jo new candles banti hai uske bare mein acchi information Hasil kar sakte hain

                        Yah candlesstick patterns open or moving price different Ek dusre Se bahut Jyada different hote hain is pay market ke open or close hone ke timing bhi same same hoti hai is me majood Tamam patterns ka kam same hota hai isliye is ko bullish matching Lo patrons Kaha Jata Hai Kyunki yah bullish or bearish Mein maujud Tamam Patron ek dusre se Milte julate Hain isliye market Mein kaam karta Waqt Inka differences ko acchi Tarah Se samajh Lena chahi in parents Mein Kabhi Aksar aisa bhi ho jata hai yah donon patrons barabar rahte hain Aur on Ki price Vahi ki Vahi rahti hai is Surat Mein candle ki body Chhoti Si hoti hai in patterns mein time frame ke hisab se hi work Kiya jata hai

                        Main Jab Ham trading karte hain to use Waqt in candles ke size ko Jyada importance Deni chahie Agar inke size bade ho to usmein Karti Hai yah triend ko jahir karte hain aur Agar inke size Chhote ho to use karti hai candles kamjor trend ko jahir Karte Hain Hamen sirf ke size ko hi use karna chahie Kyunki Jab Ham sitron size ko select Karenge tab bhi Ham market Mein acchi trade Laga kar use Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge Market ke signal ko dekhna Tamam traders ke liye bahut jyada important hota hai ab bagair soche samjhe aur Market ko learn kiye isme Apna Kam start nahin karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

                          Dear member baton ko use karne ke liye hamare pass knowledge hona bahut jaruri hai pattern Jo marji Ho hamen iski upar kam karna chahie aur pattorn ko lazmi hamen knowledge ke sath use chahie is business mein bahut sare pattern hai lekin Ham agar ek se zyada pattern ko use karte hain to Ham kabhi bhi achcha knowledge hasil nahin kar sakte ek pattern ko use Karen aur uske bare mein mukammal ilm hasil Karen Taki Ham ek acchi trade ko open kar sake on confuse na hon ya ek aisa business hai jismein jis ne bhi jitni mehnat ki wo kamyab hua

                          bullish matching ya patrern down ki tarah banta hai jab trend down ki taraf jata hai to ya pattern banta hai stick candle dusri candle se thodi aap hoti hai aur iska Shadow candle ka bhi aap hota hai yah last per donon akhti banti hai is pattern ke bad market mein up ki movement aati hai aur ham log ek acchi trade ko open kar sakte hain pattern hai kya hamen pattern ke bare mein maloom hona chahie pattern hua hai jab market mein candles aapas mein kuch diagram banati hai usko pattern kaha jata hai pattern banne ke bad hamen ek indicator milta hai ki ji ke down jayegi ya up is liye huma is ko samjhna ke liye mehnat karni padati hai technical analysis karne padte hain kyunki market ko samajhne ke liye technical analysis bahut jaroori hai technical analysis chart per kiye jaate Hain aur yah pattern bhi chart ke upar banta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

                            Matching low pattern bahut hi Achcha pattern ha Iske bare mein Ham Apna experience or knowledge share Karenge ki Ham market Mein iska istemal kaise kar sakte hain aur is patron se Ham kaise fayda hasal kar sakte hain market mein bahut se pattern maujud hote hain in pattern ke bare mein hamare pass experience or knowledge Ka Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab ine Patron ke bare mein hamare pass acche information hoge To Ham market Main pattern ka istemal bhi acche tarike Se Kar Payenge aur acchi kamyabi Hasil kar Sakenge in ki help se Ham Apne trading abilities ko increase sakte hain sabse pahle Hamen patron ke bare mein acchi study Karni chahie Jab Ham market ke patton ko observe Karte Hain Iske values ke bare mein Hamen information milati hai iski Jo closing value Hoti Hai vah Hamesha some point per hoti hai Jiski vajah se is market patron ko matching low pattern Kahate Hain Jab Ham in pattern ke bare mein market Mein observe Karte Hain To yah pattern Hamen downtrend Mein Milte Hain market mein strong downtrend Hote Hain last Mein Do candle sticker Aise Milte Hain Jiske bad Ham market ki trend change kar sakte hain to Fir bad Mein market ki movement raversal Ho Jaati Hai Forex trading Mein kam karte hue Hamen pattern ke bare mein demo account per practice karni chahie Jab Ham demo account per practis Karenge To Hamen in pattern ke bare mein acchi information Hasil kar Sakenge Jo Hamare business ke liye bahut hi best hai isliye Ham apne business ko acche tarike Se Chala sakte hain Achcha profit gain kar sakte hain Ham Jyada Se Jyada hardworking Karke apne business ko ek profitable business banaa sakte hain aur acchi earning Haasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jaiza: Bullish Matching Low Pattern

                              1. Mukadma


                              Bullish matching low pattern ek ahem chart pattern hai jo traders aur investors ke liye market ki bullish potential ko dikhata hai. Is pattern ka samajhna zaroori hai taake aap behtar trading decisions le sakein.
                              2. Pattern ki Pehchaan


                              Is pattern ki pehchaan do consecutive lows par hoti hai jo ke ek dusre ke barabar hote hain. Pehla low ek significant sell-off ke baad aata hai, jabke doosra low is pattern ke end par hota hai. Ye pattern aksar reversal signals ki taraf ishara karta hai.
                              3. Pattern ke Characteristics


                              Bullish matching low pattern ke kuch khaas characteristics hote hain. Ye pattern aksar market ki instability ke dauran nazar aata hai. Dono lows barabar hone chahiye aur trading volume bhi mukhtalif hota hai.
                              4. Volume ka Role


                              Is pattern mein volume ka role kafi ahem hota hai. Pehle low par volume zyada hona chahiye jabke doosre low par volume comparatively kam hona chahiye. Ye pattern ki authenticity ko barhata hai.
                              5. Market Sentiment


                              Market sentiment bhi is pattern ke liye zaroori hota hai. Agar market mein overall bearish sentiment ho, toh is pattern ka nazar aana bullish reversal ka strong indicator ho sakta hai.
                              6. Technical Analysis Tools


                              Is pattern ki pehchan karne ke liye technical analysis tools ka istemal hota hai. Moving averages, RSI, aur MACD jaise indicators is pattern ki confirmation ke liye madadgar hote hain.
                              7. Entry Point


                              Entry point ka tayun is pattern ke liye zaroori hai. Jab market doosre low ke baad upward movement shuru kare, toh ye entry ka acha waqt hota hai. Is waqt aapko confirmation signals bhi dekhne chahiye.
                              8. Stop Loss Strategy


                              Stop loss ka tayun bhi is pattern ka ek aham hissa hai. Aam tor par stop loss ko pehle low ke thoda neeche rakha jata hai. Ye aapko additional loss se bachata hai agar market aapki expectations ke mutabiq nahi chalti.
                              9. Target Price


                              Target price ka tayun bhi kafi zaroori hai. Is pattern ke target price ka tayun aap previous resistance levels ya Fibonacci retracement levels ke zariye kar sakte hain.
                              10. Risk Management


                              Risk management is pattern ko istemal karte waqt zaroori hoti hai. Aapko yeh dekhna hoga ke aap kitna risk lene ko tayar hain aur apne capital ko kaise protect karna hai.
                              11. Psychological Factors


                              Psychological factors bhi is pattern ko samajhne mein madadgar hote hain. Market participants ka behavior aur sentiment pattern ke success ya failure ko affect kar sakta hai.
                              12. Real-Life Examples


                              Is pattern ki pehchan karte waqt real-life examples ka istemal karke aap iski effectiveness ko samajh sakte hain. Historical data ko dekhkar aap samajh sakte hain ke is pattern ne kaise kaam kiya.
                              13. Limitations of the Pattern


                              Jese har pattern ki kuch limitations hoti hain, bullish matching low pattern bhi inse alag nahi. Market volatility aur external factors is pattern ki reliability ko affect kar sakte hain.
                              14. Nakhre aur Aakhri Baat


                              Bullish matching low pattern ek behtareen trading strategy hai agar isse sahi tareeqe se istemal kiya jaye. Is pattern ki pehchan aur analysis se aap market ke bullish trends ko behtar samajh sakte hain aur trading mein faida utha sakte hain.

                              In tamam pehluon ko samajhne ke baad, aap is pattern ka istemal karte waqt zyada confident aur informed decisions le sakte hain. Trading ki duniya mein success ke liye analysis aur research bahut zaroori hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X