Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???
    Asslam Alaikum dear forex members kesy hen ap sb log umeed he thek hongy or achi posts kr k acha bonus hasil kr rhy hongy dear members mera ap sb se ye sawal hy ky kya forex market ya forex trading Pakistan me allow hy is me koi gher kanooni kam to nhi is pr kam krna safe and secur hy? Ap sb plz apni apni raye zrur den or forex market me kamyab hony ki tips bhi zrur den or ye bhi btaen ky kesy legally is pr earning kr skty hen bger kisi khof ky...thank to all and good luck too
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

    forex ka business pakistan mein legally allowed hai aur bohat sary log us mein mehnat ker k earning hasil ker rahy hain humen chahiye k hum bhi forex par mehnat keren aur aik legal bonus hasil keren forex par mehnat se kaam kerny wala kabhi bhi nakam nahi ho sakta forex aik internation firm ben chuka hai jo k bilkul legal hai ye faka firm bilkul nahi hai aur aik world wide business fake nahi ho sakta forex par work poori duniya se kiya jata hai is liye humen bhi chahiye k hum forex par kaam ker k earning hasil keren forex par kaam kerny k bohat se rules hain yahan par kaam kerny waly log kisi doosry ki thraed ya post ko copy nahi ker sakty kuen k ye forex ki policy k khilaf hai har koi apni quality ki learning ko posts kery ga
    yahan par trading kbhi ker sakty hain lekin us k liye pehly demo account se trade kerna pary ga hamen chahiye k demo par achi tarhan se help ly ker kaam keren taa k hum kamyab ho saken forex par har insan legal work kerta hai aur ye pakistan mein bhi aik legal aur law k according business ben chuka hai hum is ko kisi bhi soorat deny nahi ker sakty ye hamary liye bohat he important ahi kuen k ye bohat se logon ka financial career bhi sambhaly hue hai hai logon ki needs forex se poori ho rahi hain forex ko hum apna future professional career bhi bena sakty hain aur ye kabhi na khatam hony wala platform hai hum is mein kaam keren gy tou humen zaroor kamyabi hasil ho jaye gi
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

      Yes of course forex business pakistan me allowed hai tabhi to is me itne ziada members kaam ksr rahe hai aor apne mehnat se achi earning kmaa rahe hai friends forex aek real legal business hai bht se log sochte hai keh forex aek fruad hai dhoka hai lekin me ap ko batana chahoo gaa keh yeah sab galat hai afwah hai forex aek real aor sab se acha earning ka resources hai jis par ham kaam kar ke kaafi acha munafa kmaa sakte hai so dear jab tak ap forex me mehnat nahi ksre ge ap ko orofit nahi hogaa aor jo mehnat nahi karte wohi forex ko fake business samjhtey hai is me koi fruad nahi please dosto ap aye forex me kaam kare inahallah ap kamiaab zurroor hoonge aor achi earning bhi kar len ge yeah itna mushkil bhi nahi hai just hame post karni hooti hai lekin knowledge wali hooni chahiey is ke baad bonus ata hai trading karo important thing is trading ia me ap ke pas acha teading ka experience hona chahiey ap demo account ko time de kar ap apni trading skills ko improve ksr sakte hai is ke baad trade real account me entry len inshallah ap zurroor kamiaab hoonge air acha profit bhi zurroor earn kar sake ge .
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

        Dear friends hamara aaj ka topic hai jis per humne discussion karni hai vah hai ki kya forex Pakistan mein legal hai ya nahin Forex trading business ek aisa business hai jo key all over the world kiya jata hai aur pakistan main bhi yeh kiya jata hai isko misal pakista stock exchange Market hai . isliye yahan per forex trading business ko bhi karne per kisi bhi qisam ki koi restrictions nahen hain aur PAKISTA MAIN B FOREX AIK LEGAL business hay isi lie to hum Pakistan main is business ko ker latay hain aur is se profit b earn ker sektay hain aur ye aik online business hai aur bilkul legal business hai aur iss per aap ko koi nahin pakar sakta aap kisi kay paisay tou chori kar kay yeh trading nahin kar rahay na pakistan ma forex legal ha or bhot log forex ma trade kr rahay ha or ya aek acha bussniess ha jaha say asay samaj lay k har koi ghr bethy earning bhi kr sakta ha lakin uskay liye hamay mehnat krni hoti ha experince hasil krna hota ha jis ki waja say ham forex ma apna future bana saky aur Forex trading ka Kama level hy is my ham kamayba ho sgty h ya level hy hamaya sahi is my kam krna chiyaagr ham mhnata krni hy to ham agy ja sgty hy agr ham is my mhnata bhot zeadakr kham kam r gy to ham bht achi lerning ham kr sgty hy lerning bht zeada krni chiya hamay
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

          Pakistan mein Forex ka business legal hai. Aur pakistan ka resident hoty huey aap Forex busines mein legally invest bhi kar skty hain aur profits gain kar ky withdrawals bhi kar skty hain. Aur is mein government ki traf se koi rukawat nahin nah hi is ko illegal ya out of laws qarar dia gaya hai.​Idlye Online trading karna aap ka haq hai aur aap apni marzi se Forex mein trasing kar skty hain. Aur is se aapko koi bhee rok nahin sakta.

          Pakistan mein puri dunia ki trha online traders mojudd hain jo ky saalon se isi mein business kar rhay hain aur un ko ksi qism ki rukawat ka samna nahin karna parta..​Bhut se mashhur traders hain jin ky hazaron fans hain. Aur log un ko achy naam se janty hain.​Woh dusry​traders ki help karty hain. Isi trha bhut se institutes apko forex ki proper knowledge deny ky liye mehnat kar rhay hain. Air yhan forex ky teachers bhi mojud hain.​Yeh academies totally legal hain. Aur in ko kam karny se koi nahin rokta.​

          Pakistan mein jitny zeada forex traders acha kam kar ky foreign currencies jin me dollars aty hain, apny mulk mein laaty hain utna hi hmari country economically strong ban skti hai. Pakistan mein government ko chahye ky forex ki taleem aam karny ky liye logon mein forex trading ki knowledge hasil krny ka shauur paida kary aur logon ko tv commercials ky zariye bhi isky bary mein btaya jaye.​Kyn ky forex ​mein trading bhut se unemployed logon ki jobs ki needs bhi fill up kar skti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

            Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bahut acchi baat ki Forex trading 1 real business hai jo Jo Pakistan ke sath sath Puri Duniya Mein perform kar raha hai aur is business Mein daily basis per trillions main main transaction hoti hai aur yah business Pakistan mein allowed hai jismein Hazaron Pakistani perform Karke acchi earning Hasil kar rahe hain Forex trading me Hamari e kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai aur ham Forex trading Mein Apne kaam ko jitni responsibility ke sath perform karne ki koshish karte hain itna hi Hamen Forex trading ke business Mein kamyabi Hasil hoti hai aur Forex trading mein agar Ham careless hokar Apne kam per focus Nahin Karenge aur daily target ko achieve Nahin Karenge To Hamen is business Mein Na nakami ka Samna karna padta hai isliye Hamen Forex trading mein jyada Se Jyada hardworking Karte Rahana chahie aur maximum informative aur meaningful posting Karni chahie aur Hamen Forex trading ke rules ko follow karte hue yah Kisi ki post ko copy paste nahin karna chahie Kyunki yah Forex ke rules ke khilaf hai hai agar Ham Aisa Karte Hain To Hamari post delete kar di Jaati Hai isliye Hamen Main Apne work ko quality quality banate hue Apne best ideas ko Forex form per share karna chahie aur mehnat Karte Rahana chahie Forex trading mein mehnat kamyabi ka ek important ingredient hai hai jisse Hamen Forex trading Mein kamyabi Hasil hoti hai aur ham acchi earning Haasil Karke apni financial condition ko Behtar bana sakte hain aur apne future ko bright kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Farva9330 پيغام ديکھيے
              Asslam Alaikum dear forex members kesy hen ap sb log umeed he thek hongy or achi posts kr k acha bonus hasil kr rhy hongy dear members mera ap sb se ye sawal hy ky kya forex market ya forex trading Pakistan me allow hy is me koi gher kanooni kam to nhi is pr kam krna safe and secur hy? Ap sb plz apni apni raye zrur den or forex market me kamyab hony ki tips bhi zrur den or ye bhi btaen ky kesy legally is pr earning kr skty hen bger kisi khof ky...thank to all and good luck too
              Assalamu alaikum dear forex member ummid hai aap sab khairiyat se honge
              ❤️
              aapane bilkul Kiya poochha ji bilkul theek Kaha Pakistan mein yah Galti kaise lo Hai Forex trading mein swap bhi hai lekin vah musalmanon ke liye band hai ham to ma'am pakistaniyon ke liye band hai Shoaib ka matlab suit hota hai aur chhod hamare mulk mein haram Hai musalmanon mein haram Hai to isiliye Forex ne swayam ko ham per band kar diya hai bahan karti hai isiliye ab Forex hamare liye legal Hai Pakistan mein forest mein kam karne ki ijaajat hai aur agar ham Forex join karte hain to use Maine kisi ke sham ke hamen koi mein Soch Nahin Hoti Hai hamare per koi pabandi hoti hai ki agar for exam istemal karenge kam karenge Forex mein to hamen yah Kiya jaega vah Kiya jaega Pakistan mein forex allow hai Pakistan mein Forex legal tarike se allow hai ya government se Juda Hai Pakistan ke bade bade Bank commercial university universities company daftar office mein kam karte Hain
              ❤️❤️❤️❤️
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

                FOREX TRADING IS LEGAL IN PAKISTAN
                Dekhen dear aap is baat ka andaza is tarha bhi laga sakty hain KY forex trading aik worldwide business hai is mein sare countries Shamil hain aur ye aik legal business na hota to koi bhi is mein working na kar raha hota bilkul yeh aik legal business hai hum is mein akam kr sakty hain na siraf kaam kr sakty hain balky is see acha faida bhi Hasil kr sakty hain Agar dekha Jae to yeh business humein aise he ache earning provide nahi kr dyta balky is mein ache earning ko hasil krny KY liye bohat zayada mehnat aur koshish krni parti Hai market ko analyse krna parta Hai learning krni parti Hai us ky baad he is mein ache kamyabi hasil krny ka moqa milta Hai ye illegal business nahi hai aur na he humein aisa is ky baare mein sochna chaheye kyun KY hum jis kaam ky baare mein jitni apni thinking positive rakhen ge utna he hum apny kaam see acha faida hasil krny mein kamyab ho saken ge is mein kuch bhi galat sochny ki bjae humein apny kaam ky baare mein apni thinking ko positive rakhty Howe usy focus krna chaheye mehnat aur koshish krni chaheye tabhi acha result Hasil Kiya ja sake ga
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

                  Forex ka business popular aur worldwide business hai is business mein millions of people working karte hain aur is business mein whole world ke log kam kar rahe hain mere khyal mein koi bhi country aisa Nahin hai jis country ke log is business mein Kam Nahin tha rahe hoon online aur offline business mein sabse bada business Forex trading hai isliye main samay kahoon kijiye business Puri duniya mein legal hai isliye Pakistan main bhi yah business legal ho sakta hai.

                  Pakistan mein Forex ka business karte hue hamen is baat ka khas khayal karna chahie ki kyunki koi bhi business jab ham karte hain aur hamare account mein paisa aata hai to humse government ka sawal hota hai ki yah paisa kahan se a Raha hai to hamen usko jawab dena padta hai isliye ham apna jo bhi bank account open karvate Hain to hamen Apne Bank mein batana chahie ki ham Forex trading kah rahe hain aur hamen Apne account ko faila karvana chahie Jo log apna account istemal karte hue faila ho ban chuke hain to UN logo pe koi tax bhi nahin hota hai aur vah log legally Forex trading kar sakte hain kyunki yah business on logo ke liye bahut hi behtar sabit hoga isliye hamen apni registration jarur karvani chahie kyunki registration ke bagair koi bhi business illegal hota hai.

                  Jo log Apne Bank mein apni registration account banate waqt Forex trading per karvate Hain to UN logon ke liye business legal ho jata hai aur hamen bhi chahie ki ham is business ke liye mehnat Karen taki hamen kamyabi mil sake aur ham is business ko samajh sake agar ham is business ko thik tarike se chalana chahte Hain to fir hamen is business pahle Gali kam karna chahie tha ki hamen bad mein koi pareshani Na ho.
                  jab ham legally kam karenge to tab hamen koi pareshani Nahin hogi aur hamara kam kafi behtar ho jaega isliye hamen koshish Karni chahie kya hamara kam legal ho tab hamen hi hamara kam behtar ho sakta hai.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

                    Forex trading ka business online business hai ya koi in legal business Nahin Hai balke Ya legally business hai Forex trading ke Business mein Pakistan mein bhi hajaron ki taaja mein log Forex trading ko join Karke is acchi earning Hasil kar rahe hain Pakistan Forex form mein kisi ki koi pabandi nahin hai ismein bahut se traders kam Karke isase Achcha bonus Hasil kar rahe hain Pakistan Forex form mein kisi Kishan ki legally pabandi Nahin Hai yah business legally allowed ho chuka hai Forex trading ka business Koi Ghair kanuni business Nahin Hai pal ke liye ek bahut hi Achcha platform Hai jismein log kam Karke is acchi earning Hasil kar rahe hain

                    Forex trading ka business job last Logon ke liye bahut hi profitable business sabit ho raha hai jo log berojgar hain aur unhen kahin aur job Nahin milati ya FIR itne padhe likhe Nahin Hote Jiski vajah se unhen bahar Kahin job Nahin milati isliye unhen chahie ke vah apne time ko faizur Mein waste na Karen balke Apne is time ko Forex form Koti Taka vah Forex trading Ka acchi Tarah se knowledge Hasil Karke usko join kar sake aur usmein Achcha profit Hasil Kar Paye Forex trading ka business Ek safe aur secure business Hai ismein Aap Ko Kisi Kisim Ki Koi tension Nahin Hoti aur na hi aapko ismein Kisi Kisham ki investment karni padati hai balki aap is Mein Apna Kam free mein start kar sakte hain aur ismein aap apne Kam ki quality ko Behtar Banakar Forex trading se acchi earning Hasil kar sakte hain

                    Agar Ham Forex ki market Mein Kamyab Hona chahte hain aur isase Achcha bonus Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen sabse pahle Forex trading co analysis karna chahie analysis karne ke bad hi demo account ko join karna chahie Kyunki demo account of Forex trading ka ek important part Hai Jis per kam karna aur is bar lambi practis karna Sab members ke liye bahut Jyada Jaruri Hota Hai Is per Magar practice Ki Hai vah Kabhi Bhi Forex trading Mein kamyabi Hasil nahin kar paate isliye Tamam members ko chahie ke demo account per Jyada Se Jyada practice Karen jitne Jyada practice Karenge Itni Jyada Forex trading me kamyabi Hasil Karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

                      Ji bilkul forex business pakistan me allowed hai tabhi to is me itne ziada members kaam ksr rahe hai aor apne mehnat se achi earning kmaa rahe hai friends forex aek real legal business hai bht se log sochte hai keh forex aek fruad hai dhoka hai lekin me ap ko batana chahoo gaa keh yeah sab galat hai afwah hai forex aek real aor sab se acha earning ka resources hai jis par ham kaam kar ke kaafi acha munafa kmaa sakte hai so dear jab tak ap forex me mehnat nahi ksre ge ap ko orofit nahi hogaa aor jo mehnat nahi karte wohi forex ko fake business samjhtey hai is me koi fruad nahi please dosto ap aye forex me kaam kare inahallah ap kamiaab zurroor hoonge aor achi earning bhi kar len ge yeah itna mushkil bhi nahi hai just hame post karni hooti hai lekin knowledge wali hooni chahiey is ke baad bonus ata hai trading karo important thing is trading ia me ap ke pas acha teading ka experience hona chahiey ap demo account ko time de kar ap apni trading skills ko improve ksr sakte hai is ke baad trade real account me entry len inshallah ap zurroor kamiaab hoonge air acha profit bhi zurroor earn kar sake ge .
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

                        Ji aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai is ke bare mein Ham Apna experience or knowledge share Karenge Ke Forex business Hamare Liye Ye Kis Tarah best hai isase ham Kya fayde Haasil kar sakte hain kya yah Pakistan mein legally allowed hai ya nahin hai Iske bare mein Ham apna knowledge aapse share Karenge forex business Pakistan mein legally allowed hai Ek bahut hi Achcha business hai yah Ek online business hai jismein Ham ghar baith kar kam kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Forex trading Ek international business hai jismein bahut se countries Ke Log work kar rahe hain aur Achcha profit Hasil kar rahe hain ismein Hamen Koi investment Nahin karne padte ismein Ham Kisi bhi waqt kam kar sakta hai Jab Ham free Hote Hain To Ham Apna Kam kar lete hain Pakistan mein bahut se log Forex form per kam Karte Hain Jab Ham Forex trading co join karne lage To Hamen demo account per practice karni chahie Jab Ham demo account per practice Karenge To Ham is business ke bare mein jyada acchi information gain kar Sakenge yah dusre business se bahut hi jyada accha business hai yes ek business bilkul Bhi fake Nahin Hai bahut se dusre business fake hote hain vah Apna Kam to nikalwa lete hain lekin bonus Nahin dete lekin yah Aisa business Nahin Hai yah Duniya ka sabse best business hai jismein Ham Jyada learning Karke Jyada earning Haasil kar sakte hain han kam karte hue Hamen Iske rules and regulation ka Khas kyal Rakhna chahie aur apne kaam par focus karna chahie Hamen Apna Kam self-confidence ke sat karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

                          Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading ik online business h jo sirf Pakistan mn hw ni balky all over the world kam kr rha h ye ik real ar legal business h jis mn log investment kr k ar without investment k acha khasa profits kma rhy hn.
                          Dear members Pakistan forex trading ka platform ik best earning platform h jo online business ki dunia mn mery khyal k mutabiq sub sy top pr h Pakistan mn ye business bilkul qabl etemad h ar qanoni tor pr bhtren treqay sy verified business h is business mn sshqq ki koi gunjaesh ni h ye business hundred percent leagl h ar Pakistan mn bht sary log is mn ahamoliat kr k bhtren profits kma rhy hn ye business hymn unlimited earning deny wala business h is liy friends forex trading mo join kren ar apni income mn izafa kren...
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Farva9330 پيغام ديکھيے
                            Asslam Alaikum dear forex members kesy hen ap sb log umeed he thek hongy or achi posts kr k acha bonus hasil kr rhy hongy dear members mera ap sb se ye sawal hy ky kya forex market ya forex trading Pakistan me allow hy is me koi gher kanooni kam to nhi is pr kam krna safe and secur hy? Ap sb plz apni apni raye zrur den or forex market me kamyab hony ki tips bhi zrur den or ye bhi btaen ky kesy legally is pr earning kr skty hen bger kisi khof ky...thank to all and good luck too
                            G dear jhan forex ki bat ki jaye tu es mai hum nay officail nhi suna hai kay ye pakistan mai legal hai per es maiaik bat hai kay kafi log kam kar rhain aur es mai kafi log acha kam bhi kar rhain jub kay es mai kafi puranye log hain jo kay kam kartye hain aur es mai kamyabi hai baki kamo say better hai ap es mai acha kam kartye hain forex ko pakistan mai sub say zayda lije kiya jata hai kiyu kay ye kafi simple aur acha business hai ap es mai investment kartye hain tu bhi ye ap ko ka kam hai kay ap ed mai bus mahnet kay sath kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur market mai kam karna har aik ka khwab hai aur es mai jo acha kam karta hai wo he kamyab hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap forex mai kam karain ager pakistan mai ye legal nhi hai tu bhi koi masla nhi hai kiyu kay es mai baki har cheez legal hai kiyu kay ap es mai invetment kartye hain tu wo bhi ho jatye hain us kay bad ap es mai kam kartye hain tu jo ap ko es mai profit milta hai wo bhi ap ko es mai mil jata hai tu es mai illegal hai kiya kam karna hai aur acha kam kar kay ap nay reward laina hai tu ap forex mai a jain ap es mai kafi acha kam kartye hain yaqeen janye kay forex sirf pakitan ka nhi poori duniya mai mashoor hai aur best hai ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyabi patye hain aur ap es mai jitni mahnet kay sath kam kartye hain forex ap ko us say zayda support karta hai aur ap ko es mai kamyabi daita hai tu sara kam mahnet ki waja say hai ap es mai acha kam aur mahnet kay sath kam kartye rhain ta kay bad mai ap kay kam mai asani ho jatye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain
                            $$$ Never Give Up $$$
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya forex business Pakistan me legally allowed hy???

                              yes dear, forex aik best online buisness ha jo pakistan ma b legaly allowed ha, is ma bht saray members online kam kar rahay hain aur apnay liay achay financial benifits hasil kar rahya hain, forex sb ko equaly treat karta ha aur jo jitni mehnat aur lagan k sath kam karta ha us k mutabik result hasil karta ha. forex jobless aur km income walay logi k liay aik blessing sa km nhi ye unhain door steps par achi earning ki oppertunity daita ha, is ko join karnay k liay koi higher qualification ya criteria required nhi hota agr ap k pass basic education ha to ap is par kam kar saktay hain, is ma khud par depend karna parta ha aur kisi staff ya boss ki zarurat nhi parti, ap ghar bethay online ho k kam kar saktay hain, lihaza forex ki learning ko best bnanay ki koshish karain aur is oppertunity sa zarur faida hasil karain, forex apko achi earning ka behtreen plateform provide karta ha, hr koi apni marzi k mutabik time manage kar k kam kar sakta ha, is ma jaga aur waqt ki koi compulsion ya limitation nhi, hmain apni routine bna kar is par daily kam karna chaiay ta k hmain is sa updated aur latest informations milti rahain jo hmaain achi trading k liay required hoti hain, hmain forex ko burdon nhi samajhna chaiay bl interest aur dedication k sath is par kam karain, ta k hmain apni mehnat ka acha sila milay aur hmari mehnat waste na ho, lihaza dil laga kar aur mehnat k sath acha kam karain jiska output b achay reward ki surat ma milay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X